Jo log Allah aur Uskey Rasool ki mukhalifat kartey hain yahi log zaleelon
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Al Quran: * “Jo log Allah aur Uskey Rasool ki mukhaalifat kartey hain yahi log zaleelon mein hain…” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Al Quran (Roman Urdu): ❶ * “Wohi to hai jisney apney Rasool (Muhammad ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ko hidayat aur sahi deen dekar bheja taaki usko sab deeno par ghaalib karey, agarchey mushriko ko bura lagey.” * [Al Quran, Surah As Saaf (61), Ayat 9] ❷ * “Beshak, jo log Allah aur Uskey Rasool (Muhammad ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ki mukhaalifat kartey hain wohi log sab se zyaada zaleelon mein hain. Allah ne likh diya hai: ‘Main aur Mere Rasool hi ghaalib rahengey’. Beshak, Allah badi Quwwat wala aur ghaalib hai.” * [Al Quran, Surah Al Mujadila (58), 20-21] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अल क़ुरान (हिंदी): ❶ * “वही तो है जिसने अपने रसूल (मुहम्मद ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) को हिदायत और सही दीन देकर भेजा ताकि उसको सब दीनों पर ग़ालिब करे, अगरचे मुशरिकों को बुरा लगे।” * [अल क़ुरान, सूरह अस साफ़ (61), आयात 9] ❷ *...