Daily Calendar Hadiths - 29 June

                                                                   *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*

                        •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Apne ghar waalon par kharch karna bhi sawaab ka kaam hai”.* [Book of Bukhaari : 4006]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Jo shakhs Allah aur aakhirat ke din par imaan rakhta ho, to use chaahiye ke apne padosi ka ikraam karein”.* [Book of Saheeh Bukhaari : 6019]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *“Aye Imaan waalo! Allah aur Rasool se be-wafaayi mat karo aur jaante boojhte apni amaanaton mein khayaanat mat karo".* (Quran: Chapter/ Surah-Anfal: Verse/Ayat no. 27)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Har ummat ke liye ek fitna (aazmaish) hota hai aur meri ummat ka fitna (aazmaaish) maal hai”.* [Book of Tirmizi Hibbaan : 2336]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *“Rahman (Allah) ka bande woh hain jo zameen par aajizi se chalta hai".* (Quran: Chapter/ Surah-Furqaan: Verse/Ayat no. 63)
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
*WhatsApp groups*
https://chat.whatsapp.com/DpeeMw8CPSY9nxIH9C6ZFk _*(ONLY FOR MALES)*_
https://chat.whatsapp.com/Jz8yourlsC18wSfsmY0hOE _*(ONLY FOR FEMALES)*_

--- *Image Credit: _Deeniyat(dot)com_*

► *LIKE & SHARE this Page:* FB.com/Quran.Arabic.Urdu1/
► *LIKE & SHARE this Page:* FB.com/DailyQVH/
► *LIKE & SHARE this Page:* FB.com/DailyQVH/

Popular posts from this blog

Har namaz ke baad 33 martaba Subhanallah, Alhamdulillah aur Allahu Akbar kehne ka sawaab

Allah se Aulad maangne ki Dua

Short Dua #80