Posts

Daily Calendar - Quran & Hadith - 25 March 2022

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim *  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ne Quran mein farmaya:  *"Aye aurto! Tum apne gharon mein thehri raha karo aur zamana-e-jaahiliyat ki tarah be parda mat phiro".*  [Quran, Chapter/Surah-E-Ahzab Verse/Ayat no.33] https://youtu.be/dCnJPVKy9oQ •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►  Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya:  *“Agar Tum mein se koi apne bhai se muhabbat karta ho, to us ko bata de ke us ko us se muhabbat hai".*  [Book of Abu Daaood, 5124] https://youtu.be/343FdaUTO8k •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•  ►  Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya:  *“Logon mein bura aadmi woh hai jise gussa jaldi aaye aur der se jaaye".*  [Book of Tirmizi, 2191] https://youtu.be/XEyO8BKnHLY   •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•  ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya:  *“Kisi gareeb ko dene par (sirf) sadqe ka sawaab milta hai; lekin (g...

Mujh par Durud bhejna tumhare liye pakizgi ka sabab hai.

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Hadith: *" Mujh par Durud bhejna tumhare liye pakizgi ka sabab hai. "* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *" Mujh par durud bheja karo kyunki mujh par durud bhejna tumhare liye pakizgi ka sabab hai. Allah Subhanahu ne meri qabr ke paas ek farishta muqarrar kiya hai, jab mera koi ummati mujh par durud bhejta hai to wo farishta mujhse kahta hai ke, 'Eh Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam), falah bin falah ne Aap par durud bheja hai'".* --- *اللهم صل على محمد وعلى آل محمد* --- *Allahumma salli ala Muhammad wa ala aali Muhammad.* --- *Ya Allah, rahmat naazil farma Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) par aur Aal-e-Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) par. "* [Al Silsila As Sahiha, 2863, 2778] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *" मुझ पर दुरुद भेजा करो क्यूंकि मु...

Allah Ta'ala ne rahmat ke 100 hissey (parts) kiye aur 99 hissey to apne paas rakhe...

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Allah Ta'ala ne rahmat ke 100 hissey (parts) kiye aur 99 hissey to apne paas rakhe... ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Allah Ta'ala ne rahmat ke 100 hissey (parts) kiye aur 99 hissey to apne paas rakhe aur zameen mein ek hissa utara, usi hissey se khalqat ek dusre par reham karti hai yahan tak ki jaanwar apna khur(paon ya payr) utha leta hai ki bachchey ko na lag jaye ”.* [Sahih Muslim, Jild 6, 6972] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैरा (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ अल्लाह त'आला ने रहमत के 100 हिस्से किये और 99 हिस्से तो अपने पास रखे और ज़मीन में एक हिस्सा उतारा, उसी हिस्से से ख़लक़त एक दूसरे पर रेहम करती है, यहाँ तक की जानवर अपना खुर(पैर)  उठा लेता है की बच्चे को ना लग जाये। ”* [सहीह मुस...

Jis shakhs ne 3 baar ye kaha to Allah usko puri tarah aag se aazaad farma dete hain

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *” Jis shakhs ne 3 baar ye kaha to Allah usko puri tarah aag se aazaad farma dete hain .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Salman Farsi (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *" Jis shakhs ne 1 baar ye kalimat kahe to Allah Subhanahu uska ek tihayee (1/3) hissa aag se aazaad farama dete hai, jis shakhs ne 2 baar ye kalimat kahe to Allah Subhanahu uska do tihayee (2/3) hissa aag se aazaad farama dete hai, jis shakhs ne 3 baar ye kalimat kahe to Allah Subhanahu usko puri tarah aag se aazaad farma dete hain".* ---- *اللهم إِنِّي أشْهدك وَأشْهد مَلَائِكَتك وَحَمَلَة عَرْشِك وَأشْهد مَنْ فِي السَّمَاوَات وَمَن فِيالْأَرْض أَنَّك أَنَت الله لَا إِلَه إِلَا أَنْتَ وَحْدَك لَا شَرِيْكلَك وَأَشْهَد أَنَّ مُحَمَّدا عَبْدُك وَرَسُولُك*    --- *Allahumma inni ushhiduka wa ushhidu malaeekataka wa hamalata arshik, wa ushhidu man fis-samawat...

Daily Calendar - Quran & Hadith - 23 March 2022

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya:  *"Tum mein kuch log aise hone chahiye jo achchhe kaam karne ka hukm karein aur buraai se rokein".*  [Quran, Chapter/Surah Aal-E-Imraan Verse/Ayat no.104] https://youtu.be/mlCuwVxTA98 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►  Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya:  *“Adab sikhaane ke liye apne ghar waalon par se lakdi mat hataao (un par kabhi kabhi sakhti bhi kiya karo)".*  [Book of Musnade Ahmed, 22075] https://youtu.be/sRvaUcThInc •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•  ►  Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya:  *“Maaldaari maal-o-daulat ki kasrat ka naam nahin hai; balke asal maaldaari to dil ki maaldaari hai".*  [Book of Ibne Maaja, 4137] https://youtu.be/wF8kwClyTxk •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•  ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya:  *“Da’awat dene waale ki da’awat qa...

Allah ki Rahmat, Allah ke Ghazab par Ghalib hai

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Allah ki Rahmat, Allah ke Ghazab par Ghalib hai .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Jab Allah ne makhluqat ko banaya, to apni kitab mein likha aur woh kitab Uske paas hai Arsh ke upar ki ‘Meri rahmat, Mere ghazab par ghalib hai’ ”.* [Sahih Muslim, Jild 6, 6969] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैरा (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ जब अल्लाह ने मख़लूक़ात को बनाया, तो अपनी किताब में लिखा और वह किताब उसके पास है अर्श के ऊपर की मेरी रहमत, मेरे ग़ज़ब पर ग़ालिब है। ’”* [सहीह मुस्लिम, जिल्द 6, 6969] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Allah’s mercy predominates His wrath .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Narrated Abu Hurairah (may Allah be pleased with him) that the Messenger of Allah, Prophet Muhammad...

Daily Calendar - Quran & Hadith - 22 March 2022

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim *  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya:  *“Tum apni jaan, aulaad, khaadim aur maal ke haq mein kabhi bhi barbaadi ki baddua na kiya karo".*  [Book of Abu Daaood,1532] https://youtu.be/gitgN50Gkt4 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►  Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya:  *“Jo apne bhai ki khareedi huei cheez waapas le le, qayaamat ke din Allah us ke gunaah maaf kar dega".*  [Book of Mo’ajame Ausaat, 889] https://youtu.be/HiOAmWx-tSo •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•  ►  Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya:  *“Sab se ziyaada Jahannam mein le jaane waali cheez pet aur sharmgaah hai".*  [Book of Ibne Maaja, 4246] https://youtu.be/z27yufr4cAo •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•  ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya:  *“Jo shakhs fuzool kharchi karta hai, Allah Ta’ala us ko gareeb bana de...

Imaan waalon ko naseehat fayda deti hai

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: *“ Imaan waalon ko naseehat fayda deti hai .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran (Roman Urdu): *" Nasihat karte raho. Beshak, Imaan waalon ko naseehat fayda deti hai ".* [Al-Quran, Surah Surah Adh-Daariyat (51), Aayat 55] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ अल क़ुरान (हिंदी): *" नसीहत करते रहो , बेशक ईमान वालों को नसीहत  फायदा देती है । "* [अल क़ुरान, सूरह अध्-दारियात (51), आयत 55] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: *“ The reminder benefits the believers .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: *" Remind (by preaching the Quran). For indeed, the reminder benefits the believers ".* [Al-Quran, Surah Surah Adh-Daariyat (51), Aayat 55] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• القرآن: *" نصیحت کرتے رہو۔ بےشک، ایمان والوں کو نصیحت فائدہ دیتی ہے ۔"* _سورت الذاريات (٥١)، آیت ٥٥_ •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ----- Please visit our NEW BlogSpot https://dailyquranhadiths.blogspot.com/2022/03/imaan-waalon-ko-naseehat-fayda-deti-hai.html https://only-quran-hadith....

Ghusal-e-Janabat ka tareeqa

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Ghusal-e-Janabat ka tareeqa .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu):  ❶ Hazrat Aayesha (radi Allahu anha) kehti hain ki *“ Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) jab ghusal-e-janabat farmaate to apne dono haath dhothey, phir namaz ki tarah wuzu kartey, phir sar ke baalon ka ungliyon se khilal farmatey yahan tak ki sar ke saaf honay ka yaqeen aur itminaan ho jaata, phir dono chullu bhar kar teen martaba sar par paani daaltey, iskey baad saare jism par paani daaltey ”.* [Sunan Nasaii, Jild 1, 425-Sahih] ❷ Hazrat Aayesha (radi Allahu anha) kehti hain ki *“ Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ghusal karne ke baad wudhu nahi farmatey thay” (kyunki ghusal karna kaafi ho jaata hai) .* [Sunan Nasaii, Jild 1, 430-Hasan] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अहादीस / हदीसें (हिंदी): ❶ हज़रत आइशा (रदी अल्लाहू अन्हा) कहती हैं की *“ रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) जब ग़ुस्ल-ए-जनाबत फरमाते...

Anqareeb, Allah tangi ke baad aasaani kar dega

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: *“ Anqareeb, Allah tangi ke baad aasaani kar dega .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran (Roman Urdu): *" Anqareeb, Allah tangi ke baad aasaani kar dega ".* [Al-Quran, Surah Talaq (65), Aayat 7] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ अल क़ुरान (हिंदी): *" अनक़रीब, अल्लाह तंगी के बाद आसानी कर देगा । "* [अल क़ुरान, सूरह तलाक़ (65), आयत 7] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: *“ Soon, Allah will make things easy for you after hardship .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: *" Soon, Allah will make things easy for you after hardship ".* [Al-Quran, Surah Talaq (65), Aayat 7] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• القرآن: *" عنقریب، الله تنگی کے بعد آسانی کر دےگا۔ "* _سورت طلاق (٦٥)، آیت ٧_ •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ----- Please visit our NEW BlogSpot https://dailyquranhadiths.blogspot.com/2022/03/anqareeb-allah-tangi-ke-baad-aasaani.html https://www.facebook.com/IslamicAzkars *WhatsApp Groups* https://chat.whatsapp.com/DpeeMw8CPSY9nxIH9C6ZFk _*(ONLY FOR M...

Ek saal tak uski (Ghumshuda Cheez ki) shinakht (elaan) karwao phir us sey fayeda uthao

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Ek saal tak uski (Ghumshuda Cheez ki) shinakht (elaan) karwao phir us sey fayeda uthao .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Zaid bin Khalid Al-Juhani (radi Allahu anhu) se rivayat hai: Ek shakhs ne Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) se padi huyee gumshuda cheez (fallen lost thing) ke baare mein pucha. Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne jawab mein farmaya - *“ Uske bandhan aur thailee (container) ko pehchaan lo aur yaad rakho aur ek saal tak uski shinakht (elaan) karwao, phir us sey fayeda uthao aur agar uska maalik aa jaaye to usey de do ”.* [Sahih Bukhari, Ilm ka Bayan, 91] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत ज़ैद बिन खालिद अल-जुहनी (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है: एक शख़्स ने रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) से पड़ी हुई गुमशुदा चीज़ के बारे में पूछा। आप, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने जवाब में फरमाया - *“ उसके बंधन और थैली को पहचान लो और याद र...

Beshak, Namaz behayaee aur buri baat se rokti hai

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: *“ Beshak, Namaz behayaee aur buri baat se rokti hai .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran (Roman Urdu): *" Jo Kitaab tumhari taraf Wahee ki gayee hai usey padha karo aur Namaaz ke paband raho. Beshak, Namaz behayaee aur buri baat se rokti hai ".* [Al-Quran, Surah Ankabut (29), Aayat 45] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ अल क़ुरान (हिंदी): *" जो किताब तुम्हारी तरफ वही की गई है उसे पढ़ा करो और नमाज़ के पाबंद रहो l बेशक, नमाज़ बेहयाई और बुरी बात से रोकती है । "* [अल क़ुरान, सूरह अंकबूत (29), आयत 45] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: *“ Surely, prayer forbids indecency and evil .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: *" Recite what has been revealed to you of the Book, and keep up prayer. Surely, prayer forbids indecency and evil ".* [Al-Quran, Surah Ankabut (29), Aayat 45] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   القرآن: *" جو کتاب تمہاری طرف وحی کی گئی ہے اسے پڑھا  کرو اور نماز کے پابند رہو۔ بےشک، نماز بےحیائی اور بری بات سے روکتی ہے ۔...

Apne gharwalon par sawaab ki niyyat se kharch karna bhi Sadqa hai

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Apne gharwalon par sawaab ki niyyat se kharch karna bhi Sadqa hai .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Masood (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Jab aadmi sawaab ki niyyat se apne gharwalon par kharch kare to woh bhi uske liye sadqa hai ”.* [Sahih Bukhari, Iman ka Bayan, 55] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू मसूद (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ जब आदमी सवाब की नियत से अपने घरवालों पर खर्च करे तो वो भी उसके लिए सदक़ा है। ”* [सहीह बुख़ारी, ईमान का बयान, 55] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Spending money on your family, with the intention of having a reward from Allah, is a (kind of) alms-giving .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Narrated Abu Masood (may Allah be pleased with him) that the Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ peace be ...

Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ) Zuhar, Maghrib, Isha aur Jumay ki Farz namaz ke baad kitni rakaat padhte thay?

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ) Zuhar, Maghrib, Isha aur Jumay ki Farz namaz ke baad kitni rakaat padhte thay? ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abdullah bin Umar (radi Allahu anhu) ne bayan kiya - *“ Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) Zuhar se pehle 2 rakaat, iske baad 2 rakaat, aur Maghrib ke baad 2 rakaat apne ghar mein padhte, aur Isha ke baad 2 rakatein padhte, aur Jumay ke baad 2 rakaatein jab ghar waapas hote tab padha karte thay ”.* [Sahih Bukhari, 937] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अब्दुल्लाह बिन उमर (रदी अल्लाहू अन्हु) बयान करते हैं - *“ रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ज़ुहर से पहले 2 रकात, इसके बाद 2 रकात, और मग़रिब के बाद 2 रकात अपने घर में पढ़ते, और इशा के बाद 2 रकातें पढ़ते, और जुमे के बाद 2 रकातें जब घर वापस होते तब पढ़ा करते थे। ”* [सहीह बुख़ारी, 937] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ How many Rakaats (Units) Prophet Muhammad (ﷺ) used to pra...

Mareez ke liye Beemariyon se Shifa maangne ki dua

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *” Mareez ke liye Beemariyon se Shifa maangne ki dua .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Aisha (radi Allahu anha) se rivayat hai ki - *" Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) apne ghar ke kuch (beemar) logon par apna dahina haath pherte aur yeh farmate ".* ---- * اللَّهُمَّ رَبَّ النَّاسِ أَذْهِبِ الْبَاسَ، اشْفِهِ وَأَنْتَ الشَّافِي، لاَ شِفَاءَ إِلاَّ شِفَاؤُكَ، شِفَاءً لاَ يُغَادِرُ سَقَمًا *    --- * Allahumma rabban naas, ad'hibil basa, ashfihi wa anta shafee, la shifaa illa shifauuka, shifa'an la yugadiru saqama * --- * Eh Allah, logon ke Rab, Takleef ko door karne de, isko (mareez ko) shifa ata farma, Tu hi shifa dene wala hai, Tere siwa koi shifa dene wala nahi hai, aisee shifa ata farma ki beemari bilkul baqi na rahe .* [Sahih Bukhari, Jild 7, 5743] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत आयशा (रदी अल्लाहू अन्हा) से रिवायत है की - *" रसूल-अल्लाह, मुहम्मद...

Agar tum mein se koi mujhe salaam karta hai, toh main uske salaam ka jawaab deta hun

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Hadith: *" Agar tum mein se koi mujhe salaam karta hai, to main uske salaam ka jawaab deta hun ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu): ✦ Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Agar tum mein se koi mujhe salaam karta hai, toh Allah Subhanahu meri rooh ko waapas lauta deta hai aur main uske salaam ka jawaab deta hun ”.* [Sunan Abu Dawud, Jild 2, 273-Hasan; At-Tabrani, 3187-Sahih; Al Bayhaqi, 9519-Sahih; Masnad Ahmed, 10590-Hasan] ✦ Hazrat Abdullah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *" Beshaq, Allah ke farishte zameen mein ghumte rahte hain aur meri Ummat ka salaam mujh tak pahunchate hain ".* [Sunan Nasai, Jild 2, 1285-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अहादीस/हदीसें (हिंदी): ✦ हज़रत अबू हुरैरा (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अ...

Daily Calendar - Quran & Hadith - 16 March 2022

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Achchhi baaton ka hukm dene aur bure kaam se rokne ka sawaab sadqe ke baraabar hai”. * [Book of Tirmizi, 1956] https://youtu.be/cuG4kMXO4RU •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“ Jo shakhs mukammal taur par dunya ki taraf jhuk jaata hai, to Allah Ta'ala use dunya ke hawaale kar deta hai”. * [Book of Sho'bul Imaan, 1076] https://youtu.be/W5asZwSnQ0Q •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *" Apne kapdon ko paak rakho aur (har tarah ki) gandagi se door raho". *[Al-Quran, Chapter/Surah Muddassir, Verse/Ayat no.4-5] https://youtu.be/PWiRnCKaeuU •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *" Jab tumhein koi shakhs salaam kare toh tum us se bhi behtar tareeqe par salaam ka karo, ya (kam az kam) un hi alfaaz mein us k...