Posts

Showing posts from November, 2020

Short Dua #6

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    - -- *اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ عِلْمٍ لاَ يَنْفَعُ، وَمِنْ دُعَاءٍ لاَ يُسْمَعُ، وَمِنْ قَلْبٍ لاَ يَخْشَعُ، وَمِنْ نَفْسٍ لاَ تَشْبَعُ* --- * Allahumma, inni a'udhu bika min 'ilmin la yanfa'u, wa mindu'a'in la yusma'u, wa min qalbin la yakhsha'u, wa min nafsin la tashba'u.*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- * Ya Allah, main panaah maangta hu aisey ilm se jo nafaa na de, aisee Dua se jo suni na jaye, aur aise Dil se jismein Tera khauff na ho, aur aisey Nafs se jo mutmaeen (satisfied) na ho.* [Sunan Ibn Majah, Jild 1, 250] --- * या अल्लाह, मैं पनाह माँगता हू ऐसे इल्म से जो ऩफा ना दे, ऐसी दुआ से जो सुनी ना जाए, और ऐसे दिल से जिसमें तेरा खौफ ना हो, और ऐसे नफ्स से जो मुतमईन ना हो l * [सुनन इब्न माजा, जिल्द 1, 250]  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- * O Allah, I seek refuge with You from Knowledge that is of no benefit, from a Supplication that is not heard, from a Heart that does not fear (You

Daily Calendar Hadiths - 30 November

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Murde par rona chillaana jaahiliyat ke kaamon mein se hai”. * (Book of Ibn-e-Maaja: Hadees No. 1582) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Tum sab mein mujhe ziyaada muhabbat us shakhs se hai, jis ke akhlaaq (character) ziyaada achchhe hain”.*  [Book of Bukhari: Hadees No. 3759] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya : *“Jo log apne maal Allah ke raaste mein kharch karte hain phir kharch karne ke baad na ehsaan jatlaate hain aur na koi takleef pohnchaate hain, woh apne parwardigaar ke paas apna sawaab paayenge”.*  (Quran: Surah-e-Baqarah: Ayat/Verse No. 262) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Tum sab mein mujhe ziyaada muhabbat us shakhs se hai, jis ke akhlaaq (character) ziyaada achchhe hain”.* [Book of Bu

Jis shakhs ne subah ke waqt 7 ajwa khajur kha li to us din usey na zaher nuksaan pahuncha sakta hai na jaadu.

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: * “Jis shakhs ne subah ke waqt 7 ajwa khajur kha li to us din usey na zaher nuksaan pahuncha sakta hai na jaadu.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Saud (radi allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jis shakhs ne subah ke waqt 7 ajwa khajur kha li, to us din usey na zaher nuksaan pahuncha sakta hai na jaadu”. * [Sahih Bukhari, Vol 7, 5769] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत सऊद (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “जिस शख्स ने सुबह के वक़्त 7 अजवा खजूर खा ली, तो उस दिन उसको ना ज़हर नुकसान पंहुचा सकता है ना जादू l ” * [सही बुखारी, जिल्द 7, 5769] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: * “If somebody takes seven ajwa dates in the morning, neither magic nor poison will hurt him that day.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Narrated by Saud (may Allah be pleased with him) that th

Achche Akhlaq aur Zyada Khamoshi tarazu mein bahut bhaari hain

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Achche Akhlaq aur Zyada Khamoshi tarazu mein bahut bhaari hain .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Anas (radi Allahu anhu) se rivayat hai: Ek baar Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) Hazrat Abu Zarr (radi Allahu anhu) se milay aur farmaya - *“ Eh Abu Zarr, kya main tumhe do (2) khubiyan na batauu jo karne mein bahut halki hain aur tarazu (meezan) mein bahut bhaari hain? ”* Hazrat Abu Zarr (radi Allahu anhu) ne kaha - *“ Kyu nahi, Ya Rasool-Allah Muhammad ﷺ sallAllahu alaihi wasallam (zaroor bataeeye) ”.* Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Tum apne upar Achche Akhlaq aur Zyada Khamoshi laazim kar lo. Qasam hai Us zaat ki jiske haath mein meri jaan hai, makhluq ka koi dusra amal unke barabar nahi ”.* [Al-Silsila-tus-Sahiha, 202] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अनस (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है: एक बार रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही व

Short Dua #5

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *رَبَّنَا اغْفِرْ لِي وَلِوَالِدَيَّ وَلِلْمُؤْمِنِينَ يَوْمَ يَقُومُ الْحِسَابُ * _القرآن، سورة ابراهيم ١٤، ٤١_ --- *Rabbanagh fir lee waliwaalidaiya walilmu'mineena Yawma yaqoomul hisaab.* _Aameen_ [Al Quran, Surah Ibrahim (14), Verse/Ayat 41]  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- * Eh hamare Rabb, mujhko aur mere maa-baap ko aur momeeno ko hisaab wale din baksh dena. * _Aameen_ [Al Quran, Surah Ibrahim (14), Ayat 41] --- *एह हमारे रब, मुझको और मेरे माँ-बाप को और मोमीनों को हिसाब वाले दिन बख्श देना l* _आमीन_ [अल क़ुरान, सुरह इब्राहीम (14), आयत 41]  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *Our Lord, forgive me and my parents and the believers on the Day when the reckoning will be established.* _Aameen_ [Al Quran, Surah Ibrahim (14), Verse 41] --- *اے پروردگار، حساب (کتاب) کے دن مجھ کو اور میرے ماں باپ کو اور مومنوں کوبخش دینا-* _آمین_ _القرآن، سورة ابراهيم ١٤، ٤١_  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ----- Please visit our BlogSpot DailyQuran

Daily Calendar Hadiths - 29 November

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ►Allah ke aakhri nabi *“Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne khade ho kar paani peene se mana farmaya hai”.* (Book of Ibn-e-Maaja: Hadees No. 3424) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•     ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ney farmaya: *“Apni zabaan par qaabu rakho. (Kisi ko takleef pahonchaane waali baat mat bolo)”.*  ( Book of Tirmizi: Hadees No. 2406) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Nek logon se muhabbat karna aadhi aqalmandi hai”.* (Book of Sho’bul Imaan: Hadees No. 6568) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ne Quran mein farmaya:   *"Be shak yeh Qur’aan woh raasta dikhaata hai jo sab se ziyaada seedha hai”.* (Quran: Chapter/Surah-e-Bani Israaeel: Ayat no. 9-Mafhoom) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alai

Sote waqt Surah Al-Kafiroon padha karo kyunki is Surah mein Shrik se nijaat hai

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir- Rahim * • ┈┈┈┈ •• ✦✿✦ •• ┈┈┈┈ • ✦  Hadith:  * “ Sote waqt Surah Al-Kafiroon padha karo kyunki is Surah mein Shrik se nijaat hai.” * • ┈┈┈┈ •• ✦✿✦ •• ┈┈┈┈ • ►  Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “ Sote waqt Surah Al-Kafiroon (Qul Ya Ayyuhal Kafiroon…) padh liya karo kyunki is Surah mein Shirk se nijaat hai”. * [Sunan Abu Dawood, Jild 3, 1618-Sahih] --- * قُلْ يَا أَيُّهَا الْكَافِرُونَ لَا أَعْبُدُ مَا تَعْبُدُونَ وَلَا أَنتُمْ عَابِدُونَ مَا أَعْبُدُ وَلَا أَنَا عَابِدٌ مَّا عَبَدتُّمْ وَلَا أَنتُمْ عَابِدُونَ مَا أَعْبُدُ لَكُمْ دِينُكُمْ وَلِيَ دِينِ۔* _القرآن، سورۃ الکافرون  ۱۰۹ _ --- * Qul Ya Ayyuhal Kafiroon, La Aaabudu ma taAAbudoon, WaLa antum AAabidoona ma Aaabud, WaLa ana AAabidun ma AAabadtum, WaLa antum AAabidoona ma Aaabud, Lakum deenukum waliya deen. * [Al-Quran, Surah Al-Kafiroon (109)] --- * Kah do eh kafiron, Jin (buton) ki tum ibaadat karte ho unki main ibaadat nahi karta, aur jis (Allah

Mutakabbir (Ghamand karne wale) logo ko hone wala azaab

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Mutakabbir (Ghamand karne wale) logo ko hone wala azaab .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Amr bin Shu'aib (radi allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Qayamat ke din mutakabbir (Ghamand karne wale) logo ko maidan-e-mahshar mein choti choti chiteeyon ki manind logo ki surton mai laya jaayega. Innhen har jagah zillat dhanpe rehegi, phir wo jahannam ke ek aise qaid khane ki taraf hanke jayenge jiska naam Bulas hai, usme innhen bhadakti huyee aag ubalegi, wo usme jahannamiyo ke zakhmo ke peep peeyenge jisko teenat al khabal kahte hain, yani sadi hui badbudar kichad ”.* [Jamia Tirmizi, Jild 2, 381-Hasan] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अम्र बिन शुएब (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ क़यामत के दिन मुतक़ब्बीर (घमंड करने वाले) लोगों को  मैदान-ए-महशर में छोटी छोटी चिटीय

Short Dua #4

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *رَبِّ ابْنِ لِي عِندَكَ بَيْتًا فِي الْجَنَّةِ* --- * Rabbibni lee indaka baytan fee aljannati.*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- * Eh mere Rabb, mere liye Jannat mein apne paas ek ghar bana.* [Al Quran, Surah At-Tehrim (66), Aayat-11] --- *एह मेरे रब्ब, मेरे लिए जन्नत में अपने पास एक घर बना l* [अल क़ुरान, सूरह अत-तहरिम (66), आयत-11]  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *My Lord, build for me a home with You in paradise. * [Al Quran, Surah At-Tehrim (66), Verse-11] --- *اے میرے رب، پروردگار میرے لئے بہشت میں اپنے پاس ایک گھر بنا۔* _القرآن، سورة التحريم (٦٦)، آیت ١١_  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ----- Please visit our BlogSpot DailyQuranHadiths.blogspot.com/

Daily Calendar Hadiths - 28 November

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ne Quran mein farmaya: *"Allah Ta’ala hi ne aasmaan ko buland kiya”.* (Quran: Chapter/Surah-e-Rahman: Verse/Ayat no. 7) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•     ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ney farmaya: *“Jis shakhs mein amaanatdaari nahein, us mein imaan nahein”.*  ( Book of Sho’bul Imaan: Hadees No. 4354) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Rozaana jab Allah ke bande subah ko uthhte hai, to 2 farishte aasmaan se utarte hain; un mein se ek kehta hai: Aye Allah! (Achchhe kaamon mein) Kharch karne waale ko aur maal ata farma, doosra kehta hai: Aye Allah! Maal ko rok kar rakhne waale ka maal barbaad farma.* (Book of Bukhaari: Hadees No. 1442) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ney farmaya:   *“Tum qabron ki ziyaara

Azkar: Quran ko mere gam ko door karne wala bana de

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ *Azkar Reminder* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- *اَللّٰهُمَّ أَن تَجعَلَ القُرآنَ جِلَاءَ حُزنِي* --- *Allahumma an taj'alal-qur'ana jilaa-a huzni.* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- *Ya Allah, Quran ko mere gam ko door karne wala bana de.* --- *या अल्लाह, क़ुरान को मेरे गम को दूर करने वाला बना दे l* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- *O Allah, make the Quran the eliminator of my sadness*. --- *اے الله، قرآن کو میرے غم کو دور کرنے والا بنا دے* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ----- Please visit our NEW BlogSpot https://islamicazkars.blogspot.com/2019/07/ya-allah-quran-ko-mere-gam-ko-dur-karne.html *WhatsApp Groups* https://chat.whatsapp.com/EasWThLjiWrD8Qy0XJbZUU *(ONLY FOR MALES)* https://chat.whatsapp.com/Jz8yourlsC18wSfsmY0hOE *(ONLY FOR FEMALES)* *►LIKE & SHARE this Page:* FB.com/Quran.Arabic.Urdu1/ *►LIKE & SHARE this Page:* FB.com/DailyQVH/  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•

Jo shakhs Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) par jhoot bolega wo Jahannam mein dakhil hoga.

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Jo shakhs Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) par jhoot bolega wo Jahannam mein dakhil hoga. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu): ✦ Hazrat Abdullah Bin Umar (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Jo shakhs meri taraf jhooth mansoob karta hai (yani mere naam se jhoothi baat bayan karta hai) to uske liye Jahannam mein ek ghar banaya jayega ”.* [Masnad Ahmed, Jild 3, 297-Sahih; Al-Silsila-tus-Sahiha-2444] ✦ Hazrat Ali (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Mujh par jhoot na bolo kyunki jo mujh par jhoot bolega wo Jahannam mein dakhil hoga” .* [Sahih Bukhari, Jild 1, 107] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अहादीस / हदीसें (हिंदी): ✦ हज़रत अब्दुल्लाह बिन उमर (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “जो शख्स मेरी तरफ झूठ मंसूब करता

Short Dua #3

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *اللهُمَّ اغْفِرْ لِي وَتُبْ عَلَيَّ إِنَّكَ أَنْتَ التَّوَّابُ الْغَفُورُ* --- *Allahummagfirli Wa-Tub Alayya Innaka Antat-Tawwabul-Gafoor*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    _Namaz ke aakhir mein 100 baar ye dua padhe._ --- *Eh Allah, mujhe bakhsh de aur meri tauba Qubul farma, yakeenan Tu hi tauba Qubul karne wala aur bakhshne wala hai."* [Sahih Muslim, Vol 6, 6859] --- *एह अल्लाह, मुझे बख़्श दे और मेरी तौबा क़ुबूल फरमा, यक़ीनन तू ही तौबा क़ुबूल करने वाला और बख्शने वाला है l"* [सही मुस्लिम, जिल्द 6, 68]  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    _Recite this dua (supplication) 100 times after prayer._ --- *O Allah, forgive me and accept my repentance, for You are the accepter of repentance, the most merciful.* [Sahih Muslim, Book 35, 6523] اے الله، مجھے بخش دے اور میری توبہ قبول کر، یقیناً تو ہی -توبہ قبول کرنے والا بخشنے والا ہے * _صحیح مسلم، جلد ٦، ٦٨٥٩_  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    DailyQuranHadiths.blogspot.com/

Daily Calendar Hadiths - 27 November

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Jab bimaari ko sahi dawa pahonch jaati hai, to Allah Ta’ala ke hukm se bimaari theek ho jaati hai”.* (Book of Muslim: Hadees No. 5741) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•     ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ney farmaya: *“Tum log be zabaan jaanwar ke silsile mein Allah se daro, us ko achchhe tareeqe se khilaao aur aaraam se sawaari karo”.*  ( Book of Abu daaood: Hadees No. 2548) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: : *“Allah Ta’ala farmaate hain: Jab main duniya waalon mein se apne kisi momin bande ka koi azeez le leta hoon aur woh sabr karta hai, to us ke liye siwaaye Jannat ke mere paas koi ajr nahin hai”.* (Book of Bukhaari: Hadees No. 6424) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) n

Teen tarah ke logo par se Qalam utha diya gaya hai (yani unke gunah nahi likhe jate)

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“Teen tarah ke logo par se Qalam utha diya gaya hai (yani unke gunah nahi likhe jaate).”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Aisha (radi allahu anha) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“Teen tarah ke logo par se qalam utha diya gaya hai (yani unke gunah nahi likhe jaate): Ek toh sone waala jab tak ki jag na jaaye, aur bachcha jab tak ki wo bada na ho jaaye, aur paagal jab tak ki woh hosh mein na aaye (yani achcha na ho jaye)”.* [Sunan Nasai, Jild 2, 1372-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत आईशा (रदी अल्लाहू अन्हा) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *" तीन तरह के लोगों पर से क़लम उठा दिया गया है (यानी उनके गुनाह नही लिखे जाते): एक तो सोने वाला जब तक की जाग ना जाए, और बच्चा जब तक की वो बड़ा (बालिग़) ना हो जाए, और पागल जब तक की वो होश में ना आए (यानी अच्छा ना हो जाए) l "* [सुनन नसाई, जिल्द 2, 137

Short Dua #2

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *رَبَّنَا آتِنَا فِي الدُّنْيَا حَسَنَةً وَفِي الآخِرَةِ حَسَنَةً وَقِنَا عَذَابَ النَّارِ* _القرآن، سورة بقره، ٢ ،٢٠١_ --- *Rabbana Aatina fid-dunya ḥasanatan wa fil Aakhirati Hasanatan Wa Qina Azabann-naar.* _Aameen_ (Al Quran, Surah Baqarah (2), Verse/Ayat-201)  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *Eh hamare RABB, humein Duniya mein bhi bhalai de aur Aakhirat mein bhi bhalai de aur humein Dozakh ke azaab se bacha.* _Aameen_ (Al Quran, Surah Baqarah (2), Ayat 201) --- *एह हमारे रब, हमें हमें दुनिया में भी भलाई दे और आख़िरत में भी भलाइ दे और हमें दोजख के अज़ाब से बचा l* _(आमीन)_ (अल क़ुरान, सुरह बक़रह (2), आयत-201)  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *O Allah, Give to us in the world that which is good and in the Hereafter that which is good, and save us from the torment of the Fire.* _Aameen_ (Al Quran, Surah Baqarah (2), Verse-201) --- *اے ہمارے رب، ہمیں دنیا میں بھی بھلائی دے اور آخرت میں بھی بھلائی دے اور ہمیں دوزخ

Short Dua #1

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* *  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *لاَ حَوْلَ وَلاَ قُوَّةَ إِلاَّ بِاللَّ هِ* --- * La hawla wa la quwwata illa billah .*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- * Allah ki madad ke bagair gunah se bachne ki taqat aur neki karne ki quwwat nahi.* --- * अल्लाह की मदद के बगैर गुनाह से बचने की ताक़त और नेकी करने की क़ुव्वत नही l *  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *There is no might and no power but that of Allah.* --- * الله کی مدد کے بغیر گناہ سے بچنے کی طاقت اور نیکی کرنے کی قوت نہیں۔*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• DailyQuranHadiths.blogspot.com/

Daily Calendar Hadiths - 26 November

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Apne bhai se muskura kar milne ka sawaab sadqe ke baraabar hai”.* (Book of Tirmizi: Hadees No. 1956) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•     ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ney farmaya: *“Jo banda (kisi ko) maaf kar deta hai, Allah us ke badle mein us ki izzat badha deta hai".*  ( Book of Muslim: Hadees No. 6757) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ne Quran mein farmaya: : *"Tum gawaahi ko mat chhupaao aur jo shakhs gawaahi ko chhupaaye, bila shubah us ka dil gunehgaar hoga aur jo amal bhi tum karte ho Allah Ta’ala use khoob jaanta hai”.* (Quran: Chapter/Surah-e-Baqarah: Ayat no.283-Mafhoom) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ney farmaya:   *“Jis ne pahaad se gir kar khudkushi ki woh jahannam mein hamesha ham

Jab koi gair musalmaan sachche dil se Islam mein daakhil ho jata hai, toh Allah uske pichle sare gunaah maaf farma deta hai

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: * “Jab koi gair musalmaan sachche dil se Islam mein daakhil ho jata hai, toh Allah uske pichle sare gunaah maaf farma deta hai.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Saeed khudri (radi allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jab (gair musalmaan) banda sachche dil se Islam mein daakhil ho jaata hai, toh Allah uske pichle saare gunaah maaf farma deta hai, aur ab uske baad uske liye hisaab shuru ho jaata hai, ek neki ke badle 10 guna se lekar 700 guna tak sawaab milta hai aur burayee ke badle sirf ek burayee hi likhi jaati hai, haan magar Allah us burayee ko bhi maaf kar de (toh nahi likhi jaayegi)”. * [Sahih Bukhari, Jild 1, 41] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू सईद खुदरी (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “जब (गैर मुसलमान) बंदा सच्चे दिल से इस्लाम में दाखिल हो