Daily Calendar Hadiths - 30 April 2022

 *Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Murde par rona chillana jaahiliyat ke kaamon mein se hai”.* [Book of Ibn-e-Maaja, 1582]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ne Quran mein farmaya: *"Tum na to kamzor pado, na dukhi ho".* [Quran, Surah-aal-e-Imran; Verse/Ayat-139]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Qarz ki addaigi par qudrat ke baawajood taal matol karna zulm hai”.* [Book of Bukhari, 2400]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Apne beemaron ko zabardasti khilane pilane ki koshish na karo, kyun ke Allah Ta’ala unhein khilata aur pilata hai”.* [Book of Tirmizi, 2040]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Allah Ta’ala ne 3 aadmiyon par Jannat haraam kardi hai: (1) Sharaab peene waala, (2) Maan baap ka naafarmaan, (3) Dayyus jo apni biwi ki braai par raazi ho”.*  [Book of Musnade Ahmed, 5372]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 

Popular posts from this blog

Har namaz ke baad 33 martaba Subhanallah, Alhamdulillah aur Allahu Akbar kehne ka sawaab

Allah se Aulad maangne ki Dua

Short Dua #80