Daily Calendar Hadiths - 26 May

                                                        *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Jo aadmi tumhaare paas koi cheez bataure amaanat rakhe, to us ki amaanat waapas Kar do”.  [Book of Abu Daaood  :3535]

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Yaad rakho ke Allah Ta'ala aise shakhs ki dua qabool nahein karta, jis ka dil (dua ke waqt) gaafil aur be parwah ho”.  [Book of Tirmizi  :3479]

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: “Agar tum neki karoge to apne hi (faaide ke) liye karoge". (Quran: Chapter/Surah-e-Bani israael: Verse/Ayat no. 07)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Tum qabron ki ziyaarat Kar Liya Karo, is ka faaida yeh hoga ke tumhaara yeh amal tumhe akhirat yaad dilaayega ”.  [Book of Ibn-e-Maaja  :1569]

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: “Tum gawaahi ko mat chhupaao aur Jo shakhs gawaahi ko chhupaaye, bila shubah us ka dil gunehgaar hoga aur jo amal bhi tum karte ho Allah Ta'ala use khoob jaanta hai". (Quran: Chapter/Surah-e-Baqarah: Verse/Ayat no. 283)

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
*WhatsApp groups*
https://chat.whatsapp.com/DpeeMw8CPSY9nxIH9C6ZFk _*(ONLY FOR MALES)*_
https://chat.whatsapp.com/Jz8yourlsC18wSfsmY0hOE _*(ONLY FOR FEMALES)*_

--- *Image Credit: _Deeniyat(dot)com_*

► *LIKE & SHARE this Page:* FB.com/Quran.Arabic.Urdu1/
► *LIKE & SHARE this Page:* FB.com/DailyQVH/
► *LIKE & SHARE this Page:* FB.com/DailyQVH/

Popular posts from this blog

Har namaz ke baad 33 martaba Subhanallah, Alhamdulillah aur Allahu Akbar kehne ka sawaab

Allah se Aulad maangne ki Dua

Short Dua #80