Daily Calendar - Quran & Hadith - 29 January 2022

*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*
 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ney farmaya: *“Tum mein behtareen log woh hain, jo apni biwiyon ke saath achchha sulook karte hain”.* [Book of Tirmizi, 1162]
https://youtu.be/ThVKjWpGLBI
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
Allah key aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ney farmaya: *“Sharm wa haya bhalaai laati hai”.* [Book of Bukhari, 6117]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ko: *“Jab chheenk aati, to haath ya kapde se chehra-e-anwar ko dhaank lete aur aawaaz ko past (dheemi) karte the”.* [Book of Tirmizi, 2745]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
►Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ney Quran mein farmaya: *"Woh shakhs kaamiyaab huwa jis ne nafs ko paak wa saaf kar liya”.* [Quran: Chapter/Surah-E-Shams: Verse/Ayat no. 09]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
►Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne: *“Jis ki aankhein Allah ki haraam ki huwi cheezon ko dekhne se ruki rahein, woh Jahannam mein nahin jaayega”.* [Book of Attarageeb lil Munziri, 5031]
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
----- Please visit our NEW BlogSpot

*WhatsApp Groups*

*Telegram Channel:*

► *LIKE, FOLLOW & SHARE this Page:*


•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► *Subscribe to our YouTube channels:*

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•

Popular posts from this blog

Har namaz ke baad 33 martaba Subhanallah, Alhamdulillah aur Allahu Akbar kehne ka sawaab

Allah se Aulad maangne ki Dua

Short Dua #80