Daily Calendar Hadiths - 30 August 2022

 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•

► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *“Tum log aapas mein ek dosre ki amaanat mein khayanat na kiya karo”.* [Al-Quran, Surah-e-Anfaal, Ayat/Verse No. 27]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ney farmaya: *“Jo aurtein apna nikah gawaah ke bagair (chori chhupe) kar lein woh haraam kaam karne waali hain".* [Book of Tirmizi, 1103]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
 Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ne teen martaba Allah ki qasam kha kar farmaaya: *"Logon ko Deen sikhaao aur aasaaniyaan paida karo, dushwaariyaan paida na karo".* [Book of Musnad-e-Ahmed, 2136]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ney farmaya: *“Jo chaandi ke bartan mein paani wagaira peete hain, woh apne pet mein jahannam ki aag bhar rahe hain".* [Book of Bukhari, 5634]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ney farmaya: *“Logon ko Deen sikhaao aur aasaaniyaan paida karo, dushwaariyaan paida na karo".* [Book of Musnad-e-Ahmed, 2136]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•

Popular posts from this blog

Har namaz ke baad 33 martaba Subhanallah, Alhamdulillah aur Allahu Akbar kehne ka sawaab

Allah se Aulad maangne ki Dua

Short Dua #80