Daily Calendar - Quran & Hadith - 27 March 2022

*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
 ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Apne padosi ke saath achchha sulook karo, tum kaamil (poore) imaan waale ban jaoge".* [Book of Tirmizi, 2305]
https://youtu.be/HwoTu76JhbA
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne Aisi chhat par sone se mana farmaaya hai: *“jo (chaaron taraf se) ghiri huwi na ho".* [Book of Tirmizi, 2854]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Naahaq faisla karne waala qaazi (Judge) Jahannam mein jaayega".* [Book of Abu Daaood, 3573]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ne Quran mein farmaya: *"Aye humare parwardigaar! Agar hum se koi bhool chook ho jaaye, to humaari girift na farmaaiye".* [Quran, Chapter/Surah-E-Baqarah Verse/Ayat no.286]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
  ► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ne Quran mein farmaya: *"(Musalmaano!) Jab tum logon ke darmiyaan faisla karo to insaaf ke saath faisla karo".* [Quran, Chapter/Surah-E-Nisa; Verse/Ayat no.58]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
----- Please visit our NEW BlogSpot

*WhatsApp Groups*

*Telegram Channel:*

► *LIKE, FOLLOW & SHARE this Page:*


•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► *Subscribe to our YouTube channels:*

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•

Popular posts from this blog

Har namaz ke baad 33 martaba Subhanallah, Alhamdulillah aur Allahu Akbar kehne ka sawaab

Allah se Aulad maangne ki Dua

Short Dua #80