Daily Calendar - Quran & Hadith - 25 January 2022
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ney farmaya: *“Achchhe akhlaaq (good character) khataaon ko is tarah pighla dete hain, jis tarah paani barf ko pighla deta hai”.* [Book of Tabrani Kabeer, 10626]
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Allah Ta’ala apni ne’maton ka asar apne bandon par dekhna pasand karte hain”.* [Book of Tirmizi, 2819]
https://youtu.be/9NLMTE_pm2w
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Jab tum apne padosiyon ko yeh kehte huwe suno ke tum ne bura kiya to yaqeenan tum ne bura kiya”.* [Book of Maujame Ausaat, 2982]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ney farmaya: *“Itraana (akadna) bahot buri aadat hai”.* [Book of Musnad e Ahmed, 18530]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Woh shakhs Jannat mein daakhil nahin hoga jis ka padoosi us ki takleefon se mahfooz na ho”.* [Book of Muslim, 181]
----- Please visit our NEW BlogSpot
*WhatsApp Groups*
https://chat.whatsapp.com/DpeeMw8CPSY9nxIH9C6ZFk _*(ONLY FOR MALES)*_
https://chat.whatsapp.com/Jz8yourlsC18wSfsmY0hOE _*(ONLY FOR FEMALES)*_
*Telegram Channel:*
► *LIKE, FOLLOW & SHARE this Page:*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► *Subscribe to our YouTube channels:*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•




