Daily Calendar Hadiths - 22 June 2022

*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne: *“Hum logon ko mazloom (jis par zulm ho raha ho) ki madad karne ka hukm diya hai”.* [Book of Bukhari, 2443] 
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Jab qaum zakaat dena band kar deti hai, to Allah Ta'ala un se baarish rok deta hai”.* [Book of Mustadrak, 2577]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Qayaamat ke din Allah ke nazdeek sab se bada gunaah paak daaman aurat par tohmat lagaana hai”.* [Book of Mustadrak, 1447]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *“Allah Ta'ala farmaata hai; Main dua maangne waale ki dua qabool karta hoon, jab woh mujh se dua maange".* [Quran, Chapter/ Surah -Al- Baqarah: Verse/Ayat no.186]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *“Agar faisla karo to logon ke darmiyaan insaaf ke saath faisla karo; yaqeenan Allah Ta'ala insaaf karne waalon se muhabbat karte hain".* ([Quran, Chapter/Surah Maaidah: Verse/Ayat no. 42]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 

Popular posts from this blog

Aakhri ashre mein Qayam Al Lail (Tahajjud) ki namaz

“Zakat-ul-Fitr Ghulam aur Azaad, Mard aur Aurat, Chotey aur Badey tamaam Musalmano par farz hai.”

Iss dua ko raat ko padhne ke baad agar maut bhi aajaye to Islam par hogi