Daily Calendar Hadiths - 29 December

*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
  ►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: : *“Jab tum mein se koi so kar uthe, to bartan mein haath daalne se pehle haathon ko dhole”.* (Book of Bukhari: Hadith No. 162)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•  
  ► Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: : *”Allah se darte raho aur apne rishtedaaron ke saath mel jol rakho”.* (Book ofSho’abul Imaan: Hadees No.7950)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
  ►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *“Rahman (Allah) ke bande woh hain jo zameen par aajizi se chalte hain”.* (Quran: Chapter/Surah-e-Furqaan: Verse/Ayat no. 63)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
  ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ney farmaya:*”Jo shakhs chori ka maal khareede aur use ma’aloom ho ke woh chori ka hai toh woh us ki buraayi aur gunaah mein shareek hai”.* (Book of Mustadrak: Hadees No.2253)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
 ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ney farmaya: *”Salaam mein pahel karne waala takabbur se paak hai”.* (Book ofSho’abul Imaan: Hadees No.8786)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•  
 
*WhatsApp Groups*

 --- Image Credit: _Deeniyat(dot)com_ 

LIKE & SHARE this Page: FB.com/Quran.Arabic.Urdu1/ 
LIKE & SHARE this Page: FB.com/DailyQVH/
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•

Popular posts from this blog

Har namaz ke baad 33 martaba Subhanallah, Alhamdulillah aur Allahu Akbar kehne ka sawaab

Allah se Aulad maangne ki Dua

Short Dua #80