Daily Calendar Hadiths - 29 October 2022

*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) : *“Ka bistar chamde ka tha jis mein khajoor ki chhaal bhari huwi thi”.* [Book of Muslim, 5447]

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Teen cheezon ko waapas nahein karna chaahiye: (1) Takiya, (2) Itr, (3) Doodh”.* [Book of Tirmizi, 2790]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► *"Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ko jab cheenk aati, toh haath ya kapde se chehr-e-anwar ko dhaank lete aur awaaz ko past (dheemi) karte the”.* [Book of Tirmizi, 2745]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ney farmaya: *“Tum mein se koi apne baayein haath se na khaaye aur na baayein saath se piye, is liye ke shaitaan apne baayein haath se khaata peeta hai".* [Book of Muslim, 5386]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Jab tum mein se kisi ka luqma gir jaaye toh use saaf kar ke kha le, shaitaan ke liye na chhode”.* [Book of Muslim, Hadees No.5426]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
-----Please visit our NEW BlogSpot 

*WhatsApp Groups*

*BlogSpot:*

*Telegram:*

► *LIKE, FOLLOW & SHARE this Page:*


•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► *Subscribe to our Youtube channels:*

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•

Popular posts from this blog

Allah se Aulad maangne ki Dua

Hurmat wale mahine chaar (4) hain aur inmein apne upar zulm na karo

Subah, Shaam aur Pareshani ke waqt padhne ki dua