Daily Calendar Hadiths - 27 April 2022

*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•

 Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ne Quran mein farmaya: *"Aye Insaano aur Jinnato! Tum apne Rab ki kin kin ne’maton ko jhutlaaoge?".* [Quran, Surah-e-Rehman; Verse/Ayat-34]

https://youtu.be/xbjZcQDIhNA

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Jab tum apne padosiyon ko yeh kehte huwe suno ke tum ne bura kiya to yaqeenan tum ne bura kiya”.* [Book of Moajama Ausat, 2982]

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Jab tum mein se kisi ko gussa aaye to use chaahiye ke khaamoshi ikhtiyaar kare.”* [Book of Musnade Ahmed, 2136]

 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 

► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Woh shakhs (kaamil) Imaan waala hai, jo pet bhar kar khaaye aur us ka padosi bhooka rahe”.* [Book of Sho’abul Imaan, 5660]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
 Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ne Quran mein farmaya: *"Agar faisla karo to logon ke darmiyaan insaaf ke saath faisla karo, yaqeenan Allah Ta’ala insaaf karne waalon se muhabbat karte hain".* [Quran, Surah-e-Maaidah; Verse/Ayat-42]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•     

Popular posts from this blog

Har namaz ke baad 33 martaba Subhanallah, Alhamdulillah aur Allahu Akbar kehne ka sawaab

Allah se Aulad maangne ki Dua

Kisi se khauff ya khatre ke waqt padhne ki dua