Daily Calendar Hadiths - 30 June

                                                                  *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Agar koi gunaah ke kaam ki taraf bulaaye, tou us ki baat mat maano ”.  [Book of Saheeh Bukhaari  : 7257]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Qur'aan ki tilaawat kiya karo, is liye ke yeh qiyaamat ke din tilaawat karne waalon ke haq mein sifaarish karega ”.  [Book of Saheeh Muslim  : 1874] 
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Tum mein sab se achchhe log woh hain jo qarz mi adaaigi ke muaamle mein achchhe hon”.  [Book of Muslim  : 4195] 
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Allah Ta'ala raat ko apna haath phailaata hai, taake din ke gunehgaar tauba kar lein, aur din ko haath philaata hai taake raat ke gunehgaar tauba kar lein”.  [Book of Muslim  : 2759] 
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: “Jo shakhs sood ke zariye apna maal badhaata hai, to us ka anjaam gurbat hai”.  [Book of Sunan ibn e Maaja  : 2279] 
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
*WhatsApp groups*
https://chat.whatsapp.com/DpeeMw8CPSY9nxIH9C6ZFk _*(ONLY FOR MALES)*_
https://chat.whatsapp.com/Jz8yourlsC18wSfsmY0hOE _*(ONLY FOR FEMALES)*_

--- *Image Credit: _Deeniyat(dot)com_*

► *LIKE & SHARE this Page:* FB.com/Quran.Arabic.Urdu1/
► *LIKE & SHARE this Page:* FB.com/DailyQVH/
► *LIKE & SHARE this Page:* FB.com/DailyQVH/

Popular posts from this blog

Har namaz ke baad 33 martaba Subhanallah, Alhamdulillah aur Allahu Akbar kehne ka sawaab

Allah se Aulad maangne ki Dua

Short Dua #80