Phir Allah ne unke burey kaamon ki wajah se ye maza chakhaya ki un par bhookh aur khauff aa gaya...
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-Al-Quran: * “Phir Allah ne unke burey kaamon ki wajah se ye maza chakhaya ki un par bhookh aur khauff aa gaya...” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: * “Aur Allah ek aisee basti ki misaal bayan farmata hai jahan har tarah ka aman tha, uski rozi faragat ke saath har jagah se chali aati thi, magar unhone Allah ke ehsaano ki nashukri ki. Phir Allah ne unke burey kaamon ki wajah se, jo woh kiya kartey thay, ye maza chakhaya ki un par bhookh aur khauff aa gaya”. * [Al Quran, Surah An Nahl (16), 112] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ अल क़ुरआन (हिंदी): * "अल्लाह एक ऐसी बस्ती की मिसाल बयान फ़रमाता है जहाँ हर तरह का अमन चैन था, उसकी रोज़ी फ़राग़त के साथ हर जगह से चली आती थी, मगर उन्होंने अल्लाह के एहसानो की नाशुक्री की । फिर अल्लाह ने उनके बुरे कामों की वजह से, जो वो किया करते थे , ये मज़ा चखाया की उन पर भूख़ और खौफ आ गया ।" * [अल क़ुरआन, सूरह नहल (16), 112] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-Al-Quran: * “So Allah made it taste extreme of hunger (fami...