Daily Calendar - Quran & Hadith - 26 January 2022
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ney farmaya: *“Miskeeno se muhabbat rakho, un ke saath uthna baithna rakho”.* [Book of Mustadrak Haakim, 7947]
https://youtu.be/qe5lddkN5zQ
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Tum Allah Ta’ala ke hukumon ki hifaazat karo (un ke mutaabiq chalo) Allah Ta’ala tumhaari hifaazat karega”.* [Book of Tirmizi, 2516]
https://youtu.be/jz06RjWKEIw
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Allah yaqeenan tawakkul karne waalon se muhabbat karta hai”.* [Quran: Chapter/Surah-Aal-E-Imraan: Verse/Ayat no. 159]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Tum sab apnr Rab (Allah) se maafi maango, phir usi ki taraf (ibaadat ke zariye) mutawajja ho jaao, yaqeen rakho ke mera Rab bada meharbaan aur bhout mohabbat karne waala hai”.* [Quran: Chapter/Surah-E-Hood: Verse/Ayat no. 90]
►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"To aap yateem par sakhti na kijiye aur maangne waale ko mat jhidakye”.* [Quran: Chapter/Surah-e-Zuhaa: Verse/Ayat no. 10]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
----- Please visit our NEW BlogSpot
*WhatsApp Groups*
https://chat.whatsapp.com/DpeeMw8CPSY9nxIH9C6ZFk _*(ONLY FOR MALES)*_
https://chat.whatsapp.com/Jz8yourlsC18wSfsmY0hOE _*(ONLY FOR FEMALES)*_
*Telegram Channel:*
► *LIKE, FOLLOW & SHARE this Page:*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► *Subscribe to our YouTube channels:*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•




