Daily Calendar - Quran & Hadith - 30 March 2022

*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ne Quran mein farmaya: *"Allah ki rahmat se maayus na ho ".* [Quran, Yusuf; Verse/Ayat no.87]

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Sadqa wa khairaat se maal mein kuch bhi kami nahein hoti hai".* [Book of Muslim, 6592]

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Woh shakhs bada achchha insan hai jo apne ilm par amal kare aur apne zaaid maal ko (mohtajon par) kharch kare aur be faaida guftagu se ruka rahe".* [Book of Sho'abul Imaan, 3388]

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Tum mein sab se behtar woh hai jo Qur'aan seekhe aur sikhaaye".* [Book of Bukhari, 5027]

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Pahlwaan woh nahin hai jo saamne waale ko pachhad de, balke pahelwaan haqeeqat mein woh hai jo gusse ke waqt apne nafs (khud) par qaabu rakhe ".* [Book of Bukhari, 6114]
        

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
----- Please visit our NEW BlogSpot

*WhatsApp Groups*

*Telegram Channel:*

► *LIKE, FOLLOW & SHARE this Page:*


•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► *Subscribe to our YouTube channels:*

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•

Popular posts from this blog

Har namaz ke baad 33 martaba Subhanallah, Alhamdulillah aur Allahu Akbar kehne ka sawaab

Allah se Aulad maangne ki Dua

Short Dua #80