Daily Calendar Hadiths - 24 May
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne : “apne zaati maamle mein kabhi kisi se badla nahin liya”. [Book of Bukhaari :6853]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Apne gunaahon par Allah ke saamne roya karo”. [Book of Tirmizi :2406]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Apni maaldaari ki qadr Karo, gareebi aane se pahle”. [Book of Mustadrak :7846]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Woh shakhs jannat mein nahi jaayega, jis ke dil mein zarrah baraabar bhi takabbur (ghamand) hoga”. [Book of Muslim :265]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne: “Sona chaandi ke bartan mein khaane peene se mana farmaaya”. [Book of Bukhaari :5837]
*WhatsApp groups*
https://chat.whatsapp.com/DpeeMw8CPSY9nxIH9C6ZFk _*(ONLY FOR MALES)*_
https://chat.whatsapp.com/Jz8yourlsC18wSfsmY0hOE _*(ONLY FOR FEMALES)*_
--- *Image Credit: _Deeniyat(dot)com_*
► *LIKE & SHARE this Page:* FB.com/Quran.Arabic.Urdu1/
► *LIKE & SHARE this Page:* FB.com/DailyQVH/
► *LIKE & SHARE this Page:* FB.com/DailyQVH/




