Daily Calendar Hadiths - 25 September 2022
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ney farmaya: *“Logon ke raaste aur saayadar jagah mein paakhaana peshaab aur gandagi na karo ".* [Book of Muslim, 618]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ney farmaya: *“Shak wa shuba waali cheez ko chhod kar gair shak wa shuba wali cheez ko ikhtiyaar karo, is liye ke sachchaai mein itminaan hai aur jhoot mein shak wa shuba hai".* [Book of Tirmizi, 2518]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ney farmaya: *“3 cheezein aadmi ko halaak karne waali hain: (1) Nafs ki kheaahishaat par chalna, (2) Lalach wa kanjoosi ko aadat bana lena, (3) Aadmi ka khud ko behtar samajhna, aur yeh aadat in teenon mein bad tareen aadat hai".* [Book of Sho'abul Imaan, 7252]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► *"Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ne aise logon ki da'awat khaane se mana farmaaya hai jo apni shaan oonchi dikhaane ke liye khilaate hain ".* [Book of Abu Dawood, 3754]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
----- Please visit our NEW BlogSpot
*WhatsApp Groups*
https://chat.whatsapp.com/DpeeMw8CPSY9nxIH9C6ZFk _*(ONLY FOR MALES)*_
https://chat.whatsapp.com/Jz8yourlsC18wSfsmY0hOE _*(ONLY FOR FEMALES)*_
*Telegram Channel:*
► *LIKE, FOLLOW & SHARE this Page:*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► *Subscribe to our YouTube channels:*
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•