Posts

Showing posts from June, 2022

Daily Calendar Hadiths - 30 June 2022

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Agar koi gunaah ke kaam ki taraf bulaaye, tou us ki baat mat maano ”.*  [Book of Bukhari, 7257] https://youtu.be/Ga5BP2zZ1oY •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Qur'aan ki tilaawat kiya karo, is liye ke yeh qiyaamat ke din tilaawat karne waalon ke haq mein sifaarish karega ”.*  [Book of Muslim, 1874] https://youtu.be/_mPZj7rhnTM •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Tum mein sab se achchhe log woh hain jo qarz mi adaaigi ke muaamle mein achchhe hon”.*  [Book of Muslim, 4195] https://youtu.be/I3WC3llq9ec •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Allah Ta'ala raat ko apna haath phailaata hai, taake din ke gunehgaar tauba kar lein, aur din ko haath philaata hai taake raat ke gunehgaar

Daily Calendar Hadiths - 29 June 2022

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Apne ghar waalon par kharch karna bhi sawaab ka kaam hai”. * [Book of Bukhari, 4006] https://youtu.be/OAR4sdJF_yM •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Jo shakhs Allah aur aakhirat ke din par imaan rakhta ho, to use chaahiye ke apne padosi ka ikraam karein”. * [Book of Bukhari, 6019] https://youtu.be/gVHGMywEmPo •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: * “Aye Imaan waalo! Allah aur Rasool se be-wafaayi mat karo aur jaante boojhte apni amaanaton mein khayaanat mat karo". * [Quran, Chapter/ Surah-Anfal: Verse/Ayat no. 27] https://youtu.be/ZsFzq9uvxFg •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Har ummat ke liye ek fitna (aazmaish) hota hai aur meri ummat ka fitna (aazmaaish) maal hai”. * [Book of Tirmizi Hibbaan,

Daily Calendar Hadiths - 28 June 2022

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Zaroorat mand logon ki sifarish kar diya karo, is mein tumhain badla milega”. * [Book of Bukhari, 6028] https://youtu.be/w3zjkmnd6Yk •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Allah Ta'ala ne tumhaari shifa haraam cheez mein rakhi hi nahein hai”. * [Book of Saheeh Ibne Hibbaan, 1391] https://youtu.be/Vla2v8sjan4 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Jab tum log khaane ke liye baithho, to Chappal utaar liya karo, kyun ke yeh cheez tumhaare pairon ke liye raahat ka sabab hai”. * [Book of Kanzul Ummaal, 40726] https://youtu.be/UJqbP0a3-hk •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Beemaariyon mein maut ke siwa aisi koi bimaari nahi, jis ke liye kalonji mein shifa (cure) na ho”. * [Book of Muslim,

Daily Calendar Hadiths - 27 June 2022

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Jab tum mein se koi so kar uthe, to bartan mein haath daalne se pehle haathon ko dhole”. * [Book of Bukhari, 162] https://youtu.be/A6YVMZ4O07o •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► * "Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne sharaab bechne waale par laanat farmaayi hai”. * [Book of Jamaiat-Trimizi, 1295] https://youtu.be/2rmZDIewQgc •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Agar koi tumhaare saath bhalaai ka muaamla kare, to tum us ko us ka badla do”. * [Book of Nasai, 2568] https://youtu.be/PzKzJG-Xrb8 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Gaali-galoch karne waale dono shaitaan hain, woh ek doosre par ilzaam lagaate aur jhooth bolte hain”. * [Book of Musnad-e-Ahmed, 17483] https://youtu.be/0qnqZE3AMIc •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri n

Daily Calendar Hadiths - 26 June 2022

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Hadiya de kar waapas lene wala us kutte ki tarah hai jo qai (vomit) karke chaat leta hai”. * [Book of Bukhari, 6975] https://youtu.be/MCkIwLLANzw •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Badtareen ghar woh hai, jis mein koi yateem ho aur us ke saath bura sulook kiya jaaye”.* [Book of Ibne Maaja, 3679] https://youtu.be/5kg63ECTntQ   •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Apne fursat ke waqt ki qadr karo, mashgooli aane se pehle”. * [Book of Mustadrak, 7846] https://youtu.be/IDWCqTAaUYo •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: * “Naap tol poora poora kiya karo aur logon ko un ki cheezein kam kar ke na diya karo aur zameen mein us ki islaah ke baad fasaad mat phailaate phiro". * [Quran Chapter/ Surah-A'raaf:

Daily Calendar Hadiths - 25 June 2022

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Raaste par baithne ka haq yeh hai ke bhalaai ka hukm karo aur bure kaamon se mana karo”. * [Book of Bukhari, 2465] https://youtu.be/Y6ZDxU9PiHs •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Allah ki laanat hai us aadmi par jo apne maan baap ko bura bhala kahe”. * [Book of Kanzul Ummaal, 44358] https://youtu.be/UOZzlNFHDy8 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: * “Shaitaan to yahi chaahta hai ke sharaab aur juwe ke zariye tumhaare darmiyaan dushmani aur nafrat paida kar de, aur tumhein Allah ki yaad aur namaaz se rok de". * [Quran, Chapter/ Surah Al-Maaidah: Verse/Ayat no. 91] https://youtu.be/WPQq3EiUrxE •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Jis mein shak wa shuba ho us ko chod kar us cheez ko ikhtiyaar karo jis

Daily Calendar Hadiths - 24 June 2022

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Apne bhai se muskura kar milne ka sawaab sadqe ke baraabar hai”.*  [Book of Tirmizi, 1956] https://youtu.be/XQMit-OnM-4 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: * “Jo kuch tumhaare paas hai, woh sab khatm ho jaayega aur jo kuch Allah ke paas hai, woh baaqi rehne waala hai ".*  [Quran, Chapter/ Surah - an - Nahl: Verse/Ayat no. 96] https://youtu.be/ks4Dr9IMcpA •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Bhoole bhatke aadmi ko sahi raasta bataana sadqa hai”.*  [Book of Tirmizi, 1956] https://youtu.be/LyYgNUkvwJ0 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Jo chaandi ke bartan mein paani wagaira peete hain, woh apne pet mein jahannam ki aag bhar rahe hein”.*  [Book of Bukhari, 5634] https://youtu.be/aamyVMEmS88 •┈┈┈┈••✦✿