Posts

Showing posts from December, 2021

Daily Calendar - Quran & Hadith - 31.Dec.2021

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *“ Aye Insaano aur Jinnato! Tum apne Rab ki kin kin ne'amaton ko jhutlaaoge? ”.* [Quran: Chapter/Surah-e-Rahman: Verse/Ayat no. 34] https://youtu.be/W1RcLPbwPf0 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *“ Aapas mein ek doosre ka maal naahaq tareeqon se na khaao ”.* [Quran: Chapter/Surah-e-Baqara: Verse/Ayat no. 188] https://youtu.be/sGVmQCe_pJo •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya : *” Gaali galoch karne waale donon shaitaan hain, jo ek doosre par bohtaan (ilzaam) lagaate hain aur jhoot bolte hain ”.* [Book of Musnad-e-Ahmad: Hadees No. 17483] https://youtu.be/y8UL9xTWJfM •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya : *” Mere baad Mujhe tum logon ke baare mein jis cheez ka sab se ziyaada dar hai, woh duniya ka banaao singaar hai, jo tum par

Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ) Zuhar, Maghrib, Isha aur Jumay ki Farz namaz ke baad kitni rakaat padhte thay?

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ) Zuhar, Maghrib, Isha aur Jumay ki Farz namaz ke baad kitni rakaat padhte thay? ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abdullah bin Umar (radi Allahu anhu) ne bayan kiya: *“ Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) Zuhar se pehle 2 rakaat, iske baad 2 rakaat, aur Maghrib ke baad 2 rakaat apne ghar mein padhte, aur Isha ke baad 2 rakatein padhte, aur Jumay ke baad 2 rakaatein jab ghar wapas hote tab padha karte thay ”.* [Sahih Bukhari, 937] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अब्दुल्लाह बिन उमर (रदी अल्लाहू अन्हु) बयान करते हैं: *“ रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ज़ुहर से पहले 2 रकअत, इसके बाद 2 रकअत, और मग़रिब के बाद 2 रकअत अपने घर में पढ़ते, और ईशा के बाद 2 रकअतें पढ़ते, और जुमे के बाद 2 रकअतें जब घर वापस होते तब पढ़ा करते थे ।”* [सहीह बुख़ारी, 937] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ How many Rakaats (Units) Prophet Muhammad (ﷺ) used to pray a

Woh Qayamat ke din Allah se is haal mein milega ki Allah us par Ghazabnaak hoga

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Quran-o-Hadith: *" Woh Qayamat ke din Allah se is haal mein milega ki Allah us par Ghazabnaak hoga. "* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Quran-o-Hadith (Roman Urdu):  ✦ Al Quran: *“ Beshak, jo log Allah ke ahad aur apni Qasmon (ko bech detey hain aur us) ke badley thodi si qeemat haasil kartey hain, aakhirat mein unka koi hissa nahi hoga. Allah Subhanahu unsey kalaam bhi nahin karega aur Qayamat ke din uski taraf dekhega bhi nahin, aur na unhey paak karega, unkey liye Dardnak azaab hai .”* [Al Quran, Surah Aal-e-Imran (3), Ayat 77] ✦ Hazrat Abdullah bin Masood (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Jisney jhoothi Qasam is maqsad se khayee ki iskey zariye najayaz tareeqe se kisi Musalman ka maal haasil karey to woh Qayamat ke din Allah se is haal mein milega ki Allah us par Ghazabnaak hoga, phir Allah Subhanahu ne iski tasdeeq Quran mein naazil farmayee (Al Qura

Daily Calendar - Quran & Hadith - 30.Dec.2021

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *“ Neki ka badla ehsaan wa ikraam ke siwa aur kya ho sakta hai? ”.* [Quran: Chapter/Surah-e-Rahman: Verse/Ayat no. 60] https://youtu.be/oiQcgQhwu8s •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya : *” Pahelwaan woh nahein hai, jo saamne waale ko pachhaad de, balke pahelwaan haqeeqat mein woh hai, jo gusse ke waqt apne nafs (aap) par qaabu rakhe ”.* [Book of Bukhari, 6114] https://youtu.be/qYiWgH4NMps •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya : *” Jo shakhs aisa raasta chale, jis ka maqsad ilm ki talaash ho, toh Allah Ta'ala us ke liye jannat ka raasta aasaan kar deinge ”.* [Book of Muslim, 6853] https://youtu.be/A9yK-4N-5Pc •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *“ Jo shakhs zulm-o-ziyaadati ke taur par aisa (qatal wa khoon) karega toh hum us ko

‘Ya Zal Jalaali Wal-ikram’ keh kar dua maangne ki fazilat

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“‘ Ya Zal Jalaali Wal-ikram’ keh kar dua maangne ki fazilat .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu):  ❶ Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ek shakhs ke paas se guzre, woh keh raha tha *‘ Ya Zal Jalaali Wal-ikram ’*. Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Tumhare liye Qubul kiya jaa chuka hai, tum sawaal karo” (Yaani ab tumhari dua qubool ki jaayegi) .* [Musnad Ahmed, 5623-Sahih] ❷ Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ ‘Ya Zal Jalaali Wal-ikram’ ko laazim pakdo (yani apni duaon mein barabr padhte raha karo) .* [Jami At-Tirmizi, Jild 6, 3525-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अहादीस / हदीसें (हिंदी):  ❶ रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) एक शख़्स के पास से गुज़रे, वो कह रहा था * ‘या ज़ल जलाली वल-इकराम’ * l आप, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ तुम्हारे लिए क़ुबूल किया जा चुका है तुम सवाल करो (यानी अब तुम्हारी दुआ क़ुबूल क

Daily Calendar - Quran & Hadith - 29.Dec.2021

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya : *” Jab tum mein se koi so kar uthe, to bartan mein haath daalne se pehle haathon ko dhole ”.* [Book of Bukhaari, 162] https://youtu.be/vuP6pNCzGVg •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya : *” Allah se darte raho aur apne rishtedaaron ke saath mel jol rakho ”.* [Book of Sho'bul Imaan, 7950] https://youtu.be/1zx20DgDvJ8 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *“ Rahman (Allah) ke bande woh hain jo zameen par aajizi se chalte hain ”.* [Quran: Chapter/Surah-e-Furqaan: Verse/Ayat no. 63] https://youtu.be/Rtk9nB-8gD0 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya : *” Jo shakhs chori ka maal khareede aur usse ma'aloom ho ke woh chori ka hai toh woh us ki buraayi aur gunaah mein shareek hai ”.* [Book of Mustadrak, 2253] https://

Aakhirat behtar aur zyada payedar hai

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: *“ Aakhirat behtar aur zyada payedar hai .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran (Roman Urdu): *" Bulki tum duniya ki zindagi ko tarjeeh dete ho, jabki aakhirat behtar aur zyada payedar hai ".* [Al-Quran, Surah Al-Ala (87), Aayat 16-17] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ अल क़ुरान (हिंदी): *" बल्कि तुम दुनिया की ज़िन्दगी को तरजीह देते हो, जबकि आख़िरत बेहतर और ज़्यादा पायेदार है ।"* [अल क़ुरान, सुरह अल-अला (87), आयत 16-17] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: *“ The Hereafter is better and more lasting .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: *" But you prefer the life of this world, although the Hereafter is better and more lasting ".* [Al-Quran, Surah Al-Ala (87), Aayat 16-17] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• القرآن: *" بلکہ تم تو دنیا کی زندگی کو ترجیح دیتے ہو، جب کے آخرت بہتر اور زیادہ پائدار ہے ۔"* _سورت ال الا (٨٧)، آیت ١٦-١٧ •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ----- Please visit our NEW BlogSpot https://dailyquranhadiths.blogspot.com/2021/12/aakhira

Badan ke aafiyat (salamati) ki dua

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *” Badan ke aafiyat (salamati) ki dua .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abdur rahman bin Abu bakr (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki - *" Unhone apne waalid se pucha ki, 'Abbu jaan, main aapko har subah aur shaam ko teen martaba ye dua padhte huae sunta hun'. To unhone kaha ki, 'Maine Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ko yahi dua isee tarah padhte huae suna hai aur mujhe pasand hai ki main unki sunnat par amal karta rahun ".* --- * اللَّهُمَّ عَافِنِي فِي بَدَنِي اللَّهُمَّ عَافِنِي فِي سَمْعِي اللَّهُمَّ عَافِنِي فِي بَصَرِي لاَ إِلَهَ إِلاَّ أَنْتَ *  --- * Allahumma aafini fi badani, Allahumma aafini fi samaee, Allahumma aafini fi basari, La ilaha illa anta .* --- * Ya Allah, Tu mere badan mein aafiyat ata farma. Ya Allah, Tu mere kaano mein aafiyat ata farma. Ya Allah, Tu meri nigahon mein aafiyat ata farma. Tere siwa koi maabud nahi .* [Sunan Abu Daw

Daily Calendar - Quran & Hadith - 28.Dec.2021

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya : ” Raaste se takleef dene waali cheez ko hata dena sadqa (sawaab ki cheez) hai ”. [Book of Bukhaari, 2989] https://youtu.be/Vd-Age6n8Us •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya : ” Sab se achchha aadmi woh hai, jo achchhi baaton ka hukm dene waala aur buri baaton se rokne waala ho ”. [Book of Sho'bul Imaan, 7950] https://youtu.be/bu28p-ZNRNM •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya : ” Bhali baat sikhaana behtar hai khaamooshi se aur khaamooshi behtar hai buri baat sikhaane se ”. [Book of Sho'bul Imaan, 4993] https://youtu.be/zbD0eEblDf4 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya : *” Agar tujh mein 4 cheezein ho toh duniya ki kisi cheez ke na hone ka afsos nahi hai : (1)Amaanat ki hifaazat (2)Baat mein

Daily Calendar - Quran & Hadith - 27.Dec.2021

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya : *” Jis ne kisi chidya ko befaaida maara hoga, to woh marne ke baad Allah Ta'ala ke saamne faryaad karegi ”.* [Book of Nasai, 4451] https://youtu.be/ESpD5DgO5dQ •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya : *” Woh shakhs bada achchha insaan hai, jo apne zaaid maal ko (mohtaajon par) kharch kare aur be faaida baatein karne se ruka rahe ”.* [Book of Sho'bul Imaan, 3388] https://youtu.be/21TMIzh96Sg •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya : *” Tanhaai bure saathi se behtar hai aur nek saathi tanhaai se behtar hai ”.* [Book of Sho'bul Imaan, 4993] https://youtu.be/x_IQA13Ca94 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya : *” Ae aadam ke bete (insaan) ! Agar tu zaroorat se zaaid maal (bhalaai ke kaamon mein)

Allah ki shaan nahi ki Woh kisi ko beta banaye…

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Al-Quran: *" Allah ki shaan nahi ki Woh kisi ko beta banaye… ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ❶ Al Quran: *“ Aur hamare Rab ki shaan buland hai, na Uski koi biwi hai aur na beta .”* [Al Quran, Surah Al-Jinn (72), Ayat 3] ❷ Al Quran: *“ Allah ki shaan nahi ki Woh kisi ko beta banaye. Woh paak hai, jab kisi kaam ka iraada karta hai to sirf Usey KUN (ho ja) kehta hai phir woh ho jaata hai .”* [Al Quran, Surah Maryam (19), Ayat 35] ❸ Al Quran: *“ Yahudi (Jews) kehte hain ki Uzair (Ezra) Allah ka beta hai, aur Isayee (Christians) kehte hain ki Maseeh (Hazrat Isa, Alaihis Salam) Allah ka beta hain. Yeh unke munh ki baatein hain, woh (un) kafiron ki tarah baatein banaane lage hain jo unse pehle guzar chuke hain. Allah unhe halak kare, yeh kidhar ultey jaa rahe hain. Unhone (Jews & Christians ne) apne Aalimon aur Darwaishon (monks) ko Allah ke siwa Rab bana liya hai aur Maseeh ibn Maryam (Hazrat Isa, Alaihis Salam) ko bhi, jabki unhe hukm yeh t

Koun Jannat ki khushbu bhi nahi payega?

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Koun Jannat ki khushbu bhi nahi payega? "* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Maaqil (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Jab Allah kisi bandey ko kisi jagah ke logon ka haakim (Ruler / Administrator) banata hai aur woh Imandari ke saath uski hifazat nahi karta to woh Jannat ki khushbu bhi nahi payega ”.* [Sahih Bukhari, Jild 8, 7150] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत माक़िल (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ जब अल्लाह किसी बन्दे को किसी जगह के लोगों का हाकिम (ज़िम्मेदार) बनता है और वह ईमानदारी के साथ उसकी हिफाज़त नहीं करता तो वह जन्नत की खुशबु भी नहीं पायेगा ।”.* [सहीह बुख़ारी, जिल्द 8, 7150] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Who will never get even the smell of Paradise? "* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Narrated by Maaqil (may Allah be pleas

Daily Calendar - Quran & Hadith - 26.Dec.2021

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: *” Agar aadmi ke paas do jungle maal ke ho jaayen, to teesre ki talaash karega, insaan ka pet qabr ki mitti hi bhar sakti hai ”.* [Book of Bukhaari, 6436] https://youtu.be/kG3apBnxTWo •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: *” Haq ke mutaabiq faisla karne waala qaazi (judge) jannat mein jaayega ”.* [Book of Abu Daaood, 3573] https://youtu.be/HwNm96o-F30 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne aurton se farmaya ke: *” Aurtein raaston ke darmiyaan na chalein balke kinaaron par chalein ”.* [Book of Abu Daaood, 5272] https://youtu.be/kfgngzl2F5o •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya : *” Bade gunaah yeh hain, Allah ke saath kisi ko shareek thehraana, waalidain ki na farmaani karna, kisi ko qatal karna aur jhooti gaw

Jab Isa (Alaihi Salam), Maryam ke bete, utrenge to us (Musalmano ke) giroh ka Imam kahega…

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Jab Isa (Alaihi Salam), Maryam ke bete, utrenge to us (Musalmano ke) giroh ka Imam kahega… ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu):  ✦ Hazrat Jabir bin Abdullah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Meri ummat mein se ek giroh hamesha haq ke liye ladta rahega aur Qayamat ke din tak ghalib rahega. Jab Isa (Alaihi Salam), Maryam ke bete, utrenge to us (Musalmano ke) giroh ka Imam kahega: ‘Aaeeye Namaz padhaeeye’. Woh kahenge: ‘Nahi, tum mein se ek, dusre par hakim rahe’. Yeh woh buzurgi hai jo Allah Subhanahu is ummat ko inaayat farmayenge ”.* [Sahih Muslim, Jild 1, 395] ✦ Hazrat Muawiya (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Meri ummat mein se ek giroh hamesha Allah ke hukmo (Quran aur Hadith) par qayam rahega aur usey jhootlane wale aur mukhalefeen koi nuksaan nahi pahucha s

Daily Calendar - Quran & Hadith - 25.Dec.2021

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: ” Sab se zyada izzat waala Allah hai, is liye Us ne khuli ya chhupi har tarah ki be hayaai ko haraam qaraar diya hai ”. [Book of Bukhaari, 4637] https://youtu.be/-oqxp_vEbj0 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: ” Insaan ke liye sab se ziyaada paakeeza maal woh hai jo us ne khud kamaaya ho ”. [Book of Abu Daaood, 3527] https://youtu.be/bQcu-7a3qrU •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *“ Yateemon ko un ke maal de diya karo aur kharaab maal ko achchhe maal se tabdeel na kiya karo ”.* [Quran: Chapter/Surah-e-Nisa: Verse/Ayat no. 2] https://youtu.be/FHodSpt3UsA •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya: *” 4 cheezein khush naseebi ki alaamat hain : (1) Nek biwi (2) Bada makaan (3) Nek padosi (4) Achchi sawaari ”.* [Book of