Daily Calendar - Quran & Hadith - 22 March 2022
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Tum apni jaan, aulaad, khaadim aur maal ke haq mein kabhi bhi barbaadi ki baddua na kiya karo".* [Book of Abu Daaood,1532]
https://youtu.be/gitgN50Gkt4
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Jo apne bhai ki khareedi huei cheez waapas le le, qayaamat ke din Allah us ke gunaah maaf kar dega".* [Book of Mo’ajame Ausaat, 889]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Sab se ziyaada Jahannam mein le jaane waali cheez pet aur sharmgaah hai".* [Book of Ibne Maaja, 4246]
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Jo shakhs fuzool kharchi karta hai, Allah Ta’ala us ko gareeb bana deta hai".* [Book of Musnade Bazzaar, 946]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Aapas mein ek doosre ka maal na haq tareeqon se na khaao".* [Quran, Chapter/Surah E-Baqarah Verse/Ayat no.188]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
----- Please visit our NEW BlogSpot
*WhatsApp Groups*
https://chat.whatsapp.com/DpeeMw8CPSY9nxIH9C6ZFk _*(ONLY FOR MALES)*_
https://chat.whatsapp.com/Jz8yourlsC18wSfsmY0hOE _*(ONLY FOR FEMALES)*_
*Telegram Channel:*
► *LIKE, FOLLOW & SHARE this Page:*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► *Subscribe to our YouTube channels:*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•




