Daily Calendar - Quran & Hadith - 25 March 2022
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ne Quran mein farmaya: *"Aye aurto! Tum apne gharon mein thehri raha karo aur zamana-e-jaahiliyat ki tarah be parda mat phiro".* [Quran, Chapter/Surah-E-Ahzab Verse/Ayat no.33] https://youtu.be/dCnJPVKy9oQ •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Agar Tum mein se koi apne bhai se muhabbat karta ho, to us ko bata de ke us ko us se muhabbat hai".* [Book of Abu Daaood, 5124] https://youtu.be/343FdaUTO8k •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Logon mein bura aadmi woh hai jise gussa jaldi aaye aur der se jaaye".* [Book of Tirmizi, 2191] https://youtu.be/XEyO8BKnHLY •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Kisi gareeb ko dene par (sirf) sadqe ka sawaab milta hai; lekin (g...