Daily Calendar Hadiths - 20 May
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Jasooson ki tarah kisi ke aib maalum karne ki koshish na karo ”. [Book of Bukhaari :6064]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Jo shakhs tumhaare saath Khayaanat (dhoke ka muaamla) kare, to tum us ke saath Khayaanat na karo ”. [Book of Abu Daaood :3535]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Allah ko raazi karne ke liye takleef dene waali cheez ko raaste se hata dena aadmi ko Jannat mein le jayega ”. [Book of Kanzul Ummal :16402]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: “Jab koi baat kaho toh insaaf se kaam lo, chaahe muaamla apne qareebi rishtedaar hi ka ho". (Quran: Chapter/Surah-e-An'aam: Verse/Ayat no. 152)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Jo shakhs shohrat ke liye koi kaam karega, to Allah Ta'ala us ke (aib ko) mash'hoor kar dega ”. [Book of Bukhaari :7152]
*WhatsApp groups*
https://chat.whatsapp.com/DpeeMw8CPSY9nxIH9C6ZFk _*(ONLY FOR MALES)*_
https://chat.whatsapp.com/Jz8yourlsC18wSfsmY0hOE _*(ONLY FOR FEMALES)*_
--- *Image Credit: _Deeniyat(dot)com_*
► *LIKE & SHARE this Page:* FB.com/Quran.Arabic.Urdu1/
► *LIKE & SHARE this Page:* FB.com/DailyQVH/
► *LIKE & SHARE this Page:* FB.com/DailyQVH/




