Jis shakhs ko sirf duniya ki fikr ho to Allah Subhanahu uske kaamo mein pareshaani daal dega…
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: *“ Jis shakhs ko sirf duniya ki fikr ho to Allah Subhanahu uske kaamo mein pareshaani daal dega…" * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jis shakhs ko sirf duniya ki fikr ho to Allah Subhanahu uske kaamo mein pareshaani daal dega, aur uski muflisi dono aankho ke darmiyan kar dega, aur duniya usko utni hi milegi jitni uski taqdeer mein likhi hai. Jo shakhs aakhirat ki fikr karega to Allah Subhanahu uske saare kaam durust kar dega, aur uskey dil mein (duniya se) beparwahi daal dega aur duniya kisi bhi tarah uske paas aayegi". * [Sunan Ibn Majah, Jild 3, 986-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “जिस शख़्स को सिर्फ़ दुनिया की फ़िक्र हो तो अल्लाह सुबहानहु उसके कामों में परेशानी डाल देगा, और उसकी मुफ़लिसी दोनो आँखो के दरमियान कर देगा, और दुनिया उसको उतनी ही मिलेगी जितनी उसकी तक़दीर में...