Daily Calendar - Quran & Hadith - 26 February 2022

*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Gunaah se tauba karne waala, gunaah na karne waale ki tarah hai”.* [Book of Ibn-e-Maaja, 4250]
https://youtu.be/eAScWKRWMN8
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Aadmi ki khud ko behtar samjhne ki aadat; sab se ziyaada halaak karne waali hai”.* [Book of Sho’abul Imaan, 7252]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Aur ek dusray ka maal na-haq na khao aur na is ko ( rishwat ) hakimon ke paas pahuchao takay logon ke maal ka kuch hissa najaaiz taur par khajao aur ( usay ) tum jantay bhi ho".* [Quran, Chapter/Surah -Al-Baqarah: Verse/Ayat no. 188]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaaya: *“Aamaal ka daaromadaar niyyaton par hai”.* [Book of Bukhari, 1]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
► Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: : *"Zameen mein fasaad machaane ki koshish na karo, yaqeen jaano Allah fasaad machaane waalon ko pasand nahin karta".* [Quran, Chapter/Surah -Qasas: Verse/Ayat no. 77]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
----- Please visit our NEW BlogSpot

*WhatsApp Groups*

*Telegram Channel:*

► *LIKE, FOLLOW & SHARE this Page:*


•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► *Subscribe to our YouTube channels:*

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•

Popular posts from this blog

Har namaz ke baad 33 martaba Subhanallah, Alhamdulillah aur Allahu Akbar kehne ka sawaab

Allah se Aulad maangne ki Dua

Short Dua #80