Posts

Showing posts from September, 2022

Jumay mein Khutbeh ke douraan kya hua?

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Jumay mein Khutbeh ke douraan kya hua?” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Jabir bin Abdullah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki ek shakhs aaya jab Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) Jumay ka Khutbah de rahe thay. Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne poocha - * “Eh falah, kya tumne namaz padhi?” * Usne kaha - * “Nahi”. * To Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Utho aur 2 rakaat namaz ada karo”. * [Sahih Bukhari, Jild 1, 930] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत जाबिर बिन अब्दुल्लाह (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की एक शख़्स आया जब रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) जुमे का ख़ुतबा दे रहे थे । आप, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने पूछा - * “एह फ़लाह, क्या तुमने नमाज़ पढ़ी?” * उसने कहा - * “नही ।” * तो आप, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “उठो और 2 रकात नमाज़ अदा करो ।” * [सही बुख़ारी, जिल्द 1, 930

Daily Calendar Hadiths - 30 September 2022

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►  Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ney farmaya: * “Galti har insan se hoti hai, lekin behtareen galti karne waala woh shakhs hai jo galti ke baad tauba karle". * [Book of Ibne Maaja, Hadees No.4251] https://youtu.be/U2AnV8U7fuo •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►   Allah  (Subhanahu wa-ta'ala) ne Quran mein farmaya: * "Beshak parhezgaar log jannat ke baagon aur chashmon mein rahenge".* [Quran, Chapter/Surah-e-Hijr: Verse/Ayat no. 45]  https://youtu.be/jKZB-qpp8so •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►   Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ney farmaya:  * “ Pahelwaan woh nahin hai jo saamne waale ko pachhad de, balke pahelwaan haqeeqat mein woh hai jo gusse ke waqt apne nafs (khud) par qaabu rakhe". *  [Book of Bukhari, Hadees No.6114] https://youtu.be/An05sCO4tDQ •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►  Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ney farmaya: * “Tum Qur'aan ko achchhi aawaaz

Daily Calendar Hadiths - 29 September 2022

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►  * Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ne mazloom (jis par zulm ho raha ho) ki madad karne ka hukm diya hai. * [Book Bukhari, Hadees No.2443] https://youtu.be/sYcS73Ry7rY •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►   Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ney farmaya: * “Jis shakhs ko qasam khaana ho to use chaahiye ke woh Allah (ke naam ya us ki sifaat) ki qasam khaaye ya chup rahe". * [Book of Bukhari, Hadees No.6646] https://youtu.be/HjubUs4xbe0 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►   Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ney farmaya: * “(Qayaamat ke din momin ki) Taraazu mein achchhe akhlaaq se bhaari koi cheez na hogi". * [Book of Abu Daawood, Hadees No.4799] https://youtu.be/B79Kvek4nNM •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►  Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam)  peene waali cheezon ko 3 saans mein peete the aur farmaate the: *“Aisa karne se itminaan ho jaata hai, takleef aur beemar

Woh log koun hain jo Rahman Azwajal (Allah) ke dahini taraf Noor ke mimbaro par honge?

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: * *“ Woh log koun hain jo Rahman Azwajal (Allah) ke dahini taraf Noor ke mimbaro par honge? ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abdullah bin Amr (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Jo log insaaf karte hain woh Allah Subhanahu ke yahan Rahman Azwajal (Allah) ke dahini taraf Noor ke mimbaro par honge aur yeh woh log honge jo apne gharwalon ke saath insaf karte hain AUR jo kaam unko diya jaata hai usmein insaaf karte hain ”.* [Sahih Muslim, Jild 6, 4721] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अब्दुल्लाह बिन अम्र (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ जो लोग इंसाफ़ करते हैं वो अल्लाह सुबहानहु के यहाँ रहमान अज़व्ज़ल (अल्लाह) के दाहिनी तरफ नूर के मिम्बरों पर होंगे और ये वो लोग होंगे जो अपने घरवालों के साथ इंसाफ़ करते हैं और जो काम उनको दिया जाता है उसमें इंसाफ़ करते हैं l ”* [सह

Jumay ke din Jannat ke bazar mein kya hoga?

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Jumay ke din Jannat ke bazar mein kya hoga? ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Anas bin Malik (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Jannat mein ek aisa bazar hai jismein woh (Jannati log) har Jumay ke din aaya karenge. Phir shumali hawa (North/Uttar ki taraf se hawa) chalegi aur wahan ke gard aur gubaar (jo mushk aur zafran hai) unke chehron aur kapdon par daal degi jis se unka husn aur jamaal aur zyada ho jaayega, phir jab woh apne gharwalon ki taraf lautenge is haal mein ki unke husn aur jamal mein ezaafa ho chuka hoga, to woh (unke gharwale) kahenge: ‘Allah ki Qasam, hamare baad to tumhare husn aur jamal mein aur ezafa ho gaya hai’, to woh kahenge: ‘Allah ki Qasam, hamare baad tumhare husn aur jamal mein bhi ezafa ho gaya hai”. * [Sahih Muslim, Jild 6, 7146] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अनस बिन मालिक (रदी अल्लाहू अन्

Daily Calendar Hadiths - 28 September 2022

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►  Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ney farmaya:  *“ Apni taaqat aur haisiyat ke mutaabiq apne ghar waalon par kharch kiya karo". * [Book of Musnad-e-Ahmed, 21570] https://youtu.be/A1i6dUGdPpA •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►   Allah   (Subhanahu wa-ta'ala) ne Quran mein farmaya: * " Tum mein se jo log imaan laaye hain aur unhon ne (Allah ke raaste mein) kharch kiya hai, un ke liye bada sawaab hai".* [Al-Quran, Chapter/Surah-e-Hadid, Verse/Ayat no. 07] https://youtu.be/0oLGmQ5eh74 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►   Allah  ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ney farmaya: * “Jis shakhs mein amaanatdaari nahin, us mein Imaan nahin".* [Book of Sho'abul Imaan, 4354] https://youtu.be/VkUWNEY2rjg •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►  Allah  ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ney farmaya: * “Jo shakhs logon ka shukriya ada na kare, woh Allah ka bhi shukr ada karne waala nahin ho sakta"

Daily Calendar Hadiths - 27 September 2022

Image
  *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►  Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ney farmaya: *“Shaadi karne mein maal wa daulat, husn wa jamaal aur hasab wa nasab ko tarjih na do, balke deendaar aurat se shaadi karke kaamyaab ho jao".* [Book of Bukhari, 5090] https://youtu.be/S6jC2mYnoBw •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►  *"Ek shakhs ne apne aap ko qatl kar liya (khudkushi karli), to Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ne us ki namaaze janaaza nahein padhi *“.* [Book of Tirmizi, 1068] https://youtu.be/Ye11W1-mdmU •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►   Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ne Quran mein farmaya: *"(Musalmaano)!) Jab tum logon ke darmiyaan faisla karo to insaaf ke saath faisla karo".* [AL-Quran, Chapter/Surah-e-Nisa, Verse/Ayat no. 58] https://youtu.be/8QKUHR1tH-4 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►  Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ne Quran mein farmaya: *"Tum mujh ko yaad karo, main tum ko yaad rakhunga aur mera shukr ada karte raho