Posts

Showing posts from December, 2020

Short Dua #36

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *اللَّهُمَّ أَكْثِرْ مَالَى وَوَلَدَى، وَبَارِكْ لَى فِيمَا أَعْطَيْتَنى* --- *Allahumma akthir mali wa waladi, wa barik-li fima a’taitani.*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *Eh Allah, mere Maal aur Aulad mein barkat ata farma , aur jo kuch tune mujhe ata kiya hai usmein barkat ata farma*. --- *या अल्लाह, मेरे माल और औलाद में बरकत अता फार्मा, और जो कुछ तूने मुझे अता किया है उसमे बरकत अता फार्मा* l  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *O Allah Increase my wealth and children, and grant your Blessing on whatever You give me*. --- *اے الله،میرے مال اور اولاد میں برکت عطا فرما، اور جو کچھ تونے مجھے عطا کیا ہے اسمے برکت اتا فرما -*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    *Please join our Telegram channel:* http://t.me/DailyDua1

Daily Calendar Hadiths - 31 December

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: : *“Aye Insaano aur Jinnato! Tum apne Rab ki kin kin ne'amaton ko jhutlaaoge”.* (Quran: Chapter/Surah-e-Rahman: Verse/Ayat no. 34) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•     ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: : *“Aapas mein ek doosre ka maal naahaq tareeqon se na khaao”.* (Quran: Chapter/Surah-e-Baqrah: Verse/Ayat no. 188) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ► Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: *“Gaali galoch karne waale donon shaitaan hain, jo ek doosre par bohtaan (ilzaam) lagaate hain aur jhoot bolte hain”.* (Book of Musnad-e-Ahmad: Hadees No. 17483) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: *“Mere baad Mujhe tum logon ke baare mein jis cheez ka sab se ziyaada dar hai, woh duniya ka banaao singaar hai, jo tum par khol diya ja

Jannat kahti hai ki: Ya Allah! isko Jannat mein daakhil farma

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Allah Subhanahu se Jannat-Al-Firdaus maango… ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Hadiths (Roman-Urdu): ❶ Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Jab Allah Subhanahu se (kuch) maangna ho to, Jannat-Al-Firdaus maango kyunki woh Jannat ka sabse achcha aur buland darja hai ”.* [Sahih Bukhari, Jild 4, 2790] ❷ Hazrat Sahal (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Jannat waale (apne upar ke darjo ke) baalakhano (ghar’on) ko is tarah dekhegey jis tarah tum aasman mein sitaron ko dekhtey ho ”.* [Sahih Bukhari, Jild 7, 6555] ❸ Hazrat Abu Saeed (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Jannat mein ek darakht hai jiskey saaye mein umda aur taiz raftaar ghodey par sawar shakhs 100 saal tak chalta rahe phir bhi usey tay (finis

Azkar : Ya Allah, tu hi As-Salam hai aur salaamati teri hi taraf se hai

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ * Azkar Reminder: Namaz ke baad padne wale Azkar .* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- * اللَّهُمَّ أَنْتَ السَّلاَمُ وَمِنْكَ السَّلاَمُ تَبَارَكْتَ يَا ذَاالْجَلاَلِ وَالإِكْرَامِ‏*  --- *Allahumma antas-salaamu wa minkas-salaam, tabaarakta ya dhal-jalali wal-ikram. * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- * Ya Allah, Tu hi As-Salam hai aur salaamati Teri hi taraf se hai, Tu barkat waala hai, eh jalal waale aur ezzat bakhshne waale*. [Sahih Muslim, 1334] --- *या अल्लाह, तू ही अस-सलाम है और सलामती तेरी ही तरफ से है, तू बरकत वाला है, एह जलाल वाले और ईज्ज़त बख्शने वाले l* [सही मुस्लिम, 1334]  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ * Azkar Reminder: Adhkar to be recited after Salah .* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- * O Allah, You are As-Salam, from You is all peace, blessed are You, O Possessor of majesty and honour.* [Sahih Muslim, Book 4, 1226] --- *اے الله! تو ہی سلام ہے اور سلامتی تیری ہی طرف سے ہے، تو برکت والا  ہے، اے جلال والے اور عزت بخشنے والے۔* _صحیح مسلم، ١٣٣٤_ •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --

Daily Calendar Hadiths - 30 December

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: : *“Neki ka badla ehsaan wa ikraam ke siwa aur kya ho sakta hai?”* (Quran: Chapter/Surah-e-Rahman: Verse/Ayat no. 60) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•     ► Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: : *”Pahelwaan woh nahein hai, jo saamne waale ko pachhaad de, balke pahelwaan haqeeqat mein woh hai, jo gusse ke waqt apne nafs (aap) par qaabu rakhe”.* (Book of Bukhaari: Hadees No.6114) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ► Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: *“Jo shakhs aisa raasta chale, jis ka maqsad ilm ki talaash ho, toh Allah Ta’ala us ke liye jannat ka raasta aasaan kar deinge”.* (Book of Muslim: Hadees No.6853) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *“Jo shakhs zulm-o-ziyaadati ke taur par aisa (qatal wa khoon) karega toh hum us ko aa

Short Dua #35

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ---*اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنَ الْكَسَلِ، وَالْهَرَمِ، وَالْمَأْثَمِ، وَالْمَغْرَمِ، وَمِنْ فِتْنَةِ الْقَبْرِ، وَعَذَابِ الْقَبْرِ، وَمِنْ فِتْنَةِ النَّارِ، وَعَذَابِ النَّارِ، وَمِنْ شَرِّ فِتْنَةِ الْغِنَى، وَأَعُوذُ بِكَ مِنْ فِتْنَةِ الْفَقْرِ، وَأَعُوذُ بِكَ مِنْ فِتْنَةِ الْمَسِيحِ الدَّجَّالِ، اللَّهُمَّ اغْسِلْ عَنِّي خَطَايَايَ بِمَاءِ الثَّلْجِ وَالْبَرَدِ، وَنَقِّ قَلْبِي مِنَ الْخَطَايَا، كَمَا نَقَّيْتَ الثَّوْبَ الْأَبْيَضَ مِنَ الدَّنَسِ، وَبَاعِدْ بَيْنِي وَبَيْنَ خَطَايَايَ كَمَا بَاعَدْتَ بَيْنَ الْمَشْرِقِ وَالْمَغْرِب.* --- *Allahumma inni a'udhu bika minal-kasali wal-harami wal-ma'thami wal-maghrami wa min fitnatil-qabri wa 'adhabil-qabr, wa min fitnatin-naar wa'adhabin-naar wa min sharri fitnatil-ghina wa a'udhu bika min fitnatil- fakhr, wa a'udhu bika min fitnatil-masihi-dajjal. Allahummaghsil khatayaya bi ma-ith thalji wal baradi wa naqqi qalbi minal khataya kama

Raat ko uthne par padhne ke Azkar

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: * “Raat ko uthne par padhne ke Azkar.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Rabia bin Kaab (radi Allahu anhu) se rivayat hai: * “Main Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ke kamre ke paas raat guzaarta tha toh main Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ki aawaz suna karta tha ki jab Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) raat mein uth te to der tak _ ‘Subhan-Allahi Rabbil-Aalamin’ _ aur _ ‘Subhan-Allahi Wa-bihamdihi’ _ padha karte thay.” * [Sunan Nasaii, 1619-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत राबिया बिन काब (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है: * “मैं रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) के कमरे के पास रात गुज़ारता था तो मैं आप, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) की आवाज़ सुना करता था की जब आप, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) रात में उठ ते तो देर तक _ ‘सुबहानअल्लाहि रब्बिल आलमीन’ _ और _ ‘सुबहानअल्लाहि वा बिहाम्दिही’ _ पढ़ा करते थे l” * [सु

Jo taaoon (Virus) waali jagah Allah ki rahmat se ummeed lagaaye huae wahi rukega to usko shaheed ke baraabar sawaab milega

Image
 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Jo taaoon (contagious or infectious طاعون Plague) wali jagah Allah ki rahmat se ummeed lagaaye huye wahi rukega to usko shaheed ke baraabar sawaab milega .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Aisha (radi allahu anha) se rivayat hai maine Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) se taaoon (contagious or infectious طاعون Plague) ke baare mein pucha toh farmaaye - *“ Yeh ek azaab hai Allah Subhanahu jis par chaahta hai bhejta hai, lekin Allah Subhanahu ne is ko momeeno ke liye rehmat bana diya hai, agar kisi shakhs ki basti mein taaoon phail jaaye aur wo sabr ke saath Allah Subhanahu se rehmat ki ummeed lagaaye huye wahi rukha rahega ye soch kar ki hoga wahi jo Allah Subhanahu ne qismat mein likha hai, toh usko shaheed ke baraabar sawaab milega ”.* [Sahih Bukhari, 3474] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत आयशा (रदी अल्लाहू अन्हा) से रिवायत है मैने रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैह

Daily Calendar Hadiths - 29 December

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: : *“Jab tum mein se koi so kar uthe, to bartan mein haath daalne se pehle haathon ko dhole”.* (Book of Bukhari: Hadith No. 162) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•     ► Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: : *”Allah se darte raho aur apne rishtedaaron ke saath mel jol rakho”.* (Book ofSho’abul Imaan: Hadees No.7950) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *“Rahman (Allah) ke bande woh hain jo zameen par aajizi se chalte hain”.* (Quran: Chapter/Surah-e-Furqaan: Verse/Ayat no. 63) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ney farmaya: *”Jo shakhs chori ka maal khareede aur use ma’aloom ho ke woh chori ka hai toh woh us ki buraayi aur gunaah mein shareek hai”.* (Book of Mustadrak: Hadees No.2253)

Short Dua #34

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *رَبَّنَا لَا تُؤَاخِذْنَا إِنْ نَسِينَا أَوْ أَخْطَأْنَا ۚ رَبَّنَا وَلَا تَحْمِلْ عَلَيْنَا إِصْرًا كَمَا حَمَلْتَهُ عَلَى الَّذِينَ مِنْ قَبْلِنَا ۚ رَبَّنَا وَلَا تُحَمِّلْنَا مَا لَا طَاقَةَ لَنَا بِهِ ۖ وَاعْفُ عَنَّا وَاغْفِرْ لَنَا وَارْحَمْنَا ۚ أَنْتَ مَوْلَانَا فَانْصُرْنَا عَلَى الْقَوْمِ الْكَافِرِينَ* --- *Rabbanaa laa tu'aakhithnaa 'in naseenaa 'aw 'akhta'naa, Rabbanaa wa laa tahmil 'alaynaa 'isran kamaa hamaltahu 'alal-latheena min qablinaa, Rabbanaa wa laa tuhammilnaa maa laa taaqata lanaa bihi, wa'fu 'annaa, waghfir lanaa warhamnaa, 'Anta Mawlaanaa fansurnaa 'alal-qawmil-kaafireen* [Surah Al-Baqara (2) : 286]  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *Eh humare Rabb, agar hum bhool gaye hon ya khata ki ho to humein na pakadna. Eh humare Rabb, hum per woh bojh na daal jo hum sey pehlay logon pe dala tha. Eh humare Rabb, hum per woh bojh na daal jiss ki humein taq

Daily Calendar Hadiths - 28 December

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: : *“Raaste se takleef dene wali cheez ko hata dena sadqa (sawaab ki cheez) hai”.* (Book of Bukhari: Hadees No. 2989) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•     ► Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: : *“Sab se achchha aadmi woh hai, jo achchhi baaton ka hukm dene waala aur buri baaton se rokne waala hai”.* (Book of Sho'abul Imaan: Hadees No. 7950) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ► Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: *“Bhali baat sikhaana behtar hai khaamoshi se aur khaamoshi behtar hai buri baat sikhaane se”.* (Book of Sho'abul Imaan: Hadees No. 4993) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ney farmaya: *“Agar tujh mein 4 cheezein ho toh duniya ki kisi cheez ke na hone ka afsos nahi hai: (1) Amaanat ki hifa

Allah Subhanahu pet ke bal sone waalon ko pasand nahi farmaata

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *" Allah Subhanahu pet ke bal sone waalon ko pasand nahi karta ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu): ✦ Hazrat Qais bin Tihfah Al-Ghifari (radi Allahu anhu) ke waalid se rivayat hai ki - *“ Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne mujhe masjid mein pet ke bal (ondhe munh) soya hua dekha. Toh Aap (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne apne pair se mujhe hilaa kar farmaaya: 'Tum is tarah kyun so rahe ho? Is tarah se sona Allah Subhanahu ko naapasand hai' ”.* [Sunan Ibn Majah, Jild 3, 604-Sahih] ✦ Hazrat Abu Zarr (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki - *“ Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) mere paas se guzre, main pet ke bal leta hua tha. Toh Aap (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne mujhe apne pair se hilaa kar farmaya: 'Eh Junaidib! sone ka ye andaaz toh jahannamiyo ka hai' ”.* [Sunan Ibn Majah, Jild 3, 605-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अहादीस/हदीसें (हिंदी): ✦ ह

Short Dua #33

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ الْعَافِيَةَ فِي الدُّنْيَا وَالآخِرَةِ اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ الْعَفْوَ وَالْعَافِيَةَ فِي دِينِي وَدُنْيَاىَ وَأَهْلِي وَمَالِي اللَّهُمَّ اسْتُرْ عَوْرَتِي وَآمِنْ رَوْعَاتِي اللَّهُمَّ احْفَظْنِي مِنْ بَيْنِ يَدَىَّ وَمِنْ خَلْفِي وَعَنْ يَمِينِي وَعَنْ شِمَالِي وَمِنْ فَوْقِي وَأَعُوذُ بِعَظَمَتِكَ أَنْ أُغْتَالَ مِنْ تَحْتِي* --- *Allahumma inni as'alukal-'afiyah fid-dunya wal-akhirah, Allahumma inni as'alukal-'afwa wal-'afiyah fi dini wa dunyayee wa ahli wa mali, Allahum-mastur 'awrati, wa amin raw'ati Allahumma ahfazni min bayni yadayya, wa min khalfi, wa 'an yamini wa 'an shimali, wa min fawqi,wa 'audhu bi'azmatika an ughtala min tahti.*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *Eh Allah, main Tujhse duniya aur akhirat mein aafiyat ka sawal karta hu, Eh Allah, main Tujhse apne deen aur duniya aur apne gharwalo mein aur apne maal mein maafi aur aa

Short Dua #32

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنَ الْبَرَصِ وَالْجُنُونِ وَالْجُذَامِ وَمِنْ سَيِّئِ الأَسْقَامِ* --- *Allahumma inni A'uzubika Minal-Barasi, Wal-Jununi, Wal-Juzami, Wa Min Sayyi'il-Asqam. *  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *Eh Allah, main Tujhse panah chahta hu Kodh ki beemari se, Pagalpan se, Judham se (infection or virus se) aur tamam buri beemariyo se. * [Sunan Abu Dawood, Jild 1, 1541-Sahih] --- *या अल्लाह, मैं तुझसे पनाह मांगता हूँ कोढ़ की बीमारी से, पागलपन से, जुज़ाम की बीमारी (यानि वायरस या इन्फेक्शन) से और तमाम बुरी बीमारियों से l * [सुनन अबू दाउद, जिल्द 1, 1541-सही]  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    --- *O Allah! I seek refuge in You from Leprosy, Madness, Parasite infection or Viruses and evil diseases. * [Sunan Abu Dawood, Book 8, 1549-Sahih] --- *یا الله، میں تجھ سے پناہ مانگتا ہوں کوڑھ کی بیماری سے، پاگلپن سے، جزام کی بیماری (انفیکشن) سے اور تمام بری بیماریوں سے-* _سنن ابو داوود، جلد ١، ١٥٤١-صحیح_  •┈┈

Daily Calendar Hadiths - 27 December

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: : *“Jis ne kisi chidya ko befaaida maara hoga, woh marne ke baad Allah Ta’ala ke saamne faryaad karegi”.* (Book of Nasai: Hadees No. 4451) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•     ► Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: : *”Woh shakhs bada achchha insaan hai, jo apne zaaid maal ko (mohtaajon par) kharch kare aur be faaida baatein karne se ruka rahe”.* (Book ofSho’abul Imaan: Hadees No.3388) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ► Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: *”Tanhaai bure saathi se behtar hai aur nek saathi tanhaai se behtar hai”.* (Book of Sho’abul Imaan: Hadees No.4993) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ney farmaya: *”Ae aadam ke bete (insaan)! Agar tu zaroorat se zaaid maal (bhalaai ke kaamon mein) khar

Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ Sallallahu Alaihi Wasallam) har raat Surah Ikhlas, Falaq, An-Nas 3 baar padh kar apne upar dam farmaate.

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) har raat Surah Ikhlas, Falaq, An-Nas 3 baar padh kar apne upar dam farmaate .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Aisha (radi allahu anha) se rivayat hai ki *" Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) har raat jab bistar par aaraam farmaate toh, apni dono hatheliyon ko milaa kar Surah Ikhlas, Falaq aur An-Nas teeno surah, mukammal padh kar un par phunkte aur phir dono hatheliyon ko jahaan tak mumkin hota apne jism par pherte the, pehle sar, chehre par haath pherte aur saamne ke badan par. Yeh aamaal Aap Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) teen baar karte thay ”.* [Sahih Bukhari, 5017] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत आइशा (रदी अल्लाहू अन्हा) से रिवायत है की *" रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) हर रात जब बिस्तर पर आराम फरमाते तो, अपनी दोनों हथेलियों को मिला कर सुरह इख्लास, अल-फ़लक और अन-नास तीनों सुरह,

Buri nazar lagne se insaan ki maut bhi ho jati hai

Image
 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Buri nazar lagne se insaan ki maut bhi ho jaati hai .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abdul Rahman bin Jabir (radi Allahu anhu) apne waalid (radi Allahu anhu) se bayan karte hain ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Meri ummat ke aksar log jo Allah Subhanahu ki kitaab aur uske faisle aur uski taqdeer ke baad faut honge, wo nazar lagne se honge ”.* [Al-Silsila-tus-Sahiha, 3238] ✦ * Tashreeh: Buri nazar se bade se bada nuqsan ho sakta hai yaha tak ki insaan mar bhi jata hai .* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अब्दुल रहमान बिन जाबिर (रदी अल्लाहू अन्हु) अपने वालिद (रदी अल्लाहू अन्हु) से बयान करते हैं की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ मेरी उम्मत के अक्सर लोग जो अल्लाह की किताब और उसके फ़ैसले और उसकी तक़दीर के बाद फौत होंगे (मरेंगे), वो नज़र लगने से होंगे l”* [अल-सिलसिला-अस-सहिहा, 3238] ✦ * तशरीह: बुरी नज़र से बड़े से बड़ा नुक़

Daily Calendar Hadiths - 26 December

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: *“Agar aadmi ke paas do jungle maal ke ho jaayen, to teesre ki talaash karega, Insaan ka pet qabr ki mitti hi bhar sakti hai”.* (Book of Bukhari: Hadees No. 6436) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•     ► Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: : *”Haq ke mutaabiq faisla karne waala qaazi (judge) jannat mein jaayega”.* (Book of Abu Daaood: Hadees No.3573) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ► Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne: *”Aurton se farmaaya ke aurtein raaston ke darmiyaan na chalein balke kinaaron par chalein”.* (Book of Abu Daaood: Hadees No.5272) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ney farmaya: *”Bada gunaah yeh hain, Allah ke saath kisi ko shareek thehraana, waalidain ki na farmaani karna, kisi ko qatal karna au

Qayaamat ke din jab tak banda inn 5 sawaalon ke jawaab nahi dega uske qadam harkat nahi karenge.

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Qayaamat ke din jab tak banda inn 5 sawaalon ke jawaab nahi dega uske qadam harkat nahi karenge .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *” Qayaamat ke din ibn Adam ke qadam apne Rabb ke paas se us waqt tak harqat nahi karenge jab tak us se paanch (5) sawaal na kar liye jaaye : * * 1. Uske umar ke mutalliq, umar kis kaam mein khatam ki, * * 2. Uski jawaani ke mutalliq ke, kis kaam mein khatam ki, * * 3. Uske maal ke mutalliq ki, maal kahaan se kamaaya, * * 4. Maal kahaan kharch kiya, * * 5. Aur jitna ilm tha us par kitna amal kiya. * [Al-Silsila-As-Sahiha, 2690] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी):  रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फ़रमाया - *” क़यामत के दिन इब्न आदम के क़दम अपने रब्ब के पास से उस वक़्त तक हरक़त नही करेंगे जब तक उससे पाँच (5) सवाल ना कर लिए जाए : * * 1. उसके उमर के मुताल्लिक़, उमर किस काम में ख़तम की, * * 2. उसकी