Daily Calendar Hadiths - 27 April

*Bismillah-hir-Rahman-nir-Rahim*

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•

Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ne Quran mein farmaya: *"Aye Insaano aur Jinnato! Tum apne Rab ki kin kin ne’maton ko jhutlaaoge?".* [Quran, Surah-e-Rehman; Verse/Ayat-34]


•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Jab tum apne padosiyon ko yeh kehte huwe suno ke tum ne bura kiya to yaqeenan tum ne bura kiya”.* [Book of Moajama Ausat, 2982]

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Jab tum mein se kisi ko gussa aaye to use chaahiye ke khaamoshi ikhtiyaar kare.”* [Book of Musnade Ahmed, 2136]

 •┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 

► Allah ke aakhri nabi Muhammad (sallallahu alaihi wasallam ﷺ) ne farmaya: *“Woh shakhs (kaamil) Imaan waala hai, jo pet bhar kar khaaye aur us ka padosi bhooka rahe”.* [Book of Sho’abul Imaan, 5660]

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 
Allah (Subhanahu wa-ta'ala) ne Quran mein farmaya: *"Agar faisla karo to logon ke darmiyaan insaaf ke saath faisla karo, yaqeenan Allah Ta’ala insaaf karne waalon se muhabbat karte hain".* [Quran, Surah-e-Maaidah; Verse/Ayat-42]

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈•

•┈┈┈┈••✦✿✦••┈┈┈┈• 

Popular posts from this blog

Har namaz ke baad 33 martaba Subhanallah, Alhamdulillah aur Allahu Akbar kehne ka sawaab

Allah se Aulad maangne ki Dua

Short Dua #80