Daily Calendar Hadiths - 23 May
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: “Agar nashukri karoge, to (samajh lo ke) Mera (Allah ka) azaab bada sakht hai". (Quran: Chapter/Surah-e-Ibraahim: Verse/Ayat no. 07)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Mard par sab se ziyaada haq us ki maan (mother) ka hai”. [Book of Sunana Kubra, nasal: 9148]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne: “Aurton jaisi shakl wa soorat aur libaas ikhtiyaar karne waale mardon par laanat farmaayi hai ”. [Book of Bukhaari :5885]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) : “ghar ke kaam mein haath Bata diya karte aur jab namaaz ka waqt ho jaata, toh namaaz ke liye chale jaate ”. [Book of Bukhaari :676]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Jab aadmi hamesha sach bolta hai aur sach bolna us ki aadat ban jaati Hai aur Allah ke nazdeek Siddique (Sachcha) likh diya jaata hai”. [Book of Muslim :6805]
*WhatsApp groups*
https://chat.whatsapp.com/DpeeMw8CPSY9nxIH9C6ZFk _*(ONLY FOR MALES)*_
https://chat.whatsapp.com/Jz8yourlsC18wSfsmY0hOE _*(ONLY FOR FEMALES)*_
--- *Image Credit: _Deeniyat(dot)com_*
► *LIKE & SHARE this Page:* FB.com/Quran.Arabic.Urdu1/
► *LIKE & SHARE this Page:* FB.com/DailyQVH/
► *LIKE & SHARE this Page:* FB.com/DailyQVH/




