Daily Calendar - Quran & Hadith - 19 February 2022
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Jis ne kisi insaan ki jaan bachaai, goya us ne tamaam insaanon ki jaan bachaayi".* [Quran, Chapter/Surah Maidah: Verse/Ayat no. 32]
https://youtu.be/nn8yPyXPQTk
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Badgumaani se bacho, beshak badgumaani nihaayat jhooti baat hai ”.* [Book of Bukhari, 5143]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Jadugar chaahe kahin chala jaaye, use kamyabi naseeb nahin hoti".* [Quran, Chapter/Surah Taha: Verse/Ayat no. 69]
► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ne Quran mein farmaya: *"Agar tum ne achay kaam kiye to khud apne hi faide ke liye, aur agar tum ne buraiyan ki to bhi apne hi liye, phir jab dusray waday ka waqt aaya (to hum ne dousray bandon ko bhaij diya takay) woh tumharay chehray bigaad den aur pehli dafaa ki tarha phir isi masjid mein ghis jayein, Aur jis jis cheez par qaboo payen tod-phod kar jad se ukhaad den".* [Quran, Chapter/Surah Isra: Verse/Ayat no. 07]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: : *“Jis shakhs ko yeh baat pasand ho ke Allah Ta’ala use qayaamat ke din ki pareshaaniyon se najaat de, to woh faqeer aur tangdast logon ko (qarz ki adaaigi mein) mohlat de ya maaf karde ”.* [Book of Muslim, 4083]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
----- Please visit our NEW BlogSpot
*WhatsApp Groups*
https://chat.whatsapp.com/DpeeMw8CPSY9nxIH9C6ZFk _*(ONLY FOR MALES)*_
https://chat.whatsapp.com/Jz8yourlsC18wSfsmY0hOE _*(ONLY FOR FEMALES)*_
*Telegram Channel:*
► *LIKE, FOLLOW & SHARE this Page:*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► *Subscribe to our YouTube channels:*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•




