Posts

Showing posts from May, 2021

Daily Calendar Hadiths - 31 May

Image
                                                       *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Kisi bhi qaum ka shareef aadmi agar tumhaare paas aaye to us ki izzat karo”.   [Book of Ibn-e-Maajah :3712] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Rishte naate ko todne waala: jannat mein daakhil nahein hoga ”.   [Book of Muslim :6684] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: “Dunyawi zindagi mein un ki rozi hum (Allah) ne hi taqseem (distribute) Kar rakhi hai aur ek ko doosre par martaba ke aitebaar se fazeelat de rakhi hai, taake ek doosre se kaam leta rahe". (Quran: Chapter/Surah-e-zakhruf: Verse/Ayat no. 81) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Hamesha Sach bolo, chaahe us mein nuqsaan hi nazar aaye, kyun ke sachchaai mein najaat (mukti) hai”.   [Book of Ka

Yeh deen wahaan tak pahunch jaayega jahan tak din raat pahunche huae hain

Image
 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Yeh deen wahaan tak pahunch jaayega jahan tak din raat pahunche hue hain. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *" Yeh deen wahaan tak pahunch jaayega jahan tak din raat pahunche hue hain. Allah Subhanahu kisi eenton wale ya kheme wale ghar ko nahi chorhega, magar izzat waalon ki izzat ke saath aur zillat waalon ki zillat ke saath usmein us deen ko daakhil kar dega. Izzat iss tarah ke Allah Subhanahu unke zariye Islam ko galba aur izzat ataa karega aur zillat iss taraha ke Allah Subhanahu kufr ko zaleel kar dega ".* [Masnad Ahmed, 107-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फ़रमाया - *“ ये दीन वहाँ तक पहुँच जाएगा जहाँ तक दिन रात पहुंचे हुए हैं l अल्लाह सुबहानहु किसी ईंटों वाले या खेमे वाले घर को नही छोडेगा, मगर इज्ज़त वालो की इज्ज़त के साथ और ज़िल्लत वालों की ज़िल्लत के साथ उसमें उस

Dewar (ya Jeth) to maut ki tarah hai (yani aurat ka unke saath jaana to halaqat hai)

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom: *“ Dewar (ya Jeth) to maut ki tarah hai (yani aurat ka unke saath jaana to halaqat hai) ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *" Aurton mein jaane se bachte raho ”.* Iss par Ansar Qabeele ke ek shakhs ne puchcha ki - *“ Ya Rasool-Allah Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam), Dewar (ya Jeth) ke mutalliq aapki kya raaye hai?” (Wo apni Bhabhi ke saath jaa sakte ya nahi?) * To Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya *“ Dewar (ya Jeth) to maut ki tarah hai” (yani unke saath jaana hi to halaqat hai). * [Sahih Bukhari, 5232] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *" औरतों में जाने से बचते रहो l ”* इस पर अंसार क़बीले के एक शख्स ने पूछा – *" या रसूल-अल्लाह मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम), देवर (या जेठ) के मुताल्लिक़ आपकी क्या राय है? ” (वो अपनी भाभी के साथ जा सकता है

Daily Calendar Hadiths - 30 May

Image
                                                        *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► "Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) Jab paani peete, to teen saans mein peete”.   [Book of Abu Dawood :3727] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Gunaah woh hai jo tere dil mein khatke aur tujhe acchchha na lage ke logon ko us ki khabar ho”.  [Book of Muslim :6680] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Allah Ta'ala ke nazdeek sab se ziyaada izzat waala banda woh hai jo badla le sakta ho phir bhi maaf karde”.  [Book of Sho'abul Imaan :8327] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Allah Ta'ala farmaata hai: Jis ne paani ka kunwaan khudwaaya aur us se kisi pyaase parinde, jinn ya insaan ne paani piya, toh qayaamat ke din Allah us ka sawaab ata farmaayega”.   [Book of Sahi ibn

Allah ka bando par haq aur Bando ka Allah par Haq.

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Allah ka bando par haq aur Bando ka Allah par Haq. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Muaaz bin Jabal (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki main Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ki sawaari par aap ke peeche baitha hua tha aur mere aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ke darmiyaan kachaawa (oonth ki kaathi) ki pichli lakdi ke siwa aur koyi cheez haayil (beech mein) na thi, isi haalat mein Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Ya Muaaz! ”* Main ne arz kiya - *“ Ya Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) haazir hoon, aapki itaat aur farmabardaari ke liye tayyar hoon ”.* Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Kya tumhe maloom hai Allah ka bandon par kya haq hai? ”* Main ne kaha - *“ Allah aur Uske Rasool ko hi ziyada ilm hai. ”* Phir Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * Allah ka bando

Daily Calendar Hadiths - 29 May

Image
                                                                    *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Itminaan dilaao, nafrat na paida karo”.  [Book of Bukhaari  :6125] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Tum apne kisi bhai se aisa waada mat karo, jis ko poora na kar sako ”.   [Book of Tirmizi :1995]  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Jo shakhs jhooti qasam kha kar kisi ka maal le lega, woh Allah ke saamne kodhi ho kar pesh hoga”.   [Book of Abu Daaood :3244] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► "Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) Ko jab chheenk aati, to haath ya kapde se chehra-e-anwar ko dhaank lete aur aawaaz ko past (dheemi) karte the”.   [Book of Tirmizi  :2745] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: “Be-hayaai ke kaamon ke

Teen (3) tarah ke logo par Allah Subhanahu ne Jannat haraam kar di hai.

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Teen (3) tarah ke logo par Allah Subhanahu ne Jannat haram kar di hai...” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Teen (3) tarah ke logo par Allah Subhanahu ne Jannat haram kar di hai, Sharab ka aadi, Waliden ka nafarman, aur wo Dayyus jo apne ghar ke andar burayee ko nahi rokta hai”. * [Musnad Ahmad, 9975-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “तीन (3) तरह के लोगों पर अल्लाह सुबहानहु ने जन्नत हराम कर दी है, शराब का आदि, वालदेन (माँ बाप) का नाफरमान और वो दययूस जो अपने घर के अंदर बेहयाई को नही रोकता है l" * [मुसनद अहमद, 9975-सही] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•★  Mafhoom-e-Hadith: * “Three (3) types of people are forbidden from entering paradise.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): The Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ peace be upon him) said - * “Three (3) types of

Har namaz ke waqt ek munadi bheja jaata hai aur wo kahta hai ‘Eh bani Adam, utho apne liye jo aag jalayee hai usay bujha do’.

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Har namaz ke waqt ek munadi bheja jaata hai aur wo kahta hai ‘Eh bani Adam, utho apne liye jo aag jalayee hai usay bujha do’. "* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abdullah bin Masood (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Har namaz ke waqt ek munadi bheja jaata hai aur wo kahta hai ‘Eh bani Adam, utho apne liye jo aag jalayee hai usay bujha do’. Log khade hote hain aur wuzu karte hain to unki ankho se unki khatayein gir jaati hain aur Namaz padhte hain to unke do (2) namazon ke darmiyan ke gunah bakhsh diye jaate hain. Phir jab Zohar ka waqt hota hai to phir se munadi aawaz deta hai ‘eh bani Adam, utho tumne apne liye jo aag jalayee hai usko bujha do’. Wo khade hote hain, wuzu karte hain aur namaz padhte hain to phir se darmiyani waqt ke gunah maaf ho jaate hain. Phir jab Asar ka waqt aata hai to usi tarah hota hai aur jab Maghr

Daily Calendar Hadiths - 27 May

Image
                                                                     *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Dus saal ki Umar mein (bahen bhai ko) alag alag bistaron par sulao”.   [Book of Abu Daaood  :495] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: “Jab tumhein koi shakhs salaam kare, to tum us se bhi behtar tareeqe par salaam Karo (jawaab do) ya (Kam az Kam) un hi alfaaz mein us ka jawaab de do". (Quran: Chapter/Surah-e-Nisa: Verse/Ayat no. 86) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: “Beshak Allah kisi itraane waale badaai maarne waale ko pasand nahin karta". (Quran: Chapter/Surah-e-Nisa: Verse/Ayat no. 36) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: “Gunaah aur zulm-o-ziyaadati mein madad na Karo, aur Allah se darte raho, be shak Allah Ta'ala ka azaab bhout sakht hai". (Quran: Ch

Allah Subhanahu nafrat karta hai aise logo se jo bina soche samjhe kuch bhi bolte hai.

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Allah Subhanahu nafrat karta hai aise logo se jo b ina soche samjhe kuch bhi bolte hain. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abdullah ibn Amr ibn Al Aas (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Allah Subhanahu nafrat karta hai tad-tad bolne wale aise mardo se jo apni zuban ko harkat dete rehte hain jaise Gaaye (ghaas khane mein) apni zuban ko harkat karti rehti hai ".* _(yani bina soche samjhe jo jee mein aata hai bak jaate hain). [Sunan Abu Dawood, Jild 3, 1568-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अब्दुल्लाह अमर बिन अल-आस (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ अल्लाह सुब्हानहु नफरत करता है तड़-तड़ बोलने वाले ऐसे मर्दों से जो अपनी ज़ुबान को हरकत देते रहते हैं जैसे गाय (घास खाने में) अपनी जुबान को हरकत देती है l” * (यानि बिना सोचे समझे जो जी में आता है बक जाते है

Daily Calendar Hadiths - 26 May

Image
                                                                      *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Jo aadmi tumhaare paas koi cheez bataure amaanat rakhe, to us ki amaanat waapas Kar do”.  [Book of Abu Daaood  :3535] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Yaad rakho ke Allah Ta'ala aise shakhs ki dua qabool nahein karta, jis ka dil (dua ke waqt) gaafil aur be parwah ho”.   [Book of Tirmizi  :3479] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: “Agar tum neki karoge to apne hi (faaide ke) liye karoge". (Quran: Chapter/Surah-e-Bani israael: Verse/Ayat no. 07) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Tum qabron ki ziyaarat Kar Liya Karo, is ka faaida yeh hoga ke tumhaara yeh amal tumhe akhirat yaad dilaayega ”.   [Book of Ibn-e-Maaja  :1569] •┈┈┈┈••✦

Badan ke dard ko door karne ki dua

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Badan ke dard ko door karne ki dua.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Usman bin Abu al-Aas Al-Thaqafi (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki unhone Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) se us dard ka bayan kiya jo unke badan mein us waqt paida ho gaya tha jab wo musalmna huye thay. To Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Tum apna haath dard waali jagah par rakho aur 3 baar ‘Bismillah’ kaho aur uske baad 7 baar ye dua padho (أَعُوذُ بِاللَّهِ وَقُدْرَتِهِ مِنْ شَرِّ مَا أَجِدُ وَأُحَاذِرُ) ”.* --- * أَعُوذُ بِاللَّهِ وَقُدْرَتِهِ مِنْ شَرِّ مَا أَجِدُ وَأُحَاذِرُ* --- *A'oozu billahi wa qudratihi min sharri ma ajidu wa uhaazir.* --- *Panah mein aata hu main Allah Subhanahu ki, aur Uski kudrat ki, us cheez ki burayee se jisko main apne andar mehsus karta hu aur jis se darta hu. * [Sahih Muslim, Jild 5, 5737] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत उ

Daily Calendar Hadiths - 25 May

Image
                                                                        *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Tum sachchaai ko mazbooti se pakdo aur hamesha sach bolo”.   [Book of Muslim  :6639] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Allah Ta'ala baazaar mein cheekh wa pukaar karne waalon ko pasand nahein farmaata hai”.  [Book of AL adabul mulrad  :310] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: “Tumhaare darmiyaan ek jamaat aisi honi chahiye jo ke afraad (logon ko) bhalaayi ki taraf bulaayein, achche kaamon ka hukm dein aur buraayi se rokein aur yahi log kaamyaab hone waale hain". (Quran: Chapter/Surah-Aal-e-Imraan: Verse/Ayat no. 104) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Insaan ke qadam qayaamat ke din Allah ke saamne se us waqt Tak nahi hateinge

Hadith Qudsi: Ibaadatein jisse Allah Subhanahu ka qurb haasil hota hai

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith Qudsi: *“ Ibaadatein jisse Allah Subhanahu ka qurb haasil hota hai .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith Qudsi (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Allah Subhanahu farmata hai: Jisne Mere kisi wali se dushmani ki usey Meri taraf se Elaan-e-jung hai. Aur Mera banda jin-jin ibaadaton se Mera Qurb haasil karta hai (yani Mere qareeb aata hai unmein se) koi ibaadat Mujhko us se ziyada pasand nahi hai, jo Main ne us par farz ki hai (jaise Namaz, Roza, Hajj, Zakat..) ; Aur Mera banda farz ada karne ke baad Nawafil ibaadat karke Mujhse itna ziyada nazdeek ho jaata hai ki Main us se muhabbat karne lag jaata hoon, phir jab Main us se muhabbat karne lag jaata hoon to Main uska kaan (ears) ban jaata hoon jis se wo sunta hai, uski aankh ban jaata hoon jis se wo dekhta hai, uska haath ban jaata hoon jis se wo pakadta hai, uska paaw (le