Posts

Kabhi bhi maut ki tamanna ya dua na kare

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Kabhi bhi maut ki tamanna ya dua na kare." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Tum mein se koi shakhs kabhi bhi maut ki tamanna na kare, na maut aane se pehle uske liye dua kare, kyu ke jab tum mein se koi shakhs mar jaata hai to uska amal ruk jaate hai aur momin ki umar to uski nekiyon mein ezaafa karti hai". * [Sahih Muslim, 6819] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “तुम में से कोई शख़्स कभी भी मौत की तमन्ना ना करे, और ना मौत आने से पहले उसके लिए दुआ करे क्योंकि जब तुम में से कोई शख़्स मर जाता है तो उसका अमल रुक जाता है और मोमिन की उमर तो उसकी नेकियों में इज़ाफा करती है ।" * [सही मुस्लिम, 6819] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * "You should never make a wish or request for death." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): The Messenger of ...

Bukhaar se aakhirat ka azaab kam hota hai

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *" Bukhaar se aakhirat ka azaab kam hota hai ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu): ✦ Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ek baar (bukhaar ke) ek mareez ki ayadat ke liye tashrif le gaye (aur Aap ﷺ ke saath Abu Hurairah (radi Allahu anhu) bhi they). Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Khush ho jao, Allah Subhanahu farmate hai: 'Yeh Meri aag hai, Main isse Apne momeen bande par iss duniya mein isliye musallat karta hun taake wo aakhirat ki aag ka badla ban jaaye'” .* [Al Silsila As Sahiha, 3213] ✦ Hazrat Aisha (radi Allahu anha) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *" Bukhaar jahannam ki bhaap (garmee) ke asar se hota hai, isey paani se thanda kiya karo ".* [Sahih Bukhari, Jild 4, 3263] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अहादीस/हदीसें (हिंदी):...

Takabbur, guroor, ghamand aur naimat

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Takabbur, guroor, ghamand aur naimat. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu): ❶ Hazrat Abdullah bin Masood (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Wo shakhs Jannat mein nahi jaayega jiske dil mein zarre ke barabar bhi 'gurur ya ghamand' hoga". * Ek shakhs bola - *" Har ek aadmi chahta hai ki uske kapde achche ho aur uske jutey achche hoon" (to kya ye bhi gurur mein hai?). * Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Allah khubusurat hai aur khubsurati ko pasand karta hai. Gurur ya ghamand ye hai ki insaan haq ko nahaq bata de aur logo ko haqeer samjhe ".* [Sahih Muslim, Jild 1, 265] ❷ Hazrat Amr bin Shoaib (radi Allahu anhu) apne walid se aur wo unke dada se rivayat karte hain ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Allah Subhanahu apne bande par apni naimat ka izh...

Jisne Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ko khwaab mein dekha…

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: * “Jisne Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ko khwaab mein dekha….” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu): ❶ Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jisne mujhe khuwaab mein dekha usne mujh hi ko dekha kyunki shaitan meri surat nahi bana sakta”. * [Sahih Muslim, Jild 5, 5919] ❷ Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jisne mujhe khuwaab mein dekha woh kisi din mujhe jaagte huye bhi dekhega aur shaitan meri surat nahi bana sakta”. * [Sahih Bukhari, Jild 5, 6993] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अहादीस / हदीसें (हिंदी): ❶ हज़रत अबू हुरैराह (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “जिसने मुझे ख़्वाब में देखा उसने मुझ ही को देखा क्योंकि शैतान मेरी सूरत नही बना सकता ।" * [सही मुस्लिम, जिल्द...

Maa-Baap ki khidmat ki fazeelat / ehmiyat

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Maa-Baap ki khidmat ki fazeelat / ehmiyat .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu):  ❶ Hazrat Abdullah bin Amr (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki ek shakhs Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ki khidmat mein haazir hau aur jihad mein jaane ki ejazat maangi. To Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne poocha - *“ Kya tumhare Maa-Baap zinda hain? "* To usne kaha - *“ Ji haan ".* Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Phir tum unki khidmat karo ”.* [Sahih Bukhari, Jild 4, 3004] ❷ Hazrat Muaawiyah bin Jahimah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Hazrat Jahimah (radi Allahu anhu) Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ke paas aaye aur arz kiya - *“ Ya Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam), main ne Jihad mein shaamil hone ka iraada kar liya hai aur iske liye main aapka mashwara chaahta hoon” .* Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alai...

Allah Subhanahu ke kuch bande aise hain jinko Allah Subhanahu bando ko fayda dene ke liye naimaton se nawazta hai

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: * “Allah Subhanahu ke kuch bande aise hain jinko Allah Subhanahu bando ko fayda dene ke liye naimaton se nawazta hai.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Allah Subhanahu ke kuch bande aise hain jinko Allah Subhanahu bando ko fayda dene ke liye naimaton se nawazta hai. Agar wo kharch karte hain unke liye barqarar rakhta hai aur jab wo rok lete hain to Allah Subhanahu unse (wo naimatein) cheen leta hai aur dusron ko ataa kar deta hai". * [Al-Silsila As-Sahiha, 1342] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “अल्लाह सुबहानहु के कुछ बन्दे ऐसे हैं जिन्हें अल्लाह सुबहानहु बन्दों को फ़ायदा देने के लिए नेअमतों से नवाज़ता है । अगर वो खर्च करते हैं तो अल्लाह सुबहानहु उनके लिए वो नेअमतें बरक़रार रखता है और जब वो रोक लेते हैं तो अल्लाह सुबहानहु उनसे (वो नेअमतें) छीन लेता है और दूसरों को अता कर देत...

Hijama (cupping) karne ka fayda

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Hijama (cupping) me khair hai.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu): ❶ Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jin cheezo se tum ilaaj karte ho agar usmein se kisi mein khair hai to woh Hijama (cupping) hai”. * [Sunan Abu Dawood, Jild 3, 459-Sahih] ❷ Hazrat Ibn Abbas (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki * "Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne ihram ki haalat mein apne sar mein Hijama karwaya, adhe sar mein dard ki wajah se jo aapko ho gaya tha”. * [Sahih Bukhari, Jild 7, 5701] ❸ Hazrat Jabir bin Abdullah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Agar tumhari kisi dawaaon mein bhalayee hai to Hijama (pachne lagwana), aur shahad (honey) peene aur aag se daagne mein hai agar woh marz ke mutabiq ho, magar main aag se dagne ko...

'Laa ilaaha IllAllah' keh do, kamyaab ho jaoge

Image
 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Hadith: *" 'Laa ilaaha IllAllah' keh do, kamyaab ho jaoge ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu): ✦ Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Eh logo, 'Laa ilaaha illAllah' keh do, kamyaab ho jaoge ”.* [Musnad Ahmed, 10514-Sahih] ✦ Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *" Jo bhi (ek baar) 'Laa ilaaha illAllah' kahega, uske liye 20 nekiyan likhi jaayengi aur 20 gunaah mita diye jaayenge ".* [Masnad Ahmed, 7813-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अहादीस/हदीसें (हिंदी): ✦ रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ एह लोगों, 'ला इलाहा इलअल्लाह' कह दो, कामयाब हो जाओगे l”* [मसनद अहमद, 10514-सही] ✦ रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *" जो भी (एक बार) 'ला इलाहा इलअल्लाह' कहेगा, उसके लिए 20 नेकिया लिखी जाएगी और 20 गुनाह मिटा दिए जाएँगे l”* [मसनद अहमद, 7813-सही] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•...

Quran-o-Hadith: Imaan walon ki nishaaniya

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Quran-o-Hadith: * “Imaan walon ki nishaaniya. * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Al-Quran (Roman Urdu): * “Imaan wale to woh hi hain, jab Allah Subhanahu ka naam aaye, to unke Dil dar jaayein aur jab Uski aayatein un par padhi jaayein, to unka Imaan ziyada ho jaata hai, aur woh apne Rab par bharosa rakhte hain. Wo jo Namaz Qayam karte hain aur jo Hum ne unhe rizq diya hai usmein se kharch karte hain. Yahi sachche Imaan wale hain. Unke Rab ke yahan unke liye darje hain, aur bakhshish hai aur ezzat ka rizq hai”. * [Al Quran, Surah Anfal (08), Ayaat: 2-4] ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Saat tarah ke log hain jinhein Allah Subhanahu Apne (Arsh ke) saaye mein panaah dega. Unmein se ek woh bhi hai jisne tanhaii mein Allah Subhanahu ko yaad kiya to uski aankhon se aansoo jaari ho gaye”. * [Sahih Bukhari, Jild 7, 6479]...

Bahut zyada tauba karne waala shakhs hi Ishrak (chasht) ki namaz ki hifazat karta hai

Image
 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Bahut zyada tauba karne waala shakhs hi Ishrak (chasht) ki namaz ki hifazat karta hai ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Bahut zyada tauba karne waala shakhs hi Ishrak (chasht) ki namaz ki hifaazat karta hai aur yahi Salat'al Awwabeen (bahut zyada tauba karne waalon ki namaz) hai ”.* [As Silsila As Sahiha, 772] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ बहुत ज़्यादा तौबा करने वाला शख्स ही इशराक़ (चाश्त) की नमाज़ की हिफाज़त करता है और यही सलातल अव्वाबीन (बहुत ज़्यादा तौबा करने वालों की नमाज़) है l"* [सिलसिला अस-सहिहा, 772] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *" The person who turn to Allah in repentance is the only one who guard his Ishraq (forenoon/Duha) prayer ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Hadith (English): The Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi...

Jis shakhs ke paas koi ilm mehfooz ho aur woh usey chupaye…

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: * “Jis shakhs ke paas koi ilm mehfooz ho aur woh usey chupaye…" * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jis shakhs ke paas koi ilm mehfooz ho aur woh usey chupaye to Qayamat ke din usey Dozakh ki aag ki lagaam daal kar laaya jaayega”. * [Sunan ibn Majah, Jild 1, 261-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैराह (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “जिस शख़्स के पास कोई इल्म महफूज़ हो और वो उसे छुपाए तो क़यामत के दिन उसे दोज़ख़ की आग की लगाम डाल कर लाया जाएगा ।" * [सुनन इब्न माजह, जिल्द 1, 261-सही] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• * Hadith: * "There is no man who memorizes knowledge then conceals it…" * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Narrated by Abu Hurairah (may Allah be pleased with him) that the Messeng...

Apne khadim (naukar) ko uski galtiyo par din mein Sattar (70) bar maaf karo

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Apne khadim (naukar) ko uski galtiyo par din mein Sattar (70) bar maaf karo .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abdullah ibn Umar(radi Allahu anhu) se rivayat hai ki, ek shakhs Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ke paas aaya aur arz kiya - *“ Ya Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam), main apne khadim (naukar) ki galtiyo ko kitni baar maaf karu? ”* Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) sunkar khamosh rahe, to usne phir se apni baat dohrayee magar aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) phir se khamosh rahe. Teesri baar jab usne apni baat dohrayee to Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Din main sattar (70) bar usay maaf karo ”.* [Sunan Abu Dawood, Jild 3, 1721-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी):  हज़रत अब्दुल्लाह बिन उमर (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की एक शख़्स रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) के पास आय...

Logon ko khud ki burayee se mehfuz rakhna apne aap par kiye gaya sadqa hai

Image
 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: *“ Logon ko khud ki burayee se mehfuz rakhna apne aap par kiye gaya sadqa hai ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Dhar (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Logon ko apni burayee se mehfuz rakhna bhi ek sadqa hai jisko tum apne aap par karoge ”.* [Sahih Bukhari, 2518] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►हदीस (हिंदी): हज़रत अबू ज़र (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ लोगों को अपनी बुराई से मेहफूज़ रखना भी एक सदक़ा है जिसको तुम अपने आप पर करोगे l"* [सही बुखारी, 2518] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: *" Refrain from harming others, for this will be regarded as a charitable deed for your own good ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Hadith (English): Hazrat Abu Dhar (may Allah be pleased with him) narrated that the Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) said - *" Re...

Namaz ke liye daud kar mat aao balki sukoon aur waqaar ke saath chalo.

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *" Namaz ke liye daud kar mat aao balki sukoon aur waqaar ke saath chalo ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Jab tum log takbeer (Jamaat ki namaz se pehle ki azaan) ki aawaz sun lo to namaz ke liye chale aao, sukoon aur waqaar ke saath chalo aur daud ke mat aao. Phir namaz ka jo hissa miley usey padh lo aur jo naa mil sake usey baad mein poora kar lo ".* [Sahih Bukhari, Jild 1, 636] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैराह (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ जब तुम लोग तकबीर (जमात की नमाज़ से पहले की अज़ान) की आवाज़ सुन लो तो नमाज़ के लिए चले आओ, सुकून और वक़ार के साथ चलो और दौड़ के मत आओ l फिर नमाज़ का जो हिस्सा मिले उसे पढ़ लो और जो ना मिल सके उसे बाद में पूरा कर लो l "* [सहीह बुख़ारी, जिल्द 1, 636...

Tum mein se jo shakhs koi buri baat dekhey aur usko apney haath se rok de...

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: * “Tum Mein se jo shakhs koi buri baat dekhey aur usko apney haath se rok de..." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Saeed Al-Khudri (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Tum mein se jo shakhs koi buri baat dekhey aur usko apney haath se rok de, to wo shakhs (zimmey se) bari ho gaya. Agar usmein itni taaqat na ho aur wo zuban se rokey, to wo bari ho gaya. Agar itni bhi taaqat na ho to wo dil se bura samjhey to wo bari ho gaya, aur ye imaan ka sabse kam darja hai". * [Sunan Nasaii, Jild 3, 1310-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू सईद अल-ख़ुदरी (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “तुम में से जो शख़्स कोई बुरी बात देखे और उसको अपने हाथ से रोक दे तो वो शख़्स (ज़िम्मे से) बरी हो गया l अगर उसमें इतनी ताक़त ना हो और वो ज़ुबान से रोके तो वो बरी हो गया l अगर ...

Sabse behtareen zikr 'Laa ilaaha illAllah' hai aur sabse behtareen dua 'Alhamdulillah' hai

Image
 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: *“ Sabse behtareen zikr 'Laa ilaaha illAllah' hai aur sabse behtareen dua 'Alhamdulillah' hai ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Hadith (Roman Urdu): Hazrat Jabir bin Abdullah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Sabse behtareen zikr 'Laa ilaaha illAllah' hai aur afzal dua 'Alhamdulillah' hai ”.* [Sunan ibn Majah, Jild 1, 681-Hasan] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►हदीस (हिंदी): हज़रत जाबिर बिन अब्दुलाह (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ सबसे बेहतरीन ज़िक्र 'ला इलाहा इलअल्लाह' है और सबसे बेहतरीन दुआ 'अल्हम्दुलिल्लाह' है l"* [सुनन इब्न माज़ाह, जिल्द 1, 681-हसन] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: *" The best of remembrance is 'Laa ilaaha illAllah', and the best of supplication is 'Alhamdulillah' ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Hadith (English): Hazrat Jabi...

Momeen dozakh se chutkara paa jaayenge lekin dozakh aur jannat ke darmiyan ek pool hai jahan unhe rok liya jaayega

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Hadith: *" Momeen dozakh se chutkara paa jaayenge lekin dozakh aur jannat ke darmiyan ek pool hai jahan unhe rok liya jaayega ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu): ✦ Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Jisne apne kisi bhai par zulm kiya ho to use chahiye ki is se (duniya mein) maaf kara le, kyunki aakhirat mein dinar aur diraham (rupye paisey) nahi honge, is se pehle ke, uske bhai ke liye uski nekiyon mein se haq dilaya jaayega aur agar uske paas nekiyan nahi hongi to us (mazlum) bhai ki buraiyaan us par daal di jaayegi ”.* [Sahih Bukhari, Vol 8, 6534] ✦ Hazrat Abu Saeed Al Khudri (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *" Momeen dozakh se chutkara paa jaayenge lekin dozakh aur jannat ke darmiyaan ek pool hai jahan unhe rok liya jayega aur phir ek dusre par k...

Insaan ko uska rizq mil kar hi rahta hai jaise uski maut us se milkar rahti hai

Image
 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: *“ Insaan ko uska rizq mil kar hi rahta hai jaise uski maut us se milkar rahti hai ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Agar Ibn-e-Adam apne rizq se is tarah bhaage jis tarah maut se bhaagta hai, tab bhi us ka rizq usko mil kar hi rahega, jaise uski maut usko mil kar hi rahti hai ”.* [Al Silsila As Sahiha, 1371] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ अगर इब्न-ए-आदम अपने रिज्क से इस तरह भागे जिस तरह मौत से भागता है, तब भी उस का रिज्क उसको मिल कर ही रहेगा, जिस तरह उसकी मौत उसको मिल कर ही रहती है l"* [अल सिलसिला अस सहीहा, 1371] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: *" His sustenance would reach him just like his death will reach him ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Hadith (English): The Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) said - *" Even if the son of Adam wer...

Bukhl (kanjusi) karne walo per Azaab

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Quran-o-Hadith: *" Bukhl (kanjusi) karne walo per Azaab. "* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Al-Quran (Roman Urdu): *" Aur jo log us cheez par bukhl (kanjusi) karte hain jo Allah ne unko apne fazal se di hai woh ye khayaal na karein ke bukhl unke haq mein behtar hai. Bulki ye to unke haq mein bura hai. Qayamat ke din woh maal tauq bana kar unke galoon mein dala jayega jismein woh bukhl (kanjusi) karte thay. Allah hi aasmano aur zameeno ka waaris hai. Aur jo kuch tum karte ho Allah usey jaanta hai ".* [Al-Quran, Surah Aal-e-Imran (3), Ayat 180] ►Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Koi din aisa nahin jaata ki jab bande subah ko uthtey hain to do (2) Farishte aasman se naa utarte hoon, (yani har roz do Farishtey subah ko aasman se utartey hain) aur unmein se ek Farishta yeh kehta hai ki ‘Eh Allah, kharch karne...