Daily Calendar Hadiths - 24 May
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne : “apne zaati maamle mein kabhi kisi se badla nahin liya”. [Book of Bukhaari :6853] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Apne gunaahon par Allah ke saamne roya karo”. [Book of Tirmizi :2406] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Apni maaldaari ki qadr Karo, gareebi aane se pahle”. [Book of Mustadrak :7846] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Woh shakhs jannat mein nahi jaayega, jis ke dil mein zarrah...