Posts

Qabaristan mein Namaz padhna mana hai

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Qabaristan mein Namaz padhna (adaa karna) mana hai.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu): ❶ Hazrat Ali ibn AbuTalib (radi Allahu anhu) ne farmaya: * “Mere Habib (Muhammad ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne Qabristan mein Namaz padhney (adaa karne) se mana farmaya hai”. * [Sunan Abu Dawood, Jild 1, 488] ❷ Hazrat Abu Saeed (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Saari zameen Namaz ki jagah hai, siwaye Hamam aur Maqbara ke” (Kabristan ke). * [Sunan Abu Dawood, Jild 1, 490] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अहादीस / हदीसें (हिंदी): ❶ हज़रत अली इब्न अबुतालिब (रदी अल्लाहू अन्हु) ने फरमाया - * “ मेरे हबीब (मुहम्मद ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने क़ब्रिस्तान में नमाज़ पढ़ने (अदा करने) से मना फ़रमाया है ।" * [सुनन अबू दाऊद, जिल्द 1, 488] ❷ हज़रत अबू सईद (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “सार...

Daily Calendar - Quran & Hadith - 26 January 2022

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ney farmaya:  *“Miskeeno se muhabbat rakho, un ke saath uthna baithna rakho”.*  [Book of Mustadrak Haakim, 7947] https://youtu.be/qe5lddkN5zQ •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya:  *“Tum Allah Ta’ala ke hukumon ki hifaazat karo (un ke mutaabiq chalo) Allah Ta’ala tumhaari hifaazat karega”.*  [Book of Tirmizi, 2516] https://youtu.be/jz06RjWKEIw •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya:  *"Allah yaqeenan tawakkul karne waalon se muhabbat karta hai”.*  [Quran: Chapter/Surah-Aal-E-Imraan: Verse/Ayat no. 159] https://youtu.be/paX8mR2GqD0 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•  ►  Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya:  *"Tum sab apnr Rab (Allah) se maafi maango, phir usi ki taraf (ibaadat ke zariye) mutawajja ho jaao, yaqeen rakho ke mera Rab bada ...

Daily Calendar - Quran & Hadith - 25 January 2022

Image
  *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ney farmaya:  *“Achchhe akhlaaq (good character) khataaon ko is tarah pighla dete hain, jis tarah paani barf ko pighla deta hai”.*  [Book of Tabrani Kabeer, 10626] https://youtu.be/XPs0rdBLRnk •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya:  *“Allah Ta’ala apni ne’maton ka asar apne bandon par dekhna pasand karte hain”.*  [Book of Tirmizi, 2819] https://youtu.be/9NLMTE_pm2w •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya:  *“Jab tum apne padosiyon ko yeh kehte huwe suno ke tum ne bura kiya to yaqeenan tum ne bura kiya”.*  [Book of Maujame Ausaat, 2982] https://youtu.be/CvbF2gmuPfU •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•  ►  Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ney farmaya:  *“Itraana (akadna) bahot buri aadat hai”.*  ...

Fajar aur Isha ki Namaz, Pehli saf aur Jamaat ki Namaz ki fazeelat

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Fajar aur Isha ki Namaz, Pehli saf aur Jamaat ki Namaz ki fazeelat. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Ubayy ibn Kaab (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Ye do (2) namazein (Fajar aur Isha) munafiqon par bahut bhaari hain. Agar tum jaan lete ki in do (2) namazon ka kitna sawab hai to tum ghutno ke bal chal kar bhi aatey. Aur (namaz mein) pehli saf farishton ki saf ki tarah hai, agar tum jaan letey ki iski kitni fazeelat hai to yakeenan iski taraf sabqat kartey. Aur do (2) aadmiyon ka milkar namaz padhna akele namaz padhney se afzal hai aur teen (3) aadmiyon ka milkar namaz padhna do (2) aadmiyon ke milkar Namaz padhney se afzal hai aur namaz mein jis Qadar bhi (ziyada) log honge Allah Taala ke nazdeek woh namaz ziyada pasandeeda hogi". * [Sunan Abu Dawood, Jild 1, 552-Hasan] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत उबए इब्न ...

Waleemey ki Dawat mein gareebon ki bulana chaahiye aur unski Dawat ko zaroor qubool karna chaahiye

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Waleemey ki Dawat mein gareebon ki bulana chaahiye aur unski Dawat ko zaroor qubool karna chaahiye.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) ne bayan kiya: * “Waleemey ka woh khana badtareen khana hai jismein sirf maaldaron (ameeron) ko is ki taraf dawat di jaaye aur mohtajon (ghareebon) ko na khilaaya jaaye. Aur jisney Waleemey ki dawat Qubul karney se inkaar kiya usney Allah aur uskey Rasool (Muhammad ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ki nafarmani ki”. * [Sahih Bukhari, Jild 6, 5177] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैराह (रदी अल्लाहू अन्हु) ने बयान किया: * “वलीमे का वह खाना बदतरीन खाना है जिसमें सिर्फ मालदारों (अमीरों) को इस की तरफ दावत दी जाए और मोहताजों (ग़रीबों) को न खिलाया जाए। और जिसने वलीमे की दावत क़ुबूल करने से इंकार किया उसने अल्लाह और उसके रसूल (मुहम्मद ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) की नाफरमानी की ।" * [सहीह बुख़ारी, जिल्द 6, 5177] •┈┈┈┈••✦✿✦...

Daily Calendar - Quran & Hadith - 24 January 2022

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya hai:  *“Be shak shaitan tumhaara dushman hai, to tum bhi use apna dushman hi samjho”.* [ Quran: Chapter/Surah e-Faatir: Verse/Ayat no. 6] https://youtu.be/EMwCw8Sqk7o •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•      ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya:  *“Mubaarak hai woh banda jise Allah ta’ala khair ke kaamon ki kunji (chaabi) banaaye aur bure kaamon se rokne ka zariya (taala) banaaye”.* [ Book of Sunan Ibn Majah, 238] https://youtu.be/LPkRCqqEV_I •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya:  *“Jab tum apne padosiyon ko yeh kehte huwe suno ke tum ne achchha kiya to yaqeenan tum ne achchha kiya”.*[ Book of Moajame Ausat, 2982] https://youtu.be/778XAcY8B1U •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•    ►  Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ney farmaya:  *“Agar...

Musalmaan ko jo takleef pahuchti hai us sey uskey gunaah kam hotey jaatey hain.

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Musalmaan ko jo takleef pahuchti hai us sey uskey gunaah kam hotey jaatey hain...” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu): ❶ Hazrat Aisha (radi Allahu anha) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jo museebat kisi musalman ko pahunchti hai Allah Ta’ala usey uskey gunaahon ka kaffara kar deta hai, ek kaanta bhi agar jism ke kisi hissey mein chubh jaaye” (to woh bhi us shakhs ke gunaahon ka kaffara ban jaata hai). * [Sahih Bukhari, 5640] ❷ Hazrat Abu Saeed Al-Khudri aur Abu Hurairah (radi Allahu anhuma) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Musalaman jab bhi kisi Pareshani, Beemari Ranj, Malal, Takleef aur Gham mein mubtala ho jaata hai, yahan tak ki usey koi kaanta bhi chubh jaata hai to Allah Subhanahu usey uskey gunaahon ka kaffara bana deta hai”. * [Sahih Bukhari, 5641] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अहादीस / ...

Daily Calendar - Quran & Hadith - 23 January 2022

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya:  *“Ek doosre se dushmani na rakho”.  [Book of Muslim, 6541] https://youtu.be/hg4yHrqgs5Q •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya:  : *“Safed kapde pehna karo, is liye ke tumhaare kapdo mein behtareen kapda safed hai”.*  [Book of Abu Daaood, 3878] https://youtu.be/PEsoF6QaK8M •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya:  *“Kisi naabeena ya kamzor nigaah waale ko raasta dikhaana sadqa hai”.*  [Book of Tirmizi, 1956] https://youtu.be/Js3pEksKZHM •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•  ►  Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya:  *"Aye mere parwardigaar! Mujhe hikmat ataa farma aur mujhe nek logon mein shaamil farma”.*  [Quran: Chapter/Surah-Shuraa: Verse/Ayat no. 83] https://youtu.be/sEdDwAeMXrM •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•...

Allah Subhanahu jiske saath khair aur bhalaii karna chaahta hai...

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Allah Subhanahu jiske saath khair aur bhalaii karna chaahta hai...” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Allah Subhanahu jiske saath khair aur bhalaii karna chaahta hai, usey beemari ki takleef aur dusri musibaton mein mubtela kar deta hai”. * [Sahih Bukhari, Jild 7, 5645] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैराह (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “अल्लाह सुब्हानहु जिसके साथ ख़ैर और भलाई करना चाहता है, उसे बीमारी की तकलीफ और दूसरी मुसीबतों में मुब्तेला कर देता है।” * [सहीह बुख़ारी, जिल्द 7, 5645] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “If Allah Subhanahu wants to do good to somebody...” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Narrated Abu Hurairah (may Allah be pleased with him) that the Messenger o...

Daily Calendar - Quran & Hadith - 22 January 2022

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Apne ghar waalon par kharch karna bhi sawaab ka kaam hai”.*  [Book of Bukhari, 4006]. https://youtu.be/i2a1Ustl9fo •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•      ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Khaane ki sab se buri cheez yateem ka maal hai”.*  [Book of Kanzul Ummaal, 43587] https://youtu.be/t8T_f62fOi4 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya:  *“Jis se kisi muaamle mein mashwarah kiya jaaye, woh us mein ameen (amaanatdaar) hai (lihaaza amaanat-daari ke saath mashwarah do)”.* [Book of Tirmizi, 2822] https://youtu.be/BUTORldjY-Y •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•  ►  Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya:  *"Hum ne insaan ko apne maa baap ke saath achchha bartaao karne ka takeedi hukum diya hai”.* [Quran: Chapter/Surah Ahqaf: Verse/...

Daily Calendar - Quran & Hadith - 21 January 2022

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya : *“Kanjoosi se bacho, kyunke tum se pehli qaumein isi kanjoosi ki wajah se barbaad huwien”.*  [Book of Abu Daaood, 1698] https://youtu.be/ypmQOqZ2ROs •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne: *“rishwat dene waale aur rishwat lene waale par laanat farmaayi hai”.* [ Book of Abu Daaood, 3580] https://youtu.be/GTgcTzY7d9M •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya:  *"Neki aur buraai baraabar nahin hoti, is liye tum buraai ka jawaab aise tareeqe se do jo behtareen ho, Nateeja yeh hoga ke tujh mein aur jis mein dushmani thi, woh dekhte hi dekhte (tumhaara) jigri dost ban jaayega”.* [Quran: Chapter/Surah-e-Ha meem Sajadah: Verse/Ayat no. 34] https://youtu.be/SpByfCQ19e4 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•  ►   Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya...