Daily Calendar Hadiths - 20 May 2022

*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Jasooson ki tarah kisi ke aib maalum karne ki koshish na karo ”.* [Book of Bukhari, 6064]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Jo shakhs tumhaare saath Khayaanat (dhoke ka muaamla) kare, to tum us ke saath Khayaanat na karo ”.* [Book of Abu Daaood, 3535]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Allah ko raazi karne ke liye takleef dene waali cheez ko raaste se hata dena aadmi ko Jannat mein le jayega ”.* [Book of Kanzul Ummal, 16402]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *“Jab koi baat kaho toh insaaf se kaam lo, chaahe muaamla apne qareebi rishtedaar hi ka ho".* [Quran, Chapter/Surah-e-An'aam: Verse/Ayat no. 152]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Jo shakhs shohrat ke liye koi kaam karega, to Allah Ta'ala us ke (aib ko) mash'hoor kar dega ”.* [Book of Bukhari, 7152]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 

Popular posts from this blog

Aakhri ashre mein Qayam Al Lail (Tahajjud) ki namaz

“Zakat-ul-Fitr Ghulam aur Azaad, Mard aur Aurat, Chotey aur Badey tamaam Musalmano par farz hai.”

Iss dua ko raat ko padhne ke baad agar maut bhi aajaye to Islam par hogi