Daily Calendar Hadiths - 30 November

*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Murde par rona chillaana jaahiliyat ke kaamon mein se hai”.* (Book of Ibn-e-Maaja: Hadees No. 1582)

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Tum sab mein mujhe ziyaada muhabbat us shakhs se hai, jis ke akhlaaq (character) ziyaada achchhe hain”.* [Book of Bukhari: Hadees No. 3759]

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *“Jo log apne maal Allah ke raaste mein kharch karte hain phir kharch karne ke baad na ehsaan jatlaate hain aur na koi takleef pohnchaate hain, woh apne parwardigaar ke paas apna sawaab paayenge”.* (Quran: Surah-e-Baqarah: Ayat/Verse No. 262)


•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Tum sab mein mujhe ziyaada muhabbat us shakhs se hai, jis ke akhlaaq (character) ziyaada achchhe hain”.*[Book of Bukhari: Hadees No. 3759]


•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Allah Ta’ala ke nazdeek sab se ziyaada izzat waala banda woh hai jo badla le sakta ho phir bhi maaf kar de”.* [Book of Shoabul Imaan: Hadees No. 8327]

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
*WhatsApp Groups*

 --- Image Credit: _Deeniyat(dot)com_ 

► LIKE & SHARE this Page: FB.com/Quran.Arabic.Urdu1/ 
LIKE & SHARE this Page: FB.com/DailyQVH/
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•

Popular posts from this blog

Har namaz ke baad 33 martaba Subhanallah, Alhamdulillah aur Allahu Akbar kehne ka sawaab

Allah se Aulad maangne ki Dua

Short Dua #80