Asar ki Namaz - Asr Prayer

* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Asar ki namaz”. * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Basra Gaffari (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne humare saath Asar ki namaz padhi ‘Mukhammas’ mein (ek jagah ka naam) aur farmaya - * “Yeh namaz tumse aglon (pehle ki ummaton) ke saamne paish ki gayee aur unhone usey zaaya (barbaad) kiya. Phir jo iss ki hifazat kare, usey dugna sawab hoga aur uske baad koi Namaz nahin, jab tak ke ‘Shahid’ na nikle”. Aur, Shahid se muraad Sitara hai. * [Sahih Muslim, Jild 2, 1927] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू बसरा गफ़्फ़ारी (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने हमारे साथ असर की नमाज़ पढ़ी ‘मुखम्मस’ में (एक जगह का नाम) और फरमाया - * “यह नमाज़ तुमसे अगलों (पहले की उम्मतों) के सामने पेश की गयी और उन्होंने उसे ज़ाया (बर्बाद) किया। फिर जो इस की हिफाज़त करे, उसे दुगना सवाब होगा और उसके बाद कोई न...