Daily Calendar Hadiths - 26 November 2022

*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ): *“Apne bhai se muskura kar milne ka sawaab sadqe ke baraabar hai".* [Book of Tirmizi, 1956]

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Jo banda (kisi ko) maaf kar deta hai, Allah us ke badle mein us ki izzat badha deta hai".* [Book of Muslim, 6757]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
 Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Tum gawaahi ko mat chhupaao aur jo shakhs gawaahi ko chhupaaye bila shubah us ka dil gunehgaar hoga aur jo amal bhi tum karte ho Allah Ta'ala use khoob jaanta hai".* [Quran, Chapter/Surah Baqarah: Verse/Ayat no. 283]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Jis ne pahaad se gir kar khudkushi ki woh jahannam mein hamesha hamesha girta rahega”.* [Book of Bukhari, 5778]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ne Quran mein farmaya: *"Agar tum neki karoge to apne hi (faaide ke) liye karoge”.* [Quran, Chapter/Surah-e-Bani Israaeel: Ayat no.7]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
-----Please visit our NEW BlogSpot 

*WhatsApp Groups*

*BlogSpot:*

*Telegram:*


► *LIKE, FOLLOW & SHARE this Page:*


•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► *Subscribe to our Youtube channels:*

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•

Popular posts from this blog

Aakhri ashre mein Qayam Al Lail (Tahajjud) ki namaz

“Zakat-ul-Fitr Ghulam aur Azaad, Mard aur Aurat, Chotey aur Badey tamaam Musalmano par farz hai.”

Iss dua ko raat ko padhne ke baad agar maut bhi aajaye to Islam par hogi