Posts

Showing posts from October, 2021

Azkaar: Alhamdulillahi Alaa Kulli Haal

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Azkaar Reminder: * “Agar koi aisi cheez dekhe jo aap ko pasand na ho to ye farmaate the." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ * Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) jab koi aisee cheez ya aisa kaam dekhte jo aap ko pasand na ho to ye farmaate: * --- * اَلْحَمْدُ لِلهِ عَلَى كُلِّ حَالٍ * --- * Alhamdulillahi Alaa Kulli Haal. * --- * Har haal mein Allah Subhanahu ka shukr hai. * [Al-Silsila As-Sahiha, 2887-Sahih; Al-Mustadrak Ala Sahihain, 1773-Sahih; Al-Baihiqi, 4060-Hasan] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ * रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) जब कोई ऐसी चीज़ या ऐसा काम देखते जो आप को पसंद ना हो तो ये फरमाते: * --- * اَلْحَمْدُ لِلهِ عَلَى كُلِّ حَالٍ * --- * अलहम्दुलिल्लाह अला कुल्ली हाल * --- * हर हाल में अल्लाह सुबहानहु का शुक्र है l * [अल-सिलसिला-अस-सहिहा, 2887; अल-मुस्तदरक सहीहैन, 1773-हसन; अल-बैहिक़ी, 4060-हसन] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Adhkar reminder: * “Whenever someone see something that is disliked then he

Mere ghar aur mere mimbar ke darmiyan ka hissa Jannat ke baagho mein se ek baagh hai

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: * “Mere ghar aur mere mimbar ke darmiyan ka hissa Jannat ke baagho mein se ek baagh hai." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * "Mere ghar aur mere mimbar ke darmiyan ka hissa Jannat ke baagho mein se ek baagh hai aur mera mimbar mere hauz par hai". * [Sahih Al Bukhari, Jild 8, 6588] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैराह (रदी अल्लाहु अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फ़रमाया - * "मेरे घर और मेरे मिम्बर के दरमियान का हिस्सा जन्नत के बागों में से एक बाग़ है और मेरा मिंबर मेरे हौज़ पर है l" * [सहीह अल बुख़ारी, जिल्द 8, 6588] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: * “Between my house and my pulpit there is a garden from amongst the gardens of Paradise." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Narrated Abu Hurairah (may Al

Daily Calendar Hadiths - 28 October

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ney farmaya: “ Jis qaum mein sood aam ho jaate hai, us mein paagalpan ki bimaari phail jaati hai ”. (Book of Alkabaair lizzahabi, 1/61) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•  ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) ney farmaya: * “Koi mard kisi ajnabi aurat ke saath tanhaai mein na baithhe warna un mein teesra shaitan hota hai” .* [Book of Tirmizi, 2165]  •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•   ► Allah ke aakhri nabi Muhammad (ﷺ sallallahu alaihi wasallam) se “Jab koi kuch maangta, toh us ki zaroorat poori farmaate, aur agar kuch na hota toh khamosh rehte”. (Book of Musnad-e-Ahmed, 12977) •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•  WhatsApp Groups   https://chat.whatsapp.com/EasWThLjiWrD8Qy0XJbZUU _ (ONLY FOR MALES) _ https://chat.whatsapp.com/Jz8yourlsC18wSfsmY0hOE _ (ONLY FOR FEMALES) _   --- Image Cred

Masjid mein baithney se pehley do (2) Rakaat namaz padhne chaahiye (Tahiyyat-ul-Masjid)

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Masjid mein baithney se pehley do (2) Rakaat namaz padhne chaahiye (Tahiyyat-ul-Masjid).” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Qatada As-Salami (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jab tum mein se koi shakhs masjid mein daakhil ho to baithney se pehley do (2) Rakaat namaz padh le”. * [Sahih Al-Bukhari, Jild 1, 444] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू क़तादा अस-सालामी (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “जब तुम में से कोई शख़्स मस्जिद में दाख़िल हो तो बैठने से पहले दो (2) रकअत नमाज़ पढ़ ले।” * [सहीह अल-बुख़ारी, जिल्द 1, 444] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Pray two (2) Rakahs (units) before sitting in the Masjid (Tahiyyat-ul-Masjid).” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Narrated by Abu Qatada As- Salami (may Allah be pleased with him) that t

Jo shakhs apni sharmgaah ko chu le usey chahiye ki woh wuzu karey

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: * “Jo shakhs apni sharmgaah ko chu le usey chahiye ki woh wuzu karey.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Busrah bint Safwan (radi Allahu anha) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jo shakhs apni sharmgaah ko chu le usey chahiye ki woh wuzu karey”. * [Sunan Nasaii, Jild 1, 447-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत बुसराह बिन्त सफ़वान (रदी अल्लाहू अन्हा) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “जो शख़्स अपनी शर्मगाह को छू ले उसे चाहिए की वो वुज़ू करे।” * [सुनन नसाई, जिल्द 1, 447-सहीह] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Hadith: * “If any one of you touches his private part with his hand, let him perform Wudu (Ablution).” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Narrated by Busrah bint Safwan (may Allah be pleased with her) that the Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ peace be upon him) said - * "If any one of you t

Har Musalman ko yeh saath baato ki fikar rakhna chaahiye

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Har Musalman ko yeh saath baato ki fikar rakhna chaahiye.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya -  *"(1) Jo kisi Momin ki ek duniyawi takleef door karega, Allah Subhanahu uski Qayamat ke din museebaton mein se ek museebat door farmayenge,* *(2) Aur jo kisi Musalman ki parda-poshi karega, Allah Subhanahu uski duniya aur aakhirat mein uski parda-poshi farmayenge.*  *(3) Aur jo kisi tangdast (gareeb) ke liye aasaani karega, Allah Sunhanahu duniya aur akhkirat mein us ke aasaani farmayenge.*  *(4) Allah Subhanahu us bandey ki madad mein hote hain, jab tak banda apney bhai ki madad mein ho.*  *(5) Jo koi ilm ki talab mein koi raasta chaley, to uskey badle Allah Subhanahu uskey liye Jannat ka raasta aasaan farma dete hain.* *(6) Jab bhi kuch log Allah Subhanahu ke ghar mein jama hok

Al-Quran: Allah aur uskey Rasool ke hukm par chalo, aapas mein jhagda na karo aur sabr se kaam lo

Image
•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• * Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Al-Quran: * “Allah aur uskey Rasool ke hukm par chalo, aapas mein jhagda na karo aur sabr se kaam lo.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: * “Aur Allah aur uskey Rasool ke hukm par chalo aur aapas mein jhagda na karna ke (aisa karogey to) tum buzdil ho jaaogey aur tumhara Iqbal jaata rahega (yani taaqat khatam ho jaayega) aur sabr se kaam lo. Yaqeenan, Allah sabr karney walo ke saath hai.” * [Al Quran, Surah Al-Anfal (8): Ayat 46] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ अल क़ुरआन: * “और अल्लाह और उसके रसूल के हुक्म पर चलो, और आपस में झगड़ा ना करना की (ऐसा करोगे तो) तुम बुज़दिल हो जाओगे और तुम्हारा इक़बाल जाता रहेगा (यानि ताक़त ख़त्म हो जाएगा) और सब्र से काम लो। यक़ीनन, अल्लाह सब्र करने वालो के साथ है।” * [अल क़ुरआन, सुरह अल- अनफाल (8), आयत 46] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Al-Quran: * “Obey Allah and His Messenger, do not dispute with one another and be patient (As-Sabirun).” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Al Quran: * “And obey Allah and His Messenger,

Ek Momin ki dusre Momin ke liye kya zimmedariya hain

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Ek Momin ki dusre Momin ke liye kya zimmedariya hain.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Hurairah (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Momin dusre momin ka aaeena hai, aur momin dusre momin ka bhai hai jo nuqsaan ko us se door karta hai aur uski gair-mojudgi mein uski hifazat karta hai”. * [Sunan Abu Dawood, Jild 3, 1486-Hasan] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू हुरैराह (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “मोमिन दूसरे मोमिन का आईना है, और मोमिन दूसरे मोमिन का भाई है जो नुकसान को उस से दूर करता है और उसकी ग़ैर मोजूद्गी में उसकी हिफ़ाज़त करता है ।" * [सुनन अबू दाऊद, जिल्द 3, 1486-हसन] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “What are the responsibilities of one believer on another.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Narrated by Abu Hur

Al-Quran: Eh imaan walo, Insaaf par Qayam raho aur Gawahi mein sach bolo…

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-ul-Quran: * “Eh imaan walo, Insaaf par Qayam raho aur Gawahi mein sach bolo…” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ❶ Al Quran: * “Eh imaan walo, Allah ke waaste insaaf ki gawahi dene ke liye khade ho jaao aur kisi Qoum ki dushmani ki wajah se insaaf ko hargiz na chorho. Insaaf kiya karo, yahi baat taqwe ke ziyada nazdeek hai; aur Allah se darte raho. Jo kuch tum karte ho beshak Allah us se khabardar hai.” * [Al Quran, Surah Al-Maidah (5), Ayat 8] ❷ Al Quran: * “Eh Imaan walo, Insaaf par Qayam raho, Allah ki taraf gawahi do, chahe apni jaano par ho, ya apney maa-baap, aur rishtedaron par, chahe koi maaldaar ho ya faqeer, Allah inka tumse ziyada khair-khwah hai.” * [Al Quran, Surah An-Nisa (4), Ayat 135] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ❶ अल क़ुरआन: * “एह ईमान वालो, अल्लाह के वास्ते इंसाफ़ की गवाही देने के लिए खड़े हो जाओ और किसी क़ौम की दुश्मनी की वजह से इंसाफ़ को हरगिज़ ना छोड़ो l इंसाफ़ किया करो, यही बात तक़वे के ज़्यादा नज़दीक है; और अल्लाह से डरत

Qaidi, Bhukhey aur Beemar ki madad kar ke Naiki kamaao

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Qaidi, Bhukhey aur Beemar ki madad kar ke Naiki kamaao.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Musa (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Qaidi ko aazad karwaya karo, Bhukhey ko khilaaya karo aur Beemar ki ayadat kiya karo”. * [Sahih Bukhari, Jild 4, 3046] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू मूसा (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “क़ैदी को आज़ाद करवाया करो, भूखे को खिलाया करो और बीमार की अयादत किया करो।" * [सहीह बुख़ारी, जिल्द 4, 3046] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Earn good deeds by helping the captives, the hungry and the sick.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Narrated by Abu Musa (may Allah be pleased with him) that the Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ peace be upon him) said - * "Free the captives, feed the hun

Jo log mar gaye unhey bura na kaho...

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Jo log mar gaye unhey bura na kaho...” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Umm Ayesha (radi Allahu anha) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * “Jo log mar gaye unhey bura na kaho, kyunki unhoney jo bhi amal kiye thay uska badla unhey mil gaya”. * [Sahih Bukhari, Jild 7, 6516] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): उम्मे आइशा (रदी अल्लाहू अन्हा) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * “जो लोग मर गए उन्हे बुरा न कहो, क्योंकि उन्होने जो भी अमल किये थे उसका बदला उन्हे मिल गया।” * [सहीह बुख़ारी, जिल्द 7, 6516] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Do not abuse the dead...” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (English): Narrated by Aisha (may Allah be pleased with him) that the Messenger of Allah, Prophet Muhammad (ﷺ peace be upon him) said - * "Do not abuse the dead, for they have reached the result of what they have

Al-Quran: Namaz padha karo aur achche kaamo ki naseehat kiya karo aur bure kamo se mana kiya karo

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Al-Quran: * “Namaz padha karo aur achche kaamo ki naseehat kiya karo aur bure kamo se mana kiya karo.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Al Quran: * “Namaz padha karo aur achche kaamo ki naseehat kiya karo aur bure kamo se mana kiya karo aur tum par koi museebat aaye us par sabr kiya karo beshak ye himmat ke kaamo mein se hai, aur logo se apna rukh na phero aur zameen par itra kar na chalo beshak Allah kisi takabbur karne wale ko pasand nahi karta, aur apne chalne mein miyana rawi ikhtiyaar karo aur apni aawaz neechi rakha karo beshak aawazo mein sabse buri aawaz gadho ki hai.” * [Al Quran, Surah Luqman(31), Ayat 17-20] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अल क़ुरआन: * “नमाज़ पढ़ा करो और अच्छे कामों की नसीहत किया करो और बुरे कामों से मना किया करो और तुम पर जो मुसीबत आए उस पर सब्र किया करो बेशक ये हिम्मत के कामो में से है, और लोगो से अपना रुख़ ना फेरो और ज़मीन पर इतरा कर ना चलो बेशक अल्लाह किसी तकब्बुर करने वाले को पसंद नही करता, और अपने चलने में मियाना र

Masjid mein daakhil hone ki dua

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Mafhoom-e-Hadith: * "Masjid mein daakhil hone ki dua." * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Usaid al-Ansari (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - * "Jab tum mein se koi masjid mein dakhil ho to Nabi (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) par durud-o-salaam bheje aur phir ye dua padhe: * --- * اللَّهُمَّ افْتَحْ لِي أَبْوَابَ رَحْمَتِكَ * --- * Allahummaf-tahli Abwaaba Rahmatika * --- * Eh Allah, mere liye Teri rahmat ke darwaze khol de." * [Sunan Abu Dawud, Jild 1, 463-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू उसैद अल-अंसारी (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फरमाया - * "जब तुम में से कोई मस्जिद में दाखिल हो तो नबी (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) पर दुरुद और सलाम भेजे और फिर ये दुआ पढ़े: * --- * اللَّهُمَّ افْتَحْ لِي أَبْوَابَ رَحْمَتِكَ * --- * अल्लाहुम्मफ्-ताहली अब

Muhammad (ﷺ) par Durud bhejne ki ehmiyat

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Quran-o-Hadith: *“ Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) par Darud bhejne ki ehmiyat. ”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• * إِنَّ اللَّهَ وَمَلَائِكَتَهُ يُصَلُّونَ عَلَى النَّبِيِّ ۚ يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا صَلُّوا عَلَيْهِ وَسَلِّمُوا تَسْلِيمًا * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Al Quran: *“ Beshak, Allah Subhanahu aur uske farishte Nabi (Muhammad ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) par durud bhejte hain; Eh imaan walo, tum bhi un par durud aur salam bheja karo. ”* [Al Quran, Surah Al Ahzab (33), Aayah 56] ► Hadith (Roman Urdu): Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Bakheel wo hai jiske samney mera zikr ho aur woh mujh par Durud na bhejey” .*  [Jamia At-Tirmizi, Jild 2, 1469-Sahih] ---- _ Allahumma Salli Ala Muhammad Wa Aali Muhammad _ •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अल क़ुरआन: *“ बेशक, अल्लाह सुबहानहु और उसके फ़रिश्ते नबी (मुहम्मद ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) पर दुरुद भेजते हैं; एह ईमान वालो, तुम भी उन पर दुरुद और सलाम भेजा करो । “* [अल क़

Witr ki Namaz ke baad padhne ka Azkar

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Witr ki Namaz ke baad padhne ka Azkar.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Ubayy (Abi) bin Kaab (radi allahu anhu) bayan karte hain - * “Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) witr ki namaz se salaam pherne ke baad teen bar farmate aur aakhri baar (yani teesri bar mein) aawaz buland farmate”. * --- * سُبْحَانَ الْمَلِكِ الْقُدُّوسِ * --- * SubhaanAl-Malikil-Quddus. * --- * Paak hai Baadshah (Allah), sabse zyada paak. * [Sunan Nasaii, Jild 1, 1736-Sahih] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत उबय्य बिन काब (रदी अल्लाहू अन्हु)) बयान करते हैं - * “ रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) वित्र की नमाज़ से सलाम फेरने के बाद तीन बार ये फरमाते और आखरी बार (यानी तीसरी बार में) आवाज़ बुलंद फरमाते l” * --- * سُبْحَانَ الْمَلِكِ الْقُدُّوسِ * --- * सुबहान-अल-मलिकील-कुद्दुस * --- * पाक है बादशाह (अल्लाह), सबसे ज़्यादा पाक l * [सुनन नसाई, जिल्द 1, 1736-सही] •┈┈┈┈••✦✿✦•

Nekiyaan karte raho aur Allah se bakhshish maangte raho

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-ul-Quran: * “Nekiyaan karte raho aur Allah se bakhshish maangte raho.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Al Quran: * “Jo kuch neki aagey bhejogey apney wastey, to usko Allah ke paas behtar aur badey ajar ki cheez paogey. Aur Allah se bakhshish maango. Beshaq Allah bakhshney wala aur nihayat reham wala hai.” * [Al Quran, Surah Al Muzzammil (73), Ayat 20] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► अल क़ुरआन: * “जो कुछ नेकी आगे भेजोगे अपने वास्ते, तो उसको अल्लाह के पास बेहतर और बड़े अजर की चीज़ पाओगे। और अल्लाह से बख्शीश मांगो l बेशक अल्लाह बख़्शने वाला और निहायत रहम वाला है”। * [अल क़ुरआन, सूरह अल मुज़्ज़म्मिल (73), अयात 20] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-ul-Quran: * “Keep earning good deeds and keep seeking forgiveness from Allah.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Al Quran: * “And whatever good you send forward for yourselves, you will certainly find it with Allah, better and greater in reward. And seek Forgiveness of Allah. Verily, Allah is Oft-Forgiving, Most-Mercifu

Rasool-Allah ﷺ ne apney zaati muamley mein kisi se badla nahi liya

Image
* Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Rasool-Allah (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne apney zaati muamley mein kisi se badla nahi liya.” * •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Aisha (radi Allahu anha) bayan karti hain - * “Allah ki Qasam, Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne kabhi apney zaati muamley mein kisi se badla nahi liya, haan magar jab Allah Subhanahu ki hurmaton ko toda jaata to Aap (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam), Allah Subhanahu ke liye badla letey thay”. * [Sahih Bukhari, Jild 8, 6786] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत आयशा (रदी अल्लाहू अन्हा) बयान करती हैं - * “अल्लाह की क़सम, रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने कभी अपने ज़ाती मुआमले में किसी से बदला नही लिया, हां मगर जब अल्लाह की हुरमतों को तोड़ा जाता तो आप (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) अल्लाह सुबहानहु के लिए बदला लेते थे l” * [सही बुख़ारी, जिल्द 8, 6786] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ★ Mafhoom-e-Hadith: * “Prophet Muhammad (ﷺ peace be upon him

Rasool-Allah (ﷺ) peer (somwaar) ke din paida hue aur isee din Quran ki wahi naazil hui

Image
*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Hadith: *“ Rasool-Allah (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) peer (somwaar) ke din paida hue aur isee din Quran ki wahi naazil hui .”* •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► Hadith (Roman Urdu): Hazrat Abu Qatada Ansari (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Rasool-Allah, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) se peer (somwar) ke roze ke bare mein sawal kiya gaya to Aap, Muhammad (ﷺ sallAllahu alaihi wasallam) ne farmaya - *“ Main isee din paida hua aur isee din mujh par (Quran ki wahi) naazil hui. ”* [Sahih Muslim, 2750] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ► हदीस (हिंदी): हज़रत अबू क़तादा अंसारी (रदी अल्लाहू अन्हु) से रिवायत है की रसूल-अल्लाह, मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) से पीर के रोज़े के बारे में सवाल किया गया तो आप मुहम्मद (ﷺ सलअल्लाहू अलैही वसल्लम) ने फ़रमाया - *“ मैं इसी दिन पैदा हुआ और इसी दिन मुझ पर ( कुरान की वही ) नाजिल हुयी l ”* [सहीह मुस्लिम, २७५०] •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• ✦ Hadith: *“ Prophet (ﷺ peace be upon him) was born on Monday and revelation was sent down .”* •