Posts

Showing posts from July, 2021

Qarz lene se bacho

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Qarz lene se bacho.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Aman ke baad apne nafso ko khauff mein mat daalo”. * Logon ne poocha - * “Ya Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam), Woh kaise?" * To aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Qarz lekar (yani qarz lene se bacho)”. * [Musnad Ahmed, 6019-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “अमन के बाद अपने नफ्सों को खौफ में मत डालो l" * लोगों ने पूछा - * “या रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम), वो कैसे?" * तो आप, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फ़रमाया - * “क़र्ज़ लेकर (यानि क़र्ज़ लेने से बचो) l" * [मसनद अहमद, 6019-सही] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * "Avoid taking a loan.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): The Messenger of Allah, Prophet Muhamma

Eh imaan waalon, Allah se daro jaisa ki Us se darne ka haq hai aur marna to musalman hi marna

Image
 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: *“ Eh imaan waalon, Allah se daro jaisa ki Us se darne ka haq hai aur marna to musalman hi marna .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran (Roman Urdu): *" Eh imaan waalon, Allah se daro jaisa ki Us se darne ka haq hai aur marna to musalman hi marna ".* [Al Quran, Surah Aal-e-Imran (3), Aayat 102] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ अल क़ुरान (हिंदी): *" एह ईमान वालों, अल्लाह से डरो जैसा की उस से डरने का हक़ है और मरना तो मुसलमान ही मरना ।"* [अल क़ुरान, सुरह आल-ए-इमरान (3), आयत 102] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: *“ O you who believe, fear Allah as He should be feared and do not die except as muslims (in submission to Him) .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: *" O you who believe, fear Allah as He should be feared and do not die except as muslims (in submission to Him) ".* [Al Quran, Surah Surah Aal-e-Imran (3), Verse 102] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• القرآن: * اے ایمان والوں، الله سے ڈرو جیسا کہ اس سے ڈرنے کا حق ہے اور مرنا تو مسلمان

Jab banda takabbur karta hai to uski hikmat mein kami ho jaati hai

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Jab banda takabbur karta hai to uski hikmat mein kami ho jaati hai ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abdullah bin Abbas (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Har shakhs ke sar (deemagh) mein hikmat (aqal) hoti hai jo ek farishte ke haath mein hoti hai, jab woh banda aajizi ikhtiyar karta hai to farishte se kaha jata hai ki uski hikmat ko badha do aur jab wo takabbur karta hai to farishte se kaha jata hai ki uski hikmat mein kami kar do ”.* [Al-Silsila As-Sahiha, 2133; At-Tabrani Al-Kabir, 12939-Hasan] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अब्दुल्लाह बिन अब्बास (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया – *“ हर शख्स के सिर (दिमाग़) में हिकमत (अक़्ल) होती है जो एक फरिश्ते के हाथ में होती है, जब वो बंदा आज़ीज़ी इखतियार करता है तो फरिश्ते से कहा जाता है की उसकी हिकमत को बढ़ा दो

Bure padosi, buri biwi aur bure bachchon se bachne ki dua

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *” Bure padosi, buri biwi aur bure bachchon se bachne ki dua .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki - *" Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) yeh dua farmaya karte they :* --- * اللَّهُمَّ إِنِّي أَعُوذُ بِكَ مِنْ جَارِ السُّوءِ، وَمِنْ زَوْجٍ تُشَيِّبُنِي قَبْلَ الْمَشِيبِ، وَمِنْ وَلَدٍ يَكُونُ عَلَيَّ رِبًا* --- * Allahumma innee a'oozubika min jaaris-sooi, wa min zawjin tushayyibuni qablal masheebi, wa min waladin yakoonu alayya Rabba .* --- * Ya Allah, mai Teri panaah maangta hun bure padosi se, aur aisee biwi se jo budhape se pehle mujhe budha kar de, aur aisee aulad se jo mere maalik ban jaye. "* [Al Silsila As-Sahiha, 2799; Dua At-Tabrani, 1243-Hasan] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैरा (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की - *" रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ये दुआ फरमाया करते थे

Mazdoor ko uski mazdoori, uska paseena sukhney se pahley de do

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Mazdoor ko uski mazdoori, uska paseena sukhney se pahley de do." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu): ❶ Hazrat Khaisama (radi Allahu anhu) ne kaha ki hum Hazrat Abdullah bin Umar (radi Allahu anhu) ke pass baithey thay. Unka daaroga aaya to unhoney (Abdullah bin Umar radi Allahu anhu ne) poocha ki - * “Kya tumney ghulamo ko kharch de diya”? * Usney kaha - * "Nahi”.* To is par Hazrat Abdullah bin Umar (radi Allahu anhu) ne farmaya - *“De do, kyunki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya, 'Aadmi ko itna hi gunaah kaaafi hai ki jisko kharch deta ho uska kharch rok rakhey'”. * [Sahih Muslim, Jild 3, 2312] ❷ Hazrat Abdullah bin Umar (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Mazdoor ko uski mazdoori, uska paseena sukhney se pahley de do”. * [Sunan Ibn Majah, Jild 2, 600] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अ

Aurat ke apne ghar mein namaz padhne ki Fazilat

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Aurat ke apne ghar mein namaz padhne ki Fazilat." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Humayd Al-Saaidi (radi Allahu anhu) ki biwi Umme Humayd (radi Allahu anha) Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ke paas aayi aur kaha - * "Ya Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam), beshak main aap ke saath namaz padhna pasand karti hoon". * Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Main jaanta hu ke tum mere saath namaz padhna pasand karti ho lekin tumhara (apni makhsus) jagah mein namaz padhna aam kamre mein namaz padhne se behtar hai, aur aam kamre mein namaz padhna ghar ke sehan mein namaz padhne se afzal hai, aur ghar ke sehan mein namaz mein namaz padhna apni qoum ki masjid mein namaz padhne se behtar hai, aur apni qoum ki masjid mein namaz padhna meri iss masjid (masjid e nabwi) mein namaz padhne se behtar hai". * Phir us aura

Beshak, Allah Subhanahu aur uske farishte Nabi ﷺ par durud bhejte hain. Eh imaan waalon, tum bhi un par durud aur salaam bheja karo

Image
 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: * Beshak, Allah Subhanahu aur uske farishte Nabi ﷺ par durud bhejte hain. Eh imaan waalon, tum bhi un par durud aur salaam bheja karo .* [Al Quran, Surah Al-Ahzab (33), Aayat 56] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- * اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّدٍ، وَعَلَى آلِ مُحَمَّدٍ، كَمَا صَلَّيْتَ عَلَى إِبْرَاهِيمَ وَعَلَى آلِ إِبْرَاهِيمَ، إِنَّكَ حَمِيدٌ مَجِيدٌ * * اللَّهُمَّ بَارِكْ عَلَى مُحَمَّدٍ، وَعَلَى آلِ مُحَمَّدٍ، كَمَا بَارَكْتَ عَلَى إِبْرَاهِيمَ وَعَلَى آلِ إِبْرَاهِيمَ، إِنَّكَ حَمِيدٌ مَجِيدٌ * --- * Allahumma salli ala muhammadin wa ala aali muhammadin kamaa sallaita ala ibrahima wa ala aali ibrahima innaka hamidum majeed .*  * Allahumma baarik ala muhammadin wa ala aali muhammadin kamaa baarakta ala ibrahima wa ala aali ibrahima innaka hamidum majeed .* _Aameen_  [Sahih Bukhari, Jild 4, 3369] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- * Ya Allah, rahmat naazil farma Muhammad ﷺ par aur Aal-e-Muhammad ﷺ par, jaise Tu ne rahmat naazil farmayee Ibrah

Daily Calendar Hadiths - 26 July

Image
                                                                 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*         •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Galti har insaan se hoti hai, lekin behtareen galti karne wala woh shakhs hai jo galti ke baad tauba karle”. * [Book of Ibne Maaja: 4251] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Jin cheezon se tum ilaaj karte ho, un mein sab se behtareen dawa pachhna lagwaana aur oode Hindi hai. (yeh ek qism ki khushbudaar lakdi hai) ”.* [Book of Musnade Ahmed: 12045] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ne Quran mein farmaya: * “To aap yateem par sakht na kijiye aur maangne waale ko mat jhidkaye". * (Quran: Chapter/ Surah-e- Zuha: Verse/Ayat no. 9,10) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Jis shakhs ne Allah ka ghar (Masjid) banaaya, toh us ke liye Allah usi jaisa ghar janna

Al Quran: Woh dil pasand aish mein hoga, buland jannat mein, jiske mewey jhukey honge.

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: * “Woh dil pasand aish mein hoga, buland jannat mein, jiske mewey jhukey honge.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran (Roman Urdu): * "Jisko uska aamaal naama uske dahine haath mein diya jayega, woh kahega mera aamaal naama padho. Beshak, mujhe maalum tha ki mai apna hisaab dekhunga, phir wo dil pasand aish mein hoga, buland jannat mein, jiske mewe jhukey honge, (unse kaha jayega) khao aur peeyo un kaamon ke badle mein jo tumne guzishta dino mein aage bheje they". * [Al Quran, Surah Al Haqqaa (69), Aayat 19-24] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ अल क़ुरान (हिंदी): * " जिसको उसका आमाल नामा उसके दाहिने हाथ में दिया जाएगा, वो कहेगा मेरा आमाल नामा पढ़ो l बेशक, मुझे मालूम था की मैं अपना हिसाब देखूँगा, फिर वो दिल पसंद ऐश में होगा, बुलंद जन्नत में, जिसके मेवे झुके होंगे, (उनसे कहा जायेगा) खाओ और पीयो उन कामो के बदले में जो तुमने गुज़िश्ता दिनों में आगे भेजे थे ।" * [अल क़ुरान, सुरह अल हक्का (69), आयत 19-24] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈

Namaz ke dauran oongh ya neend aaye to so jaye

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Namaz ke dauran oongh ya neend aaye to so jaye." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Hadiths (Roman Urdu): ❶ Hazrat Aisha (radi Allahu anha) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jab tum mein se kisi ko namaz ke dauran oongh ya neend aaye to woh so jaaye yaha tak ki uski neend poori ho jaaye kyunki agar woh unghte huye namaz padhega to shayad woh astigfar karne ki jagah khud ko baddua kar dega”. * [Sunan Abu Dawood, Jild 1, 1297-Sahih] ❷ Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jab tum mein se koi raat mein (Namaz ke liye) khada ho aur Quran uski zuban par ladkhadane lage aur woh na samajh paye ki kya keh raha hai to usko so jana chahiye”. * [Sunan Abu Dawood, Jild 1, 1298-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अहादीस / हदीसें (हिंदी): ❶ हज़रत आयशा (रदी अल्लाहू अन्हा) से रिवायत है की से रि

Daily Calendar Hadiths - 25 July

Image
                                                          *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*                                                                        •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Kisi shakhs ka samaan uthaane mein madad kar dena bhi sadqa hai”. * [Book of Bukhaari: 2989] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Bukhl aur imaan kabhi kisi bande ke dil mein ek saath jama nahein ho sakte”. * [Book of Nasai: 3110] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Woh shakhs Jannat mein daakhil nahin hoga jis ka padosi us ki takleefon se mahfooz na ho”. * [Book of Muslim: 181] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Jis shakhs ki koi beti ya behan ho aur woh us ko na toh zinda dafan kare aur na us ko zillat ke saath rakhe aur un ke saath waisa hi bartaao kare jais

Qabaron ko ibaadat ki jagah banana waale log, Allah ki baargaah mein Qayamat ke din Tamaam makhluq se burey hongey

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * "Qabaron ko ibaadat ki jagah banana waale log, Allah ki baargaah mein Qayamat ke din Tamaam makhluq se burey hongey." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu): ❶ Hazrat Umma Aayesha (radi Allahu anha) se rivayat hai ki Umma Habiba aur Umma Salma (radi Allahu anhuma) ne ek Kalisa (Church) ka zikr kiya jisey unhoney Habsha mein dekha tha usmein moortein (tasweerain) thi unhoney uska tazkara Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) se bhi kiya. To Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * "Agar koi naik shakhs mar jaata to woh log uski Qabr par masjid banatey aur usmein yahi tasweerain bana detey. Yeh log Allah ki baargaah mein Qayamat ke din Tamaam makhluq se burey hongey". * [Sahih Bukhari, Jild 1, 427] ❷ Hazrat Ayesha aur Hazrat Abdullah ibn Abbas (radi Allahu anhuma) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *

Yeh azkar padhne se gunaah aise khatam ho jaate hain jaise sukhe darakht se patte gir jaate hain

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Yeh azkar padhne se gunaah aise khatam ho jaate hain jaise sukhe darakht se patte gir jaate hain. "* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Hadith (Roman Urdu): Hazrat Anas bin Malik (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki - *“ Ek baar Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ek aise darakht ke paas se guzre jiske patte sookh chuke they, Aap Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne us par laathi maari to uske patte jhadne lage". * Phir Aap Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *"' Alhamdulillah wa SubhanAllah wa La ilaha illAllah wa Allahu Akbar', kehne se isee tarah gunaah jhad jaate hain jis tarah is darakht ke patte jhad gaye ”.* [Jami At-Tirmizi, Jild 2, 1456-Hasan] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►हदीस (हिंदी): हज़रत अनस बिन मलिक (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की  ने फरमाया - *“ एक बार रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) एक ऐसे दरख़्त के पास से गुज़रे जिसके पत्ते सुख चुके थे, आ

Daily Calendar Hadiths - 24 July

Image
                                                                                                     *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*                                 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ne Quran mein farmaya: * “Achchhe log woh hain, jo bade gunaaho aur be hayaai ki baaton se bachte hain". * (Quran: Chapter/ Surah-e- Najm: Verse/Ayat no. 32) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Haqeeqi sabr to woh hai, jo sadme aur museebat ki shuru ghadiyon mein kiya jaaye”. * [Book of Bukhaari: 1302] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Allah Ta'ala qayaamat ke din aise shakhs ko apne saaye mein jagah deinge, jis ko koi khoobsurat aurat haraamkaari ke liye bulaaye to woh sirf Allah kr dar se door rahe”. * [Book of Bukhaari: 6806] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Jis ne apne maal ki zaka