Posts

Showing posts from June, 2021

Daily Calendar Hadiths - 30 June

Image
                                                                                *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Agar koi gunaah ke kaam ki taraf bulaaye, tou us ki baat mat maano ”.  [Book of Saheeh Bukhaari  : 7257] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Qur'aan ki tilaawat kiya karo, is liye ke yeh qiyaamat ke din tilaawat karne waalon ke haq mein sifaarish karega ”.   [Book of Saheeh Muslim  : 1874]  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Tum mein sab se achchhe log woh hain jo qarz mi adaaigi ke muaamle mein achchhe hon”.   [Book of Muslim  : 4195]  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Allah Ta'ala raat ko apna haath phailaata hai, taake din ke gunehgaar tauba kar lein, aur din ko haath philaata hai taake raat ke gunehg

Afzal Amal - Best deeds

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *" Afzal Amal ."* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) se sawaal kiya gaya - *" Konsa amal afzal hai?"* Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“Tum apne momin bhai ko khushi pahunchao ya uska qarz ada karo ya usey khana khilao ".* [As-Silsila As-Sahiha, 3651] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) से सवाल किया - *" कौनसा अमल अफजल है?"* आप, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“तुम अपने मोमिन भाई को खुशी पहुंचाओ या उसका कर्ज अदा करो या उसे खाना खिलाओ l"* [अस-सिलसिला अस-सहीहा, 3651] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *" Best deeds "* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): The Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) was asked - *" Which is the best deed?"* He, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam)

Astaghfar ki fazilat

Image
 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Astaghfar ki fazilat .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *" Us zaat ki qasam jiske haath mein meri jaan hai, agar tum itni khatayein karo ke zameen aur aasmaan ka khala (gap) bhar jaye, phir tum Allah Subhanahu se 'Astaghfar' karo to Wo tumhein bakhsh dega ".* [As Silsila As Sahiha, 3702-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फ़रमाया - *“ उस जात की कसम जिसके हाथ में मेरी जान है, अगर तुम इतनी खताऐं करो के जमीन और आसमान का खला (बीच की जगह) भर जाए, फिर तुम अल्लाह सुबहानहू से 'असतगफ़ार' करो तो वो तुमहें बख्श देगा l"* [सिलसिला अस सहिहा, 3702-सही] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Importance of 'Astaghfar' .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): The Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ peace be upon him) said - *" By Him in whose hand my

Daily Calendar Hadiths - 29 June

Image
                                                                                 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*                               •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Apne ghar waalon par kharch karna bhi sawaab ka kaam hai”. * [Book of Bukhaari : 4006] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Jo shakhs Allah aur aakhirat ke din par imaan rakhta ho, to use chaahiye ke apne padosi ka ikraam karein”. * [Book of Saheeh Bukhaari : 6019] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: * “Aye Imaan waalo! Allah aur Rasool se be-wafaayi mat karo aur jaante boojhte apni amaanaton mein khayaanat mat karo". * (Quran: Chapter/ Surah-Anfal: Verse/Ayat no. 27) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Har ummat ke liye ek fitna (aazmaish) hota hai aur meri ummat ka fitna (aazmaaish) maal hai

Jis ko narmi de di gayi, usey duniya aur aakhirat ki bhalaaye de di gayi

Image
 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Jis ko narmi de di gayi, usey duniya aur aakhirat ki bhalaaye de di gayi .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Aayesha (radi Allahu anha) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *" Jis ko narmi de di gayi, usey duniya aur aakhirat ki bhalaye de di gayee, sila rahmi, achche akhlaaq aur achcha padosi banna gharon ko aabad karta hai aur umro mein ezafa karta hai ".* [Al-Silsila As-Sahiha, 97] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत आएशा (रदी अल्लाहू अन्हा) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फ़रमाया - *“ जिस को नर्मी दे दी गयी, उसे दुनिया और आख़िरत की भलाई दे दी गयी, सिला रहमी, अच्छे अख़लाक़ और अच्छा पड़ोसी बनना घरों को आबाद करता है और उम्र में इज़ाफ़ा करता है l"* [अल-सिलसिला अस-सहिहा, 97] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Whoever has been given gentleness, he has been given good in this world or hereafter .

Qabro par baithna aur imaarat banane per rok

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *“ Qabro par baithna aur imaarat banane per rok .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu):  ❶ Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Agar koi ek angaare par baithe aur uske kapde jal jaayein aur uski khaal tak pahunche ye behatar hai us se ki wo Qabr par baithe ”.* [Sahih Muslim, Jild 2, 2248] ❷ Hazrat Jabir (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki *“ Rasool-Allah Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne Qabro ko pukhta karne, aur us par baithne aur us par imaarat (building) banane se mana farmaya hai” .* [Sahih Muslim, Jild 2, 2245] ❸ Hazrat Abu Marthad Al-Ghanawi (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Qabro par naa baitho aur naa unki taraf namaz padho ”.* [Sahih Muslim, Jild 2, 2251] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अहादीस / हदीसें (हिंदी): ❶ हज़रत अबू हुरैराह (रदी अल्लाहू अ

Daily Calendar Hadiths - 28 June

Image
                                                                                  *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*                         •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Zaroorat mand logon ki sifarish kar diya karo, is mein tumhain badla milega”. * [Book of Bukhaari : 6028] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Allah Ta'ala ne tumhaari shifa haraam cheez mein rakhi hi nahein hai”. * [Book of Saheeh Ibne Hibbaan : 1391] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Jab tum log khaane ke liye baithho, to Chappal utaar liya karo, kyun ke yeh cheez tumhaare pairon ke liye raahat ka sabab hai”. * [Book of Kanzul Ummaal : 40726] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Beemaariyon mein maut ke siwa aisi koi bimaari nahi, jis ke liye kalonji mein shifa (cure) na ho”.

Dua e Noor - Dil mein aur badan mein Noor hasil karne ki dua

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ * Dua e Noor: Dil mein aur badan mein noor haasil karne ki dua * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- * ‎اللَّهُمَّ اجْعَلْ فِي قَلْبِي نُورًا وَفِي بَصَرِي نُورًا، وَفِي سَمْعِي نُورًا وَعَنْ يَمِينِي نُورًا، وَعَنْ يَسَارِي نُورًا وَفَوْقِي نُورًا، وَتَحْتِي نُورًا وَأَمَامِي نُورًا، وَخَلْفِي نُورًا وَاجْعَلْ لِي نُورًا *  --- * Allahummaj'al fi qalbi noora, wa fi basari noora, wa fi sam'ii noora, wa an yamini noora, wa an yasaari noora, wa fawqi noora, wa tahti noora, wa amaami noora, wa khalfi noora, waj'al li noora .* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• --- * Eh Allah, mere dil mein noor paida kar, meri nazar mein noor paida kar, mere kaan mein noor paida kar, mere daayne taraf (right side) noor paida kar, meri baayne taraf (left side) noor paida kar, mere upar noor paida kar, mere neeche noor paida kar, mere aage noor paida kar, mere peeche noor paida kar, aur mujhe noor ata farma *. [Sahih Bukhari, Jild 7, 6316] --- * एह अल्लाह, मेरे दिल में नूर

Mardo ko sona (gold) pahanna mana hai - Men are prohibited to wear gold

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadiths: *“ Mardo ko sona (gold) pahanna mana hai. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadiths (Roman Urdu): ❶ Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki *“ Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam)ne mujhko (mardo ko) sone ki anguthi pahanne se mana farmaya ”.* [Sunan Nasaii, Jild 3, 1487-Sahih] ❷ Hazrat Abu Saeed Khudri (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki mulk-e-Najran ka ek shakhs Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ki khidmat mein hazir hua wo sone ki anguthi pahne huye tha. Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne us se apna rukh pher liya aur farma diya - *“ Tum mere paas aag ka shola lekar aaye ho ”.* [Sunan Nasaii, Jild 3, 1489-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अहादीस / हदीसें (हिंदी): ❶ हज़रत अबू हुरैरा (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की *“ रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने मुझको (मर्दो को) सोने की अंगूठी पहनने से मना फरमाया है l”* [सुनन नसाई, जिल्द 3, 1487-सही] ❷ हज़

Daily Calendar Hadiths - 27 June

Image
                                                                                *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*                          •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Jab tum mein se koi so kar uthe, to bartan mein haath daalne se pehle haathon ko dhole”. * [Book of Bukhaari : 162] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► * "Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne sharaab bechne waale par laanat farmaayi hai”. * [Book of Jamaiat-Trimizi- : 1295] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Agar koi tumhaare saath bhalaai ka muaamla kare, to tum us ko us ka badla do”. * [Book of Nasai : 2568] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Gaali-galoch karne waale dono shaitaan hain, woh ek doosre par ilzaam lagaate aur jhooth bolte hain”. * [Book of Musnad-e-Ahmed : 17483] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muham

Momeen aur Kaafir ki nekiyon ka badla/aja

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: *" Momeen aur Kaafir ki nekiyon ka badla/ajar. "* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Allah Subhanahu momin ki neki ke baare mein zulm nahi karta, duniya mein bhi iske badle usey rizq pahunchaya jaata hai aur aakhirat mein bhi iska badla diya jaayega jabki kaafir ko uski nekiyo ke badle duniya mein hi badla de diya jaata hai, jab wo Allah Subhanahu se mulaqat karega to uski aisi koi neki nahi hogi jiske badle usey ajar diya jaaye". * [Al-Silsila As-Sahiha, 3647] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ अल्लाह सुबहानहू मोमिन की नेकी के बारे मे ज़ुल्म नही करता,  दुनिया मे भी इसके बदले उसे रिज़्क़ पहुंचाया जाता है और आखिरत मे भी उसका बदला दिया जाएगा जबकि काफिर को उसकी नेकियों के बदले दुनिया मे ही बदला दे दिया जाता है, जब वो अल्लाह सुबहानहू से मुलाक़ात करेगा तो उसकी ऐसी कोई ने

Ek baar 'SubhanAllah' kahne ki fazeelat

Image
 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Ek baar 'SubhanAllah' kahne ki fazeelat .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *" Jo bhi (ek baar) 'SubhanAllah' kahega, uske liye 20 nekiya likhi jaayengi aur 20 gunaah mita diye jaayenge ".* [Masnad Ahmed, 5450-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फ़रमाया - *“ जो भी (एक बार) 'सुबहानअल्लाह' कहेगा, उसके लिए 20 नेकियाँ लिखी जाएगी और 20 गुनाह मिटा दिए जाएँगे l"* [मसनद अहमद, 5450-सही] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Importance of reciting 'SubhanAllah' .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): The Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ peace be upon him) said - *" Whoever says 'SubhanAllah', twenty good deeds will be recorded for him and twenty sins will be removed from him ".* [Masnad Ahmed, 5450-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦•

Daily Calendar Hadiths - 26 June

Image
                                                                                *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*                      •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Hadiya de kar waapas lene wala us kutte ki tarah hai jo qai (vomit) karke chaat leta hai”. * [Book of Bukhari: 6975] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Badtareen ghar woh hai, jis mein koi yateem ho aur us ke saath bura sulook kiya jaaye”.* [Book of Ibne Maaja : 3679]   •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: * “Apne fursat ke waqt ki qadr karo, mashgooli aane se pehle”. * [Book of Mustadrak : 7846] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: * “Naap tol poora poora kiya karo aur logon ko un ki cheezein kam kar ke na diya karo aur zameen mein us ki islaah ke baad fasaad mat phailaate phiro". * (Quran: Chapter/ Surah-

Imaan waalon ke liye magfirat maangne ki fazilat

Image
 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: *“ Imaan waalon ke liye magfirat maangne ki fazilat .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• Dua:  * رَبَّنَا اغْفِرْ لِي وَلِوَالِدَيَّ وَلِلْمُؤْمِنِينَ يَوْمَ يَقُومُ الْحِسَابُ * --- * Rabbanaghfir lee waliwaalidaiya walilmu'mineena yawma yaqoomul hisaab .*  [Al Quran, Chapter/Surah Ibrahim (14), Verse/Ayat 41] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu):  Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Jo kisi Momeen mard aur aurat ke liye Allah Subhanahu se maghfirat maangega to uske liye, har Momeen mard aur aurat ke badle ek neiki likhi jaegi ”.* [At-Tabaraani-2118; Musnad Al-Shamiiyin-Hasan] _ Note: Iss Hadith ka mafhum ye hai ki jitne momeeno ke liye maghfirat ki dua maangi jayegi utni hi nekiyan milengi in sha Allah _ •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - *“ जो किसी मोमीन मर्द और औरत के लिए अल्लाह सुबहानहु से मगफिरत मांगेगा उसके लिए हर मोमीन मर्द

Tamaam insaano ko Qatl karna ya Bachana

Image
 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Quran: *“ Tamaam insaano ko Qatl karna ya Bachana .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: *“J isne kisi insaan ko khoon ke badle, ya zameen mein fasaad failane ke siwa kisi aur wajah se qatl kiya, to usne tamam insaano ko qatl kar diya, aur jisne kisi ko zindagi bakshi, usney jaise tamam insaano ko zindagi bakshi. Aur Hamare Rasool unke paas khule hukm la chuke hain phir bhi unmein se kuch log zameen mein zyadatiyan karne wale hain ”.* [Al Quran, Surah Al-Maeda (5), Aayat 32] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ अल क़ुरान: *“ जिसने किसी इंसान को खून के बदले, या ज़मीन में फ़साद फ़ैलाने के सिवा किसी और वजह से क़त्ल किया, तो उसने तमाम इंसानो को क़त्ल कर दिया और, जिसने किसी को ज़िंदगी बख्शी, उसने जैसे तमाम इंसानो को ज़िंदगी बख्शी l और हमारे रसूल उनके पास खुले हुक्म ला चुके हैं फिर भी उनमें से कुछ लोग ज़मीन में ज़्यादतीयाँ करने वाले हैं l”* [अल क़ुरान, सुरह अल-मायदा (5), आयत 32] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Quran: *“ Killing or Saving all mankind .”