Daily Calendar - Quran & Hadith - 28 February 2022

*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Sab se achcha aadmi woh hai jise gussa der se aaye aur jaldi chala jaaye”.* [Book of Tirmizi, 2191]
https://youtu.be/j75RAXix6gc
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Padho, apne parwardigar ka naam le kar jisne sab kuchh paida kiya".* [Quran, Chapter/Surah -Al-Alaq: Verse/Ayat no. 01]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Dozakh waale aur jannat waale baraabar nahin ho sakte, jannat waale hi kaamyaab hai".* [Quran, Chapter/Surah Hashr: Verse/Ayat no. 20]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Apne parwardigaar ke naam ki tasbeeh karo, jis ki shaan sab se oonchi hai, jis ne sab kuch paida kiya aur theek theek banaya".* [Quran, Chapter/Surah -Al-Aala: Verse/Ayat no. 1-2]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Tum mein sab se behtar woh shakhs hai jo (mohtaajon ko) khaana khilaaye”.* [Book of Musnade Ahmed, 23929]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
----- Please visit our NEW BlogSpot

*WhatsApp Groups*

*Telegram Channel:*

► *LIKE, FOLLOW & SHARE this Page:*


•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► *Subscribe to our YouTube channels:*

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•

Popular posts from this blog

Har namaz ke baad 33 martaba Subhanallah, Alhamdulillah aur Allahu Akbar kehne ka sawaab

Allah se Aulad maangne ki Dua

Short Dua #80