Daily Calendar - Quran & Hadith - 20 February 2022

*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Tum sab ke sab Allah Ta’ala se tauba kar ko, taake tum kaamyaab ho jaao".* [Quran, Chapter/Surah Noor: Verse/Ayat no. 31]
https://youtu.be/bVfet84nMKc
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Yaqeenan insaan maal ki muhabbat mein bada pakka hai".* [Quran, Chapter/Surah Adiyaat: Verse/Ayat no. 08]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
 ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ): *“Peene waali cheezon ko 3 saans mein peete the; is tarah peene se itminaan haasil hota hai, takleef aur beemari se hifaazat hoti hai aur woh cheez khoob hazam ho jati hai”.* [Book of Muslim, 5406]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Maa baap ki nafarmaani ke alaawa jis gunaah ki saza ko Allah chaahe toh qayaamat ke din tak moakhkhar (delay) kar deta hai, magar maa baap ki nafarmaani ki saza maut se pehle duniya hi mein chakha deta hai”.* [Book of Mustadrak, 7263]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: : *“(Na mahram ko dekhne waali) Har aankh zina kaar hai”.* [Book of Tirmizi, 2786]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
----- Please visit our NEW BlogSpot

*WhatsApp Groups*

*Telegram Channel:*

► *LIKE, FOLLOW & SHARE this Page:*


•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► *Subscribe to our YouTube channels:*

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•

Popular posts from this blog

Aakhri ashre mein Qayam Al Lail (Tahajjud) ki namaz

“Zakat-ul-Fitr Ghulam aur Azaad, Mard aur Aurat, Chotey aur Badey tamaam Musalmano par farz hai.”

Iss dua ko raat ko padhne ke baad agar maut bhi aajaye to Islam par hogi