Daily Calendar - Quran & Hadith - 26.Dec.2021

*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: *”Agar aadmi ke paas do jungle maal ke ho jaayen, to teesre ki talaash karega, insaan ka pet qabr ki mitti hi bhar sakti hai”.* [Book of Bukhaari, 6436]

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: *”Haq ke mutaabiq faisla karne waala qaazi (judge) jannat mein jaayega”.* [Book of Abu Daaood, 3573]

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne aurton se farmaya ke: *”Aurtein raaston ke darmiyaan na chalein balke kinaaron par chalein”.* [Book of Abu Daaood, 5272]

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya : *”Bade gunaah yeh hain, Allah ke saath kisi ko shareek thehraana, waalidain ki na farmaani karna, kisi ko qatal karna aur jhooti gawaahi dena”.* [Book of Bukhaari, 6675]

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya : *”Apne fursat ke auqaat ke waqt ki qadr karo, mashgooli aane se pehle”.* [Book of Mustadrak, 7846]

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
----- Please visit our NEW BlogSpot

*WhatsApp Groups*

*Telegram Channel:*

► *LIKE, FOLLOW & SHARE this Page:*


•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► *Subscribe to our Youtube channels:*

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•

Popular posts from this blog

Har namaz ke baad 33 martaba Subhanallah, Alhamdulillah aur Allahu Akbar kehne ka sawaab

Allah se Aulad maangne ki Dua

Kisi se khauff ya khatre ke waqt padhne ki dua