Daily Calendar - Quran & Hadith - 23 January 2022
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Ek doosre se dushmani na rakho”. [Book of Muslim, 6541]
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: : *“Safed kapde pehna karo, is liye ke tumhaare kapdo mein behtareen kapda safed hai”.* [Book of Abu Daaood, 3878]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Kisi naabeena ya kamzor nigaah waale ko raasta dikhaana sadqa hai”.* [Book of Tirmizi, 1956]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Aye mere parwardigaar! Mujhe hikmat ataa farma aur mujhe nek logon mein shaamil farma”.* [Quran: Chapter/Surah-Shuraa: Verse/Ayat no. 83]
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: : *“Maa baap ko gaali dena bada gunaah hai”.* [Book of Tirmizi, 1902]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
----- Please visit our NEW BlogSpot
*WhatsApp Groups*
https://chat.whatsapp.com/DpeeMw8CPSY9nxIH9C6ZFk _*(ONLY FOR MALES)*_
https://chat.whatsapp.com/Jz8yourlsC18wSfsmY0hOE _*(ONLY FOR FEMALES)*_
*Telegram Channel:*
► *LIKE, FOLLOW & SHARE this Page:*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► *Subscribe to our YouTube channels:*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•




