Daily Calendar Hadiths - 26 December

*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
  ►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: *“Agar aadmi ke paas do jungle maal ke ho jaayen, to teesre ki talaash karega, Insaan ka pet qabr ki mitti hi bhar sakti hai”.* (Book of Bukhari: Hadees No. 6436)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•  
  ► Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: : *”Haq ke mutaabiq faisla karne waala qaazi (judge) jannat mein jaayega”.* (Book of Abu Daaood: Hadees No.3573)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
  ►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne: *”Aurton se farmaaya ke aurtein raaston ke darmiyaan na chalein balke kinaaron par chalein”.* (Book of Abu Daaood: Hadees No.5272)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
  ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ney farmaya:*”Bada gunaah yeh hain, Allah ke saath kisi ko shareek thehraana, waalidain ki na farmaani karna, kisi ko qatal karna aur jhooti gawaahi dena”.* (Book of Bukhaari: Hadees No.6675)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
 ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ney farmaya: *”Apne fursat ke auqaat ke waqt ki qadr karo, mashgooli aane se pehle”.* (Book of Mustadrak: Hadees No.7846)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•  
 
*WhatsApp Groups*

 --- Image Credit: _Deeniyat(dot)com_ 

LIKE & SHARE this Page: FB.com/Quran.Arabic.Urdu1/ 
LIKE & SHARE this Page: FB.com/DailyQVH/
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•

Popular posts from this blog

Har namaz ke baad 33 martaba Subhanallah, Alhamdulillah aur Allahu Akbar kehne ka sawaab

Allah se Aulad maangne ki Dua

Short Dua #80