Daily Calendar Hadiths - 31 October 2022
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: * “ Dunyawi zindagi mein un ki rozi Hum (Allah) ne hi taqseem kar rakhi hai". * [Al-Quran, Chapter/Surah Zukhruf, Verse/Ayat - 32] https://youtu.be/M7VH7ZOdejI •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ney farmaya: * “Logon ki daulat ko lalchaayi nazron se mat dekho (apni qismat ki rozi par raazi ho jaao)".* [ Book of Mishkaat, Hadees No. 5226] https://youtu.be/VWznLGdscpo •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“ Jo shakhs apni zabaan aur sharmgaah ki hifaazat ki zimmedaari le le, main us ke liye Jannat ki zimmedaari leta hoon". * [Book of Bukhari, 6474] https://youtu.be/6ZDgd-cY1_4 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: * “Dunyavi zindagi mwin un ki rozi hun (Allah) ne taqseem (distribute) kar rakhi hai aue ek ko doosre oar martab...