Daily Calendar Hadiths - 23 May 2022

*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *“Agar nashukri karoge, to (samajh lo ke) Mera (Allah ka) azaab bada sakht hai".* [Quran, Chapter/Surah-e-Ibraahim: Verse/Ayat no. 07]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Mard par sab se ziyaada haq us ki maan (mother) ka hai”.*  [Book of Sunana Kubra, nasal, 9148]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne: *“Aurton jaisi shakl wa soorat aur libaas ikhtiyaar karne waale mardon par laanat farmaayi hai ”.* [Book of Bukhari, 5885]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) : *“ghar ke kaam mein haath Bata diya karte aur jab namaaz ka waqt ho jaata, toh namaaz ke liye chale jaate ”.*  [Book of Bukhari, 676]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Jab aadmi hamesha sach bolta hai aur sach bolna us ki aadat ban jaati Hai aur Allah ke nazdeek Siddique (Sachcha) likh diya jaata hai”.*  [Book of Muslim, 6805]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 

Popular posts from this blog

Aakhri ashre mein Qayam Al Lail (Tahajjud) ki namaz

“Zakat-ul-Fitr Ghulam aur Azaad, Mard aur Aurat, Chotey aur Badey tamaam Musalmano par farz hai.”

Iss dua ko raat ko padhne ke baad agar maut bhi aajaye to Islam par hogi